Singer Sukriti Kakar, Prakriti Kakar
Lyricist Mellow D
Music Sukriti Kakar, Prakriti Kakar,
Lost Stories Director Adil Shaikh
Director Of Photography Sudhir Chodhary
Music Label VYRLOrignalsHUM TUM LYRICS
Yaadon mein tu hai
Haan bas tu hi
Kaise yeh jaadu kiyaHoon main adhoori
Tu hi zaroori
Bin tere lagge na jiyaNasha sa teri aankhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yun na tadpaTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaJau na kabhi tujhe chhod ke sajna
Ek pal ke liye bhi door
Tere saath mujhe hai chalna
Jahan jahan le jaaye tuMain khoyi khoyi hoon
Na soyi soyi hoon
Jab se tu hai milaChhupa kahan tha tu
Zara bata de tu
Tujh pe rahoon main fidaNasha sa teri aankhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yun na tadpaTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaKaisi hai yeh betabiyaan
Badhne do nazdeekiyaan
Tere bina har lamha
Kaise jiyu main tu bataTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaTum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiyaRead more: https://www.lyricsmint.com/sukriti-kakar/hum-tum-prakriti-kalar
