Shayad ha usay chor dia uske hal par
Shayad ab meri zindgi ka ye malal ho
Ruk kar k usne daikha nai ek bar b
Na janay usko kabse iska intezar hoHumne b thaan rakhi thi hona ha usi ka
Maloom na tha ishq main k ye b hal ho
Muztar main daikhta hu rah bas us ki e
Ye mashgala shayad tamam umr sath hoMaine b kuch galtiyan ki thi gazab ki hi
Par sar e fehrist mohabat ka nam ho
Hum uske nam pe yu e mar mitay
Ek ye jurm e zindgi natamam hoHar shaks nai ban sakta ha hamsafar ~Sehar
Na Jane kab is dil ko koi aur kam ho
Har waqt to main tumko yaad karti b nai
Par waqt e yaad ai to bht aziyat nak ho
YOU ARE READING
Ilfaz e Kalb (Ghazlain)
PoetryIlfaz e Kalb is a soulful collection of ghazals that resonate deeply with the heart. Each verse is a reflection of the emotions that dwell within us, written with the intent to connect, heal, and inspire. These are my original compositions invite yo...