Ek Waada

6 0 0
                                        

Ek wada tha wafa ho na saka
Kam adha tha magar ho na saka
Uske chre ki ronak ur c gai
Usko rona tha magar ro na saka

Meri khamosh c saza pa k
Raiza raiza wo shaks so na saka
Raat k is pehar main khoya hu
Usne wo q Kaha Jo ho na saka

Ishq k is haseen dahane par
Bojh ilfaz Ka wo dho na saka
Dilsoz ~Sehar Ka wo karta kya?
Kafir wo shaks Sahi ho na saka.

Ilfaz e Kalb (Ghazlain)Stories to obsess over. Discover now