Chand aur Wo

4 0 0
                                    

Saray rah Chand diakhta wo shaks
Manzilain par kar b kar sakta tha
Jis se hara hua baitha hai wo
Usko lachar kar b sakta tha

Dard me b laga fikre rozgr main hai
khudko bekar kar b sakta tha
Chand ko dhak diya badal ne warna
Nazr se usko wo chak kar b sakta tha

Roshni ki tamana main baitha tha jo
Aisa Chirag tha, asman jal b sakta tha
Usko kaha nai Maine k utho hosh karo
Halat aisi thi wo inkar kar b sakta tha

Ilfaz e Kalb (Ghazlain)Where stories live. Discover now