Realisation

2.5K 122 82
                                    


Next day,

Yuvi threw a full on tantrum and at the end dada, Sach pa and Jammy bhai had to agree.

Dada: accha baba chalenge. Khush??

Yuvi: haan

That time Mahi entered with a happy face.

Sach: kya hua??

Mahi: T-20 series cancel mtlb postpone ho gyi hai.

Jammy: kyun??

Mahi: arrey woh jahan pr Australian team thi na wahan pr pata nhi kaise aag lag gyi thi. Most of the players r injured toh board of Australian Cricket had decided to postpone this series.

Dada: inshort u guys r free now??

Mahi(happily): yeshh..

Sach: toh chale masti krne??

MahiYuv: yeaaaahhhhhh!!!!!!

It was night everyone were sleeping and Vi fell asleep waiting for them 

( words in ittalic is Vi's dream)

An 18 yrs old Cheeku was sitting grumply on the next day of his birthday

Papa: Kya hua mere Cheeku ko??

Vi: bhai ne maara

Showing a slight red mark on his arm

Papa: haww mere pyaare Cheeku ko?? Main abhi daantunga use.

Vikas: arey yeh kaun batayega kyun maara. Papa yeh aapka laadla hai na mere bike ko lekr nikal gya tha.

Vi: but I am 18 yrs old. Agar school mein aapne kudiyon ki jagah black board pr dhyaan diya hota na tho pta hota ki at 18 yrs one is legally eligible to ride bikes.

Vikas: oyee!!! Tujhse toh zyada hi dhyaan deta tha. Teri tarah maths mein anda toh nhi laaya tha. Aur tu toh ruk bahut bolne lag gya hai.

Vikas came with stick where as Vi hides behind his papa who was laughing seeing them.

Vi: papa bachao draculla se.

Papa: arrey Vikas chhod na baccha hai.

Vi: haan dekho kaise chhote bacche pr atyachaar krte hain

Vikas: kaunse angle se chhota hai papa. 18yrs ka ho gya hai yeh. Aur aap na har baat pr iski side lena toh band krdo

Vi: haan toh mere papa hai side meri hi lenge.

Vikas: tujhse pehle mere hain.

Vi: but he loves me more.

Vikas: tu naa..

Papa: arrey arrey bas kro. Kitna ladoge?? Aur cheeku tujhe bike chahiye na?? 20 saal ka hoja paka laakr dunga teri khudki personal.

Vi: what?? 20 yrs?? Papa nhi na mere saare friends ke paas hai mujhe bhi chahiye

Papa: Cheeku samajhne ki koshish kr na baccha. Tu abhi chhota hai nhi handle kr payega

Vi: sabke papa ne lakr di unhein

Papa: haan toh main bhi dunga na but abhi nhi. Accha chal ek kaam krte hai aaj dinner bahar krte hain.

Vi: aap hi jao. Mujhe nhi jaana. Sabke papa acche hain sabne bike lakr di unhein. Mujhe nhi krni aap se baat. Aap gande ho. Huhh!!

You are Importantजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें