Day passed Anidita came back to rc mansion
**Anidita's room
Ani (in mind): kuch der mai 12 baj jayega, bondita mujhe wish karegi ya nhi... 🤔🤔par dekhke to lag raha hai ye so rahi hai...wait karke dekhta hoon kya hota hai...
Later at 12 am.
Ani(in mind): r a yeh to abhi bhi so rahi hai...kya Bondita vul geyi mere birthday ke baare mai...🙂🙂🙂. Usse uthao kya nind se ??
(Anirudh woke her up )
Ani : bondita utho...
Bon : kya huya patibabu ?? Itni raat ko apko kya chahiye ?
Ani : aj kya hai bondita ?
Bon : raat ke 12 baje apne mujhe ye puchne ke liye jagaya hai ? 🙄🙄🙄 Aj Tuesday hai ab chaliye so jaiye aur mujhe bhi so nye diyije
Ani : bondita aj kuch special hai ...!!?
Bon : mujhe kya pata shayed hoga kuch
Ani (in mind): isse to kuch yaad hi nhi...🙂🙂🙂(Someone knocks at their door )
Bon : patibabu ja ke dekhiye na kaun hai .
Ani : ha ja raha hoon , tum din duniya bhulake bas so ti raho 🙂(Anirudh open the door , he saw ksj )
Ani (in mind): mere kaka kitne acche itni raat ko bhi wish karne chale aaye 🤗🤗.
Ksj : Anirudh
Ani : ha kaka boliye boliye...😊😊
Ksj : tere pas sar dard ki dabai hai Kya ?? Sham se mujhe bohot sar dard ho raha hai , par dabai nhi mil raha hai.
Ani : ap yaha dabai lene aaye hai ??🙂
Ksj : ha , kyu nhi aa sakta kya ?
Ani : rukiye main dabai lata hoon 😑(Anirudh gave him the medicine )
Ksj : sukriya beta , waise aj to...
Ani : ha aj kya boliye 😄😄
Ksj : aj mere bachpan ke dost ke bete ki janamdin hai .
Ani : dost ke bete ki birthday yaad hai apko 🙂 aur kuch yaad aaya ??
Ksj : nhi aur kya yaad ayega . ab ja tu ja ke so ja main bhi chalta hoon.
Ani (in mind ): kaka ko bhi yaad nhi 😔😔 , subha tak wait karta hoon ma ko pakka yaad hoga....Next morning**
Anirudh wakes up early and went to downstairs .
Ani : maaaaaa
Shubra : kya huya itna chilla kyu raha hai ??
Ani : aj kya hai ma ??
Shubra : aj kuch nhi hai 🤔 .
Ani (in mind ): ma ko bhi yaad nhi .
Ani : baba kaha hai ?
Shubra: wo to subha hii kuch kam se bahar geye hai .
Ani : ma yaad kariye kya hai aj .
Shubra : aj to kuch hai hii nhi kya yaad karu , bondita kitchen mai hai tu ja ke usse pareshan kar mujhe kam karne de .(Anirudh went to kitchen with a sad face )
Bon : kya ho geya ? Cehre pai 12 kyu baje hai ??
Ani : tum sab ka pyar dekhke cehre pai 12 baj geya 🙂🙂
Bon : yeh kesi baate kar rahe hai ap ?
Ani : kisi ko meri parwa hii nhi hai....
Bon : bekar ke baate band kiyije aur jaldi ready hoke court jaiye warna late ho jayenge.
Ani : aj jaane ka man nhi hai , chalo aj bahar chalte hai.
Bon : nhi , mujhe kuch kam se Mahir sir se milne jana hai...😅😅
Ani : Kal bhi to ja sakti ho , aj chalo mere sath .
Bon : nhi main aj bohot busy hoon , ab ap court jaiye jaldi .
Ani : thik hai ja raha hoon , koi mere baare mai nhi sochta hai(He gets ready and left for court )
Bon : finally yeh geye 😌😌😌 ab jaldi se sari taiyari karni padegi .
(She decorates the whole house , make all the dishes anirudh loves and made cake by her own hands )
Bon (pov ) : apne kese soch liye main apka birthday vul jaungi...asa shamvab hai kya!!? Finally aj main apko apni dil ki baat bata dungi ....ye hii hoga apka birthday gift 💙💙💙.....mere pyare pati babu
Koyeli : Choti Malkin mene apka sara saman thik se rakh diya hai , aur kuch kitabe thee apke bag mai wo mene table par rakkha hai.
Bon : thik hai(Bondita gets ready she wore a beautiful sky blue color saree with simple jewels , she was looking simply beautiful )
(Bondita's look ⬆️⬆️)
At evening:
(Anirudh retuned when he enter to the house he found it totally dark )
Ani (mumurs) : dekh ke to lagta hai ghar pai koi nhi hai . ek to kisiko mera birthday yaad nhi hai , upr se sab mujhe chodke hii bahar chale geye 🙂🙂
Agar sumedh hota wo jaroor wish karta . I'm missing you my brother .( Anirudh andhere mai hii ghar ke ander chala jata hai , suddenly all the lights came on )
Everyone : HAPPY BIRTHDAY TO YOU....❤️❤️❤️
(Anirudh get emotional )
Anirudh : ap sabko yaad tha 😢 , mujhe laga sab vul geye mere birthday ke baare mai......
Shubra : tera birthday aur hum vul jaye asa kabhi huya hai Kya ? Yeh sab to bondita ka plan tha .
Ani : to bondita yeh tha tumhara jaruri Kam 😂....
Bon : ha apse jaruri kuch hai kya ? (Blushes)(He notices she was looking hella beautiful, he was looking at her....)
Ksj (coughs) : ab bahu ko hii tadta rahega ya cake bhi katega ?
Mahir : ha anirudh jaldi se cake cut kar jara hume bhi to bondita ka haat bana tasty cake khane ka mauka mile .
Ani : cake bhi bondita nye banaya hai ?
Shubra: ha sab kuch bondita nye apne haato se kiya hai .
Ani : thank you bondita...💖
Bon : welcome patibabu 😊😊(Anirudh cut the cake , he feed cake everyone by his hand . While bondita was feeding him cake he bites on her finger )
Bon : Ahh!! Patibabu.
(Anirudh hold her hand and pulls her close to him )
Bon : patibabu kya kar rahe hai , yaha par sab hai chodiye mujhe...
Ani : chodunga par ek shart par .
Bon : kesa shart ??
Ani : mera birthday gift do .
Bon : main to apke liye koi gift layi hii nhi .
Ani : thik hai to fir main tumhe chodne nhi wala...
Bon : apka birthday gift main apko kamre mai dungi , ab ap mujhe chodiye .(Anirudh free her)
Ani : hayeee kamre mai 🙈🙈 asa kya hai jo yaha nhi de sakti ??
Bon : ap sochte rahiye , kuch bhi ho sakta hai...
Ani : thoda sa hint de do 😄😄
Bon : is gift ke baad hamara rista pehle jesa nhi rahega...
Ani : dekho ab tum mujhe pareshan kar rahi ho , sidha sidha bol do na plz .
Bon : sidha sidha hii bolungi , ab chaliye dinner kar lete hai . Dinner ke baad ap kamre mai intejar karna...
Ani : thik hai patni Devi .(They finish their dinner , says bye to all the guest and after the birthday celebration ends anirudh went to room )
.
.
.
Pecap : Ani : Tum nye thik hii kaha tha , dekho is gift nye sab badal diya.....
.
.
Hello lovely people ❤️👉👈 I'm so sorry for late update 🙃🙂 I was having test xm so I didn't get time . I don't what I have written 🙂🙂 Don't forget to comment please 😗😗 love you all 💗💓
YOU ARE READING
Anidita (A love triangle)
FanfictionIt's a love triangle kind of story , it's totally based on my imagination , hero: Anirudh roy chowdhury , and sumedh roy chowdhury , heroin: Bondita banarji . Bondita is from a middle class family , she's orphan her mama and mami takes care of her...