Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
O Hariyali Banno
Le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan
Thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
Angnaayi, Angnaayi
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi
Ke Mehndi Khil Jaaye, Rang Laaye Hariyaali Banni
Gaaye Phoofi Aur Chaachi, Gaaye Naani Aur Daadi
Ke Mehndi Mann Bhaaye, Saj Jaaye Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda, Gaadi Aur Haathi Ko
Laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni
Teri Mehndi Woh Dekhenge
To Apna Dil Rakhdenge Woh
Pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Tu guzar raha
Tu Guzar Raha Hai Mere Dil Se Meri Rooh Tak
Tu Hi Tu Sukoon Mera Tu Hi Hai Junooniyat
Mere Haal Se Bhala Kyun Nahi Tu Waqif
Ishq Ke Mutabiq Yeh Nahi Munaasib
Jo Yeh Deewaanapan Hai Tumse Hi Aadatan Hai
Tere Sang Lamha Lamha Jee Raha Hoon Katra Sa
Pyaar Tumse Laakh Hai Dhuaan Dhuaan Ya Raakh Hai
Roz Jal Raha Hai Mujh Mein Kuch Kahin Zara Sa
Jayaz Hai Tujh Pe Deewaangi Meri
Rago Se Rooh Tak Hai Rawangi Teri
Jayaz Hai Tujh Pe Deewaangi Meri
Rago Se Rooh Tak Hai Rawangi Teri
Hoo...Oh..
Sabr Ki Yeh Imteha Hai
Jaane Kaisa Imtehaan Hai
Sab Hai Poora Par Kami Hai
Tu Saath Hai Nahi Bhi Hai
Aankh Jo Yeh Bhar Gayi Hai
Jaane Kya Yeh Kar Rahi Hai
Yeh Bhi Jaanti Hai Ki
Dil Pe Kya Guzar Rahi Hai
Ik Tu Hi Bekabar Hai Mere Haal Se
Waqt Chal Raha Tha Aur Main Kahin Thehra
Jayaz Hai Tujhpe Deewangi Meri
Rago Se Rooh Tak Hai Rawangi Teri
Jayaz Hai Tujh Pe Deewaangi Meri
Ragon Se Rooh Tak Hai Rawangi Teri
Hoo...Oh..
YOU ARE READING
Hindi Songs
RandomHere are some hindi songs. You can use it while writing stories as background music. I hope you will like it.
