Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaan
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaan
Na aaye kavi dono mein zara bhi fasle
Bas ek tu ho, ek main hoon aur koyi na
Hai mera sab kuchh tera tu samajh le
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab jab tera dil dhadke
Tujhse mera ye jee nahi bharta
Kuchh bhi nahi asar ab karta
Meri raah tujhi se, meri chaah tujhi se
Mujhe bas yahin reh jaana
lagi hai teri yaad te mujhe jab se
hai tere bin pal bhi baras lagte
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaa
Jo hove tu udas mujhe dekhe hans ke
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab jab tera dil dhadke
Tujhse mili to sikha maine hasna
aaya mujhe safar me therana
main tu bhul gayi duniya ka pata
ab jab se tujhe hai jaana
Hai tu hi dil jaan hai, meri ab se
Na zikra tera na jaaye, mere lab se
Bulave tujhe yaar ajj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaa
Jo hove tu udas mujhe dekhe hans ke
Tu chaahe mere haq ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyun jab jab tera dil dhadke
Pyar di raawan utte yaar tu le aaya
Mainu jeene da matlab aaj samajh aaya
Paraya mainu kar na naa tu, soneya
Channa main toh rul jana
YOU ARE READING
Hindi Songs
AléatoireHere are some hindi songs. You can use it while writing stories as background music. I hope you will like it.