We've updated our Content Guidelines.
Review the latest guidelines to keep sharing stories safely.

Dil Ko Karaar Aaya

33 1 0
                                        


Dua Bhi Lage Na Mujhe

Dawa Bhi Lage Na Mujhe

Jab Se Dil Ko Mere Tu Laga Hain

Neend Raaton Ki Meri

Chahat Baaton Ki Meri

Chain Ko Bhi Mere Tumne

Yun Thaga Hain

Jab Saanse Bharu Main

Band Aankhein Karun Main

Nazar Tu Yaar Aaya

Dil Ko Karaar Aaya

Tujhpe Hai Pyaar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya Oh Yaara

Dil Ko Karaar Aaya

Tujhpe Hai Pyaar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya Oh Yaara

Har Roj Puchein Yeh Hawayein

Hum Toh Bata Ke Haare

Kyun Jikar Tera Karte Hai Humse Taare

Har Roj Puchein Yeh Hawayein

Hum Toh Bata Ke Haare

Kyu Jikar Tera Karte Hain Humse Taare

Ab Fir Se Hai Tere

Inn Hothon Pe Mere

Izhaar Aya Yaara

Dil Ko Karaar Aaya

Tujhpe Hai Pyaar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya Oh Yaara

Dil Ko Karaar Aaya

Tujhpe Hai Pyaar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya Oh Yaara

Hindi SongsStories to obsess over. Discover now