Zara Zara Behekta Hai Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe
Bhar Le Apni Baahon Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe
Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko
Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re
Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye
Is Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se Main
To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein Hum
Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho Na
Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe
Bhar Le Apni Baahon Mein
Aaja Re Aa Re
Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein
Ek Baar Ay Deewani
Jhootha Hi Sahi Pyaar To Kar
Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein
Bechain Karke Mujhko
Mujhse Yun Na Pher Nazar
Roothega Na Mujhse
Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar
Tere Bina Mushkil Hain
Jeena Mera Mere Dil Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe
Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko
Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re
YOU ARE READING
Hindi Songs
RandomHere are some hindi songs. You can use it while writing stories as background music. I hope you will like it.