Bas tera saath ho ~ 3

623 45 20
                                    

Very sorry everyone I forgot to tell you a very important thing which is that Dadi is not evil, she does hates Ishqi because Ishqi broke her marriage on the day of marriage. And she also didn't send Savitri to mental asylum, Savitri died a long time ago and the reason of her death will be revealed soon...
________________________________________

Ahaan dropped Rhea to her house and then went straight to meet Kartik. He entered the cafe and saw Kartik sitting on a table which was situated in corner. Kartik was just scrolling through his phone. Ahaan immediately advanced  towards the table. He pulled out and sat with the thud. Kartik heard the noise and looked up and was shocked to see his brother glaring at him. He immediately put his phone in his pocket and said...

Kartik- bhai aap kab aaye?

Ahaan- bas abhi jab tu aapne phone mein dooba hua tha.

Kartik- aisi baat nahi hai, accha aap yeh sab chhodo aur yeh batao itni jaldi mein kyu bulaya aur Ishqi ke bareme kya bol rahe the?

Ahaan- haa Kartik aaj...aaj main Ish...Ishqi se mila...

Kartik- kya!! Kab? Kaise? Kaha? Aur...aur Ishqi kaisi hai? Theek toh haina? Aur ab kya kar rahi hai?

Ahaan- Karthik kya kar raha hai, pagal hogaya hai kya? Itne saare sawal?

Kartik- sorry ab sab shuru we batao kya hua.

Ahaan told Kartik everything from the start. From getting irritated from Riya going to event managing company to finally meeting is Ishqi. Everything...

Kartik- toh ab Ishqi kaisi hai?

Ahaan- Kartik something felt wrong. Pata nahi par kuch toh tha jo mujhe khatak raha tha. Her smile...it was soo different. Pehele woh pure dil se hasti thi par aaj...pata nahi aisa kyu lag raha tha ke woh smile jhooti thi. Ishqi ki aankhe...her eyes used to glow differently par ab unn aankho mein mujhe dard dikh raha tha. Pehele usse agar dekhta toh uska din ban jaata uske glowing aur shining chehre ko dekhke. That aura that Ishqi had...par ab aisa kuch bhi nahi laga, her face was pale. She is seemed like she no longer that bubbly, chirpy and optimistic Ishqi she used to be... Usse aisa dekhke mujhe kuch nahi sooja, main bas usse observe kar raha, dekh raha tha how much she has changed, tab tera call aagaya.

Kartik- bhai ek baat puchu?

Ahaan- ha puch...

Kartik- aapne itni baate mehesoos kaisi ki Ishqi ke bareme? Aapne uski aankhe kaise padhli?

Ahaan was speechless. Kartik was indeed right. Ahaan never felt how Rhea was feeling, then why Ishqi? He could just feel how Ishqi is feeling. He always sensed if something was wrong with Ishqi, if she was in danger. But what is this feeling? Ahaan's thoughts were disturbed by Kartik who shakes him...

Kartik- bhai I know aap ziddi ho par itni bhi kya zidd ke aapko aapka Ishqi ke taraf ka pyaar hi nahi dikh raha. Bhai aap hi ne kaha na uski aankho mein dekho toh dard dikhta hai, par aapko pata hai mujhe abhi aapki aanko mein dard dikh raha hai. Dard Ishqi ko dard mein dekhne ka, dard usse itne mahino baad milke bhi usse baat na karne ka, yeh jaante huye ki woh abhi kisi difficult situation mein fasi hai par uski help nahi karne ka dard. Bhai mujhe nahi pata aap apni feelings kab accept karoge par please jaldi karlena kyuki abhi aapki baato se aisa lagta hai Ishqi akeli hai, she needs someone aur mujhe pata hai woh bhi aap hi ki tarah ziddi hai kisiki bhi help nahi legi toh please jitna jaldi ho sake aapni feelings accept karlo, aapne liye na sahi Ishqi ke liye atleast.

While saying this a waiter called Kartik saying..."Table no. 15 your order is ready". It was a self service cafe so Kartik went to receive their order while Ahaan was in deep thinking...

Ahaan in mind- kya Kartik sach keh raha tha? Kya main sach mein Ishqi se py...pyaar karta hu? Pichle che (6) mahine mere liye bohot difficult the. Hamesha bas Ishqi ki chinta satati thi, woh kaha hogi, kaisi hogi, theek hogi ya nahi, bas yahi dimag mein tha par kyu? Mujhe uski chinta kyu ho rahi thi, ho rahi hai?

Ahaan closed his eyes and took a deep breath. As he closed his eyes he saw Ishqi. Ahaan smiled but then Ishqi started speaking...

Ishqi- avm in che (6) mahine aap kaha the? Pata hai mujhe aapki kitni zarurat thi, pata hai mere saath kya kya hua? Aur ab jab aap mil rahe hai toh aap Rhea se shaadi kar rahe hai. Shayad main sahi thi aap sach mein mujhe bhul gaye, ab mere aap sabse durr jaane mein hi sabki bhalayi hai.

As Ahaan's imaginative Ishqi was saying all this she started fading. Ahaan felt his imagination was real, that Ishqi was actually saying all these things to him, that she was again leaving him all alone...

Ahaan- Ishqi....

Ahaan screamed in top of his lungs and then opened his eyes only to see himself sitting in a cafe. Kartik saw Ahaan screaming and came running. He took a glass of water and made Ahaan drink it...

Kartik- bhai are you okay?

Ahaan- Kar...Kartik Ishqi...I love her Kartik. Mujhe abhi ek second ke liye laga woh mujhe firse chodke jaa rahi hai. Kartik yeh che (6) mahine maine jaise taise nikal diye but my whole life...I can't imagine my whole life without her...

Kartik smiled by hearing his brother's confession...

Kartik- finally ab ki na mere bhai jaisi baat...

Ahaan stayed quiet and just smiled...

Kartik- ab has kya rahe ho bhai jao aur Ishqi ko aapni Dil ke baat batao aur Rhea se rishta tod do.

Ahaan- Ishqi ko apni Dil ki baat batane se pehele mujhe yeh pata karna padega ke uske saath inn che (6) mahino mein Aisa kya hua ke woh itni badal gayi. Aur usse bhi pehele mujhe Rhea se aapne rishta todna padega, bhale hi main usse pyaar nahi karta but still I can't cheat her...

Kartik smiled whole heartedly seeing his brother making efforts towards Ishqi and also him accepting his love for Ishqi...

Ahaan stood and was about to leave when he again came back and hugged Kartik...

Kartik- bhai kya hua achanak se?

Ahaan- thank you soo much Kartik for always being there for me...

Kartik- Finally kisine toh meri kadar ki, ab agar mere bhai kisi ladki se shaadi karne wale hai jo unhe pasand tak nahi hai toh yeh mera kaam haina ke main unhe realise karau. Accha ab aap meri tareef karna band karo aur jaldi jao.

Ahaan- haa...

Ahaan went straight to Malhotra Mansion and rang the door bell. Bhola opened the door and saw him, Ahaan hurriedly advanced towards Dadi's room and saw Dadi sitting on bed reading a book...

Ahaan- Dadi mujhe aapse kuch baat karni hai...

Dadi- ha bol Ahaan...

Ahaan- Dadi main Rhea se shaadi nahi kar sakta, main usse pyaar kya pasand tak nahi karta...

Dadi- yeh tu kya keh raha hai Ahaan, tu aur Rhea pichle teen (3) saal se saath ho aur tu bol raha hai pasand nahi karta usse aur pyaar toh shaadi ke baad bhi ho sakta hai.

Ahaan- nahi hoga Dadi, mujhe Rhea se pyaar kabhi nahi hoga...

Dadi- kyu??

Ahaan- kyuki...main aapko abhi nahi bata sakta.

By saying that Ahaan left...
.
.
.
.

~~~~~~~TO BE CONTINUED~~~~~~~

That's it for today. Guys I have uploaded a new book, do check it out on my profile. Don't forget to give me reviews...

Word count-  1279

🄿🄴🄰🄲🄴✌︎

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

ᴀʟᴡᴀʏs ᴀɴᴅ ғᴏʀᴇᴠᴇʀWhere stories live. Discover now