Prem

551 77 42
                                    

Next Day...

Anirudh aaj bhi ghat par jaldi aaya hai  .. vo bondita ko ye baat batane ke liye tadpa ja rha hai ki vo usse kitna pyar karta hai... 😍😍 Tabhi achanak se uske samne wahi drashya hai.. vo dekhta hai ki bondita pujari ji se aashirvaad ke rhi hain...

Ani to himself - fir se wahi masumiyat ki chamak hai inke chehre par.. ☺️ Aur aaj ye chamak aur bad jayegi jab main aapko bataunga ki kitna Prem karta hu main aapse ..  apni pura jeevan aapke sath bitana chahta hu... Bas ab jaldi se mere paas aa jao.. Main aur intzar nhi kar sakta ...

Ani ko lag rha hai ki bondita usse Milne aayegi.. par aisa nhi hai ... Bondita ne anirudh ko dekha par phir bhi vo use nazarandaz karke jane lagti hai ... 😔

Ani- Arey ye Paro kaha ja rhi hai.. yaha kyu nhi aa rhi ... He follows her .. Paro ... Paro rukiye kaha ja rhi hai aap... He stand front of her

Bon - dekhiye Hume mat rokiye jane dijiye hame .. hame aapse koi baat nhi karni ...

Ani- par kyu ... Kya hua hai koi galti hui hai kya mujhse.. naraz hai aap 😢

Bon- galti to humse hui hai ...

Ani- kya .. kya kaha aapne

Bon- kuch nhi... Aise koi baat nhi hai bas hum itn kehna chahte hai ki aaj ke baad hum aapse nhi milenge ... Isliye ab hame jane dijiye ..

Ani- aap aisa kyu keh rhi hai aisa mat kahiye ... Agr aap kisi baat se naraz hai to bataiye mujhe paro

Bon- humne kaha na hum naraz nhi hai ... Bas ab hum aapse nhi milne chahte ...

Ani- Par kyun paro...

Bondita can't control herself and she started crying... 😭 Kyu ... Ki aap shehar wale bhot bure hote ho... Humari jaise ladkiyon ka dil todte ho ... Dikhate kuch aur ho karte kuch aur ho...

Ani- aap kya keh rhi hai main samajh nhi pa rha ...

Bon- aap kabhi kuch samajh bhi nhi payenge ... Bas ab hamein kuch nhi kehna hai... Hatiye jane dijiye hamein...

But he hold her hand.. bondita shocked 😳😳.. ye kya kar rhe hai hath chodiye hamara ... Kisi ne dekh liya to hamare bhaiya ko bta denge fir aapke sath sahi nhi hoga... 😢

Ani- dekhne dijiye mujhe fark nhi padta ...

Bon- Aap kyu nhi samajh rhe ...

Ani- bas ab aap sirf meri sunengi... Kya kaha aapne main kuch samajhta nhi hu.. Jab se Maine aapko dekha bas ek baat samajh paya hu main ki aapse ...

Bon- ki aap humse kya ...

Ani- he close his eyes... Ki main aapse ananth Prem karta hu.. Itna Prem jo maine aajtak kisi se nhi kiya .. mujhe prem ka izhar karna nhi aata isliye saaf saaf bas yahi kehna chahta hu ki aap mujhe bhot pasand hai ... Bhot Prem karta hu aapse ... Aur main aapko apni jeevanasangini banana chahta hu...

Kuch der ke liye bondita Murat ... Band jati hai uski dhadkan tham jati hai.. aakhein badi ho jati hai ... Vo andar se bhot prasan ( khush ) hoti hai ki Anirudh ke man mein bhi uski liye wahi bhavnaye hai jo uske man mein hai ❣️❣️❣️ Par vo fir se soch mein pad jati hai ... Use vishwas nhi ho rha ki kal tak jisne use kisi aur ke liye thukra diya tha vo aaj usse ye sab keh rha hain... 😢

Bondita apna hath chudati hain..
Bon- Hamein Vishwas nhi aapki baaton par ... Kal tak to aap kuch aur chahte the aur aaj ye sab keh rhe hain

Ani- par kyu vishwas nhi hai aakhir aisa kya kiya hai maine ... Kal to main aapse mila bhi nhi.. Aap mera yakeen kijiye aap mujhe bhot pasand hain...

Anidita - Milan Prem Ka [SS] Completed ✅Where stories live. Discover now