Shubh Vivah

591 76 49
                                    

Aaj Anidita ke vivah ka din hai... Ghar ka mahol pure shor sharabe se bhara hai ... Sajavat aise ki man prasan ho jaye aur khana aisa  ki atma prasan ho jaye 😂😂.. 

Par - arey bhai jaldi jaldi karo abhi vaha bhi sajavat karni hai ... Chalo jaldi karo

Nan - Laddoo ... Ruko chalo jaldi kapde pehn lo .. Bua ke vivah mein mera laddoo Rajkumar lagega na

Laddoo - nhi main nhi pehnunga
Nan - par kyu ...
Laddoo - Main nhi aaunga shadi mein to bua shadi hi nhi karegi ... Fir meri bua mujhe chod kar nhi ja payegi ..

Nan - hye bhagwan... Beta bua dur thodi ja rhi hai ... Yahi to rahenge do gali chod kar tu jab chahe mil lena

Laddoo - nhi nhi main apni bua ko kahi nhi Jane dunga...

Bondita comes ... Mera laddoo naraz hai apni bua se ..

Laddoo - ha 😤 aap mujhe chod kar ja rhe ho na isliye ...

Bon- Bhot buri hai aapki bua chod kar ja rhi na aapko .. Par bua kya kare bua ko Jana hi hoga har ladki ko jana hota hai .. apne nye ghar mein...  Par aap naraz mat ho aapki bua aapse roz milne aayengi ya fir aap aa jana ...

Laddoo - Par main khelunga kis ke sath aap to ja rhi ho na ...

Nan - arey tu chinta kyu karta hai main hu na tere sath khelne ke liye .. aur ek do saal mein to teri bua ke bache bhi ho jayenge fir tu unke sath khelna ...

Bondita blushing ☺️... main tyar ho jati hu .. she goes in her room

Laddoo - sachi 🤩 Fir to main khub khelunga unke sath .. Chalo maa jaldi jaldi tyar kar do mujhe .. main khub nachunga bua ki shadi mein ...

Nan - ha ha mere laddoo chalo 😊

Par - Nandu bondita ko bhi tyar hone madad kar dijiye ... Aur ha aap use sab samjha dengi na ..

Nan - ji main use sab samjha dungi ...
After sometime nandani comes in bondita room ...

Nan - paro wah tu to bhot achi lag rhi hai ...
Bon- bhabhi bas ye Bal hi nhi ban rhe aap bana do na .. 
Nan - ha main kar deti hu ... Nandani bondita ke bal banane lagti hai .. Paro ab tu nye ghar Jane wali hai aur teri zimmedari bhi badhne wali hai .. tujhe pta hai na ek achi grahni ki kya kya zimmedari hoti hai ...

Bon- ha bhabhi hamein pta hai .. gharwalo ka dhyan rakhna unke liye khana banana ... Unke kam karna pure Ghar ko sambhalna ... Bas yahi to kam hote hai grahni ke ...

Nan - aur apne pati ke prati bhi to koi zimmedari hoti hai na ...

Bon- ha bhabhi jaise unka khyal rakhna... Unki baat manna aur ha unke liye acha acha khana banana 😊

Nan - paro main in sab chizo ki baat nhi kar rhi... Ek patni ki aur bhi zimmedari hoti hai ...

Bon- aur kya zimmedari hoti hai bhabhi..  🤔

Nan - pta tha mujhe.. Tu ab tak nadan hi hai ... Paro ek patni ka kartavya hota hai ki vo apne pati ko dher sara Pyar de ... Tu samjh rhi hai na.. Pati patni ko man ke sath sath tan se bhi ek hona hota hai .. 

Bondita blushing ☺️ Bhabhi Prem to prem hota hai na ... Usme tan man ka kya mahatva hai .. Hum samjh nhi pa rhe aap kya keh rhi hai ...

Nan - paro prem tan man dono se hota hai ... Aane wale jeevan ko sukhi banane ke liye ye dono hi mahtva purn hota hai... Har pati ka adhikar hota hai uski patni par jamai Raja ka bhi hoga ... Vo bhi tujhse Prem karte hai ... Aur Is Prem bandhan ko aur gehra karne ke liye Vo tujhe Prem karenge... Tujhe Prem se sparsh karenge... kuch samjhi

Anidita - Milan Prem Ka [SS] Completed ✅Where stories live. Discover now