Milan .... 16+

1K 86 27
                                    

Kisi tarah... Dono dadi ki nazro se to bach jate hain... 🤭 Par dono abhi bhi ek dusre ke sath vakt bitane ke liye tadap rahe ... Par kya karein ... Kam jo dushman ban baitha ... 🤦🏻‍♀️ Vaise to Bondita ka kam mein man nhi lagta tha .... Jab anirudh yaha nhi tha ... Par ab jo Vo aa gya hai ... To uske pasand ka sara khana banaya ja rha hai ... Jaise koi Raj bhojh ho ... Aur yaha Anirudh kamre mein oob ( bore ) ho rha hai .... 😂😂😂😂

After sometime....
Bon- dadi maa khana ban gya ... main unko bula leti hu ...
Dadi - ther ja ...
Bon- par kyu dadi... Maa
Dadi - lalla bhot din baad aaya hai ... Aur tu hai ki kuch samajhti hu nhi ...
Bon- matlab ...
Dadi - hye bhagwan... 🤦🏻‍♀️Is ladki ko samjhana asambhav hai ... Tu ek kam kar apna aur lalla ka khana upper hi leja aaj dono sath mein khana ...

Bon- par dadi ... Maa aap akele kaise khayengi... Sabko sath mein
Dadi - bas ... 😤 Ab ek bhi shabd kaha to daat khayegi mujhse ... Samjhi

Bon- thik hai ... Making a innocence face ...
She comes upstairs to the room with food.
Ani- aa gyi aap main kab se aapka intazar kar rha hu ...
Bon- maaf kar dijiye khana bana rhi thi na isliye... Aapko bhul lagi hogi na .... Main parosti hu

Ani- bhul to lagi hai par vo ...
Bon- par
Ani- kuch nhi 😅 khana hi kha lete hain...
Bon- acha thik hai ... She serves him pta aaj sabki kya ho gya hai ... Dadi maa bhi ajeeb batein kar rhi thi aur aap bhi ...

Ani- kyu...
Bon- Dadi maa keh rhi thi ki... Aaj hum yaha khana khaye ... Ab aap hi bataiye band kamre khana khana acha lagta hai nhi na ... Khana to sabko sath mein khana chahiye na ...

Ani- Hmm... He smiles and thinks .. 😊
Sach mein bhot bholi hai ye ... Dadi inhe kya samjha rhi aur ye kuch aur hi samajh rhi thi ...

Bon- kya sochne lage khaiye na ...
Ani- Ha... Aapne khaya
Bon- nhi hum apne liye thali laga the tab tak aap khaiye na ...
Ani - rukiye kya hum ek hi thali mein kha sakte hain ... 😊
Bondita blushes ... And nods
Both feed together ... and slept together

Yunhi Kuch din aur beet jate hain... Bondita apne dil ki baat Anirudh se kehna chahti par ... Har bar nakamiyab hoti hai .... Kyuki vo himmat nhi juta paa rhi ... Ab dekhte vo apne dil ki baat kehti hai ya nhi ...

One Day___
After dinner... Both sat on carpet for talking
Bon- Suniye ek baat bhot dino se hamare man mein hai ... Hum puche aapse ... Aap bura to nhi manenge na

Ani- bilkul bhi nhi ... Puchiye

Bon - aap itne samay tak shehar mein the ... Aapko hamari yaad nhi aati thi matlab aati hogi ... Hamari yaad par kya koi vaha aisa tha jo aapko hamari yaad nhi aane deta tha ... 😅 Matlab koi dost... Matlab shehar mein to aapke bhot dost honge ... To usme se khas dost hai ... Jaise koi ladki ya .. 😅

Anirudh thinks .... Ooh to ye badi hi chaturai se ye puchna chah rhi hai ki kahi shehar mein kisi ladki ke sath mera chakkar  to nhi tha 🤦‍♂️ he teasing her ... Ha haina shehar mere bhot dost hai ... Khaskar ladkiyo se to meri bhot hi jamti hai ... 🤭 Bhot sari jagah par hum sath mein ghumne bhi jate hai ... Aur aapko pta hai meri ek best friend bhi hai ... Bhot hi sundar hai ...

Bondita burning like fire 🔥😡

Ani- Bhot achi batein karti hai ... Mujhe bhot pasand hai ... Aur uska nam bhi bada pyara hai ... Uska nam hai ...

Bon- bas hamein nhi sunna ... She turns her face and stand up ... Hamein nind aa rhi hai ...

Ani- arey suniye to abhi to aur bhot sari batein hai uski 😂😂🤣

Bon- humne kaha na hamein nhi sunna ... 😤 Vaise lagte to aap bade Sharif hai ... Par aap to bhot chalu nikle .... Humse chup kar Shehar mein aap ye sab karne gye the ... Ladkiyo ke sath ghum rhe the ... 😏 Bhot bure hai aap ... She steps forward... but anirudh holds her hand and pulls her
She shocked ... 😳
Bon- ye kya kar rhe hain ...
Ani- aapse baat ... Jo aap sunna nhi chahti ... Ab isme bura manne wali kya baat Hai... Dost to sabke hote hai na ...

Anidita - Milan Prem Ka [SS] Completed ✅Where stories live. Discover now