Sanskar Claims Karma Insustries

832 47 11
                                    

Bose mansion-

Swara- maa ye aapne kya kiya??

Mishti- maine jo kiya woh ekdum sahi hai swara. These people doesnt deserve us. Shekhar ne na kabhi pehele hamare liye stand lia tha, na hi aaj lia. Aaj toh unlogo ne har limits cross kar di. Mere bachon ka shradh karne wale the wo log. That time i realised it is not worth fighting for them.

Sanskar comes to his sense listening to mishti.

Sanskar- sahi kaha maa aapne. Har waqt hume hi kyun galat samajhte hai ye log. And aaj toh bade papa ne bhi kuch nahi kaha. Unhone swara ko apni beti mana tha, aaj jab ragini swara ka shradh karne wali thi woh wahan chup chap khade ho kar dekh rahe the.

Swara- lekin sanskar. Woh sab hamari family hai. Unhe misunderstanding hui hai. I am sure ye sab adarsh bhaiya ne kia hai. Unhone hi unhe bhadkaya hai!! Hum unhe aise nahi chod sakte.

Sanskar- swara maan lia ye sab bhaiya ne kia hai. Lekin agar sab ko humpe trust hota toh woh kabhi bhaiya ki baaton mein nahi aaye. Un sab ke liye bahot asan hai har bar humpe blame karna, and for jab hum innocent prove ho jate hai toh woh maafi mang lete hai.

Swara- sanskar lekin...

Mishti- swara i know tu sabko family manti hai. But ye zaruri toh nahi hai na ki sab tujhe apni family maane. Ab bas kar. Ye baat yahi pe khatam karo tum dono. Jo hona tha ho gaya. Ab aage ka socho. Ram ji and sujata ji ko sab kaise bataoge??

Swara gets silent, and thinks.

Swara(ST)- ye maa aur sanskar samajh kyu nahi rahe hai. Sab ko misunderstanding hui hai hume leke. Ek bar unki misunderstanding clear ho jayegi toh hum fir se ek big happy family ke jaise reh sakte hai. Aur maa ne baba se rishta hi tod dia, un sab ka shradh bhi kar dia. I am sure maa ab baba se koi rishta nahi rakhna chahti. Lekin main maheshwari family ko aise tootne nahi de sakti.

Sanskar- maine unhe pehele hi bata dia tha maa. Woh log aaj hi aa rahe hai. Aur uttara bhi.

Mishti- ye toh bahot achchi baat hai.

Sanskar- maa main kuch zaruri kaam se bahar ja raha hun. Jaldi aa jaunga.

Mishti- okay beta.

Sanskar hugs swara and pecks her forehead.

Sanskar- tum aram kar lo thodi der. Aaj bahot kuch ho gaya. And mahaan banne ki koi zarurat nahi hai. Aage jo kuch karna hai main karunga.

Swara- tum kya karne wale ho sanskar??

Sanskar- aake bataunga jaan!! You dont take any tension. Okay??

Swara nods her head in yes.

Sanskar smiles, and leaves from there.

Swara goes to her room and lies down on her bed, and soon sleep consumes her.

Sanskar reaches some huge office compound, and calls someone.

Sanskar- haan aman, woh file leke aao. Main parking mein hun. And make sure koi tumhe na dekhe.

Aman- okay boss.

Aman soon comes and gives sanskar a file. He opens it, and smirks seeing inside.

Aman- boss ab apko wapas aane se koi nahi rok sakta.

Sanskar- thank you aman, tum nahi hota toh ye kabhi possible nahi hota. Tumne hi contract mein ye clause add kia. Maine toh emotional hoke sab kuch unke naam kar dia tha. Thanks alot tumne meri salon ki mehnat barbaad hone se bacha li.

Aman- ohh no boss. Aap mere bade bhai jaise ho. And frankly speaking mujhe apki us family pe kabhi bharosa nahi hua. Speacially after jab unhone laksh ko easily maaf kar dia ragini ki kidnapping ke baad. Uske baad jab aapne kaha ki aapke bade papa chahte hai ki karma aur maheshwari industries merge ho jaye, something didnt seem right to me. Bas maine wahi kia jo mujhe us time theek laga.

SwaSan FF:- Samay Ka PahiyaWhere stories live. Discover now