the previous night

1.1K 99 20
                                    


Cctv footage :-

Ks was crying  badly

Kya sab bhai ek jasa hi hota ha? 😭😭

Mana socha tha ki jab ham akala hoo to hmara bhai hmara sath hoga par ya to hamari baat  bhi nahi suni

Our ek ya pat dard ab bardast nahi hota kasa khari rahu our kam kasa karu ek kam karti hu baath jati  hu kisi ko pata nahi chala ga
She was about to sit but
Nahi nahi ya ham nahi kar sakta 

Ahhh ahhhh bohot dard ho raha ha kya karu garam pani pee lati hu sayad  pat dard kam ho jai 
She drank hot water and she felt some relief 

Mera kudh ka bhai bhi muj pa yakeen nahi  kia our ms vo to meri sab sa ashi dost thi our pj ko to ma maa manti par ma galat thi meri kismat ma hi akala pan likha ha 😞
Par anu na to dil tod dia sab log to parai ha par anu to apana  ha par nahi log sahi kahata ha sadhi ka baad bhai bhabhi ka ho jata
Ya bhi vahi haa par mera bhai to shadi sa pahala hi bhabhi ka hoo gaya
Abhi ya hal ha shadi ka baat kya  Kara ga 
😫😫😓😓🥺😭

Nahi ya shadi nahi hoo sakti  ya shadi ham nahi hona daga 
Nahi nahi nahi ya ham kya kah raha ha karishma tera bhai ki kushi ka ms ha ya nahi kar sakta apa lia apana bhi ki kushi nahi cheen  sakta   ha shadi ka baad jo thodi bohot importance ha vo bhi jay gi par chachi ko ek beti mil jay  gi  voo to ms ko beti manti ha na  to sahi hi hoga sab
Our rahi baat anu ki to ma unki jindagi sa phala hi ja chuka  ha chachari bahan hu saghi thodi 🥺🥺🥺🥺😩  par Mana to hmasha unha sagha hi samja ha

Jab sa yaha aai hu  tab sa akala rah rahi hu   enho na ek bar nahi kaha ki akali kyu rah rahi ho hamara sath apana pariwar ka sath raho  par nahi wo kiyu kaha ga ma ab hu hi kya  na chachi ka lia na anu ka lia jo bhi ha bas unki haseena  hi ha koi ni koi ni 😭😭😭😭😭

Addat dal la Karishma ab tu kiyu ki tera sath ab yahi sab hoga bina puri baat suna punishment daga 

Ma akali ho bohot akali 
Ahh ahh ahh

why Where stories live. Discover now