ek our raaz

357 54 13
                                    

Payal aur Karan donon thode nakhre karte hain FIR ek ghante bad Aakar kahate Hain hamen aap logon ki Khushi ke liye yah shaadi manjur hai sab log bahut khush ho jaate Hain

Ritika's mother
Chalo ab yah donon to man Gaye ab roka  ki taiyari karte Hain jald se jald mujhe ise apni Bahu banana hai

Ritika's father
Ritika Shravani Rohit Apne Thane walon Ko bhi Aaj bula lena sabke samne inke shaadi ka elaan karenge

Ritika
kyon unko kyon bulana hai vah kaun se aise Hain Jo unko bataenge nahin to rokha nahin hoga

Rohit
Amar sar ki team ko bula lenge I don't think Haseena Malik ko our unki family ko  bulane ki jarurat hai

Ritika and Shravani
I agree

Ritika's chachi
Chup ho jao kuchh bhi bolate rahte Ho hamare bahut khas ban Gaye Hain vah log bula Lena unhen koi bahana nahin

Ritika
Okay

Then Ritika and Shamli come to their room

Sravani
Ritika mujhe lagta hai hamen UN logon Ko sach Bata Dena chahie

Ritika
I think you are right ab yah natak yahi khatm karna hoga vaise bhi bahut guilty Ho chuke hain vah log to I think yah sab kuchh band kar dena chahie

Shravani
Ek kam kar Aaj sab log ghar mein a hi rahe Hain to Aaj hi sabko sach Bata denge

Ritika
Theek hai

In thana at 1:00 p.m. a man enter in Thane and asked about Ritika and Sharavani

Ritika and Shravani hug him in excitement and said

Bhaiya itne samay bad aap aaye Ho hamari yad nahin I kya aur yah sherwani kyon pahan Rakhi hai shaadi se bhag ke a rahe ho kya

Man
Nahi woh sab chhodo tumhen to pata hai meri family mein koi bhi nahin hai tum log hi Ho jeene mein apni bahan Ek considered karta hun

Ritika
Han to kya Ho Gaya Gaurav bhaiya

Gaurav
hua kuchh nahin hai Ek ladki hai Jo mujhe acchi lagti hai aur aaj ham donon shaadi kar rahe hain aur ham chahte Hain Tum donon is shaadi mein Shamil Ho

Kritika and Shravani in excitement
Sacchi aap shaadi kar rahe ho main seriously wow main bahut khush hun bhaiya jarur Shamil honge

Rohit
Swami Ritika yah  kaun hai

Shravani
Rohit yah hamare muh bole bhai hai

Oh achha

Anubhav
Lekin Gaurav ji aap inhen yahan se lekar nahin ja sakte duty Aaj hai aur ham inhen chhutti nahin de sakte

Gaurav
Okay sir it's okay to main shaadi postpone kar deta hoon

Naveen
Kaise aadami hai yah donon shaadi mein nahin aaenge to kya aap shaadi postman kar denge

Gaurav
Ji bilkul yah donon mere liye bahut khas hai aur hamari family mein ek ras mein hai jise sirf bahane hi Karti Hain aur agar vah rasam Na Ho to shaadi shaadi nahin Mani jaati

Ritika to Anubhav
So please chutti de dijiye aur ham logon ne kam bhi Sara complete kar liya hai Sara work Dan hai please chhutti de dijiye aur vaise bhi abhi free time hai to humne bhi suna aap sab log soch rahe the ki abhi kuchh time ke liye bahar chalte Hain to aap log bhi hamare sath hi Chali na inki shaadi mein ISI bahane mind refresh bhi ho jaega

Then Anubhav agreed and everyone visit to mandir for the wedding rituals

And then pandit Ji said
Dulhe ki behan aage aaye

Ritika and Shravani to each other
Tu ja nahi tu ja jaa na yrr

Then Ritika come forward and Panditji said
Dulhan ki bahan jholi aage kare sehra dalwane ke liye

( I know Aisa koi ritual Hindu wedding mein  nahi hota hai but yeh hamare mein hota hai so isliye main ise add kar rahi hun sorry agar kisi Ko bura laga ho to)

Then Ritika perform the ritual and Anubhav Naveen feels jealous
Now wedding these over everyone went to their have home and saying family was also there

Ritika to all
mujhe yah announce karte ho bahut Khushi ho rahi hai ki kuchh Dinon bad mere Karan Bhai aur Payal bhabhi ka roka hai

Everyone start clapping and congratulation them

After dinner Ritika and Shravani stands and said

Ritika
Mujhe aap sabko Ek jaruri baat batani hai usse pahle Shamli mere phone ko projector se connect karo

Sravani
Ho sakta hai yah baat Jaan kar aap sab logon Ko jhataka Lage lekin sacchai to ab batani hogi isase pahle bahut der Ho jaaye

Haseena
Kaisi sacchai

Ritika
To sacchai yah hai ki____________------

Singh family start crying and said
Yah nahin ho sakta jhooth hai yah

Ritika's mother
Jhoot nahi sach hai ye aap log jitna jaldi accept karenge utna Sahi

Target 15 comments and 30 words

next part bahut hi jyada important part hai story ka so Bana  Rahana

why Where stories live. Discover now