Ks to av- jai hind sir si Ritika Agarwal reporting
Jai hind
Her juniors to her - jai hind maddam
Jai hindAv- to ap ha inki behan wasa hmna Rohit sa apka bara ma suna ha
Ritika- asha to ya bandar. Aaa I mean bhaiya ( Rohit glare at her so respect da di ) kya kahta ha hmara bara ma
As and ns feel jealous as she call him bhaiya
As - bs professional kam pa dhiyan da to bahtar hogaRitika with out any fear - to sir iss baat ki kya garantie ha ki ap bhi hmsa profesnaly theek raha is baat ki barash nahi nikala ga ki hamari sakal ap logo ki karu sa milti ha
As- ap hmsa esa bat kar rahi ha Darr nahi lagta ki ap esa bat kara hi to hm ap khilaf action la sakta ha
Riyika- nahi laga because ma na kabhi sach bol ma dari ho na ap esi bato sa daru gi sach sach hota ha muja sach bolna ma koi dar nahi
Hm- ya apka senior ha
Ritika- hoo ga I don't care sach sach hota madam ho hamna yahi seekha ha sach bolna sa kabhi darna nahi chahiya kiyu ki jeet hmasha sachki hoti ha
Rs- bohot badi badi bata karti ho tum
Ritika- hm sirf bata hi nahi karta anty g jo kahta ha vo karta bhi ha or unho na galat bola hmna apna colege ka bara ma pusha tha
Ps- apna apna bhai ka bara ma pusha tha
Ritika - or ab vo mera bhai ka sath sath mera colege bhi ha soo
Hm- to ap unha bhaiya nahi kah sakti fir ha na anu
Ritika- to ap sir ko anu kiyu kah rahi ha pehla bhi kaha or ab bhi hmna atraz jataya
Hm- hm senior ha ap ka
Ritika- kya fark parta ha ki junior ha ya senior ha sarkar ka nokar hi na I mean karta to sarkar ka lia kam ki vo bhi same logo ki madad karna
Ns- bhadur to ap ha tabhi apna senior ka khilaf bol rahi ho
Ritika- hmna senior ka khilaf nahi jooth ka khilaf bola ha or ya baat bhi sach hi ha jooth ka paar nahi hota or sach der sa hi sahi samna aa jata ha kasa ya ki aplog hma ks samaj raha ha jb ki hm Ritika ha or ap log man nahi raha ya sach bhi samna aa jai ga or ha apki akho ma dikhta ha ki ap hmsa yani karishma sa nafrat karta ha our ek din uska sach bhi bahar aa jai ga
Malti- vasa bata to tum badi samajdar karti ho tum or kon sa sach ki baat kar rahi ho tum agar tum karishma nahi ho to tuma too kush pata hi nahi to sach kasa HH
Ritika- anty g sach hmasha samna hota ha bas akho sa patti hatana ki jaroorat hoti ha jasa ki aplogo ki akho par pari ha
Tapasya- kasi patti
Ritika- gussa ki patti ,misunderstanding ki patti , overconfidence ki patti ki ap log hi theek ha
Ronak- saf saf bolo ap kya kahna chahti ho ap
Ritika- hmm sahi ha ap ap bol ka formality bhi kar di respect dena ki or apni wording sa apna baras bhi nikar lo sahi ha
To ap ka question par ata ha ab itna saf bola or kya bolu khar try karti ho
Hmm to ek misunderstanding ha jis ko ap sach samaj kar gussa ha or itna gussa ha ap ka gussa nafrat ma badal chuka ha vo bhi itni nafrat ki ap log kudh ko hi sahi samaj raha ha or samna wala ko galatVinamar - hmm baki baat ka to pata nahi but indirectly bohot kush bol gai ho or kai bata sach bhi ha jasa
Ritika- jasa ap logo ki ks sa nafrat or uncle ji ap log jasa muj sa baat kar raha ha itna to ma samaj gai ki ap logo na apni ks ko ek word bhi bolna ka moka nahi dia hoga bass apni baat puri kar li adhi baat Jan kar sach declare kar dia right
YOU ARE READING
why
Randomkarishma Singh who feels always alone 😔in mpt unmarried stay alone in different house