Everyone done their breakfast and sit in hall suddenly Ritika and Shravani went to their room
After sometime they both come out while running
Ritika
ruk kahan bhag Gaye himmat hai to ruk ab ruk
Shravani
rukne ke liye thodi bhag rahi hun pakad mujhe bada maja aata hai na tujhe mujhe satane mein pakad na
Rohit
kya Ho Gaya kyon bhag rahi ho tum donon
Karan .
aur bhag to donon aise rahe Jaise mairathan Daud rahe ho
Rohan
itna bhag kar Jana kha ha ruko
Ritika
bhaiya Aaj ma issa chhodungi nahin samajhti kya yah khud Ko
Shravani
Insan samajhti ho kya kar legi
Ritika
tu beta Insan nahi bahut badi wali vah hai
Shravani
kya vah vah laga rakha hai kabhi Bata to sahi vah ka matlab hai kya
Ritika
vah to vyom se poochla
Shravani
Vyom kya hai vah ka matlab
Vyom
Rohit Ko Bata Dunga usse poochh liyo
Ritika chachi
ruko pahle bhagana band karo ruko
Ritika's mother
batao kya hua kyon lad rahe ho
Ritika
Mummy apni is chudail se poochho
Shravani
Main nahi hu chudail samjhi tu hogi chudail mujhe chudail kahane wali
Ritika
Bmj
Shravani
Dam hai to pakad ke dikha
After sometime Ritika become more angry and shout on Shravani
Bagh kya rahi hai chhodogi nahin Aaj Tera vah HAL karungi ki munh se isko hi baat nikalegi daroga ji dekhe to bahut Magar tumsa Na dekha
Everyone become shock as well as Ritika to Ritika and Shravani stop running and stand straight on the positions
Anubhav
Kya bola Abhi aapane
Haseena
Repeat Karega Ritika ki abhi aapane kya bola
Ritika
aap logon ne itni bar hamen Karishma Singh Karishma Singh kaha to hamare munh se bhi Ek flow flow mein Karishma Singh ka dialogue Nikal Gaya
Amar
Pakka jhooth to nahin bol rahi
Ritika
Abhi main jhooth kyon bolungi
Amar
Han yah bhi hai jhooth kyon bolegi tu
Vyom
Ritika Ek baat Bata tu inhen Abhi kayu bol rahi hai aur tu kuchh jyada hi Frank nahi ho rahi apne senior ke sath
Shravani
Kyon tujhe jalan ho rahi hai
Vyom
Mujhe kyon jalan hogi
Ritika
Bahut badhiya jal cookdu
Vyom
Main koi jal cookdu vokkadu nahin hun
Karan
Yah sab chhodo aur batao Ritika kyon bhag rahi thi uske piche
Ritika
Achcha yad dilaya aapane chhodunga nahin tujhe shravi main ruk
They both start training again
Ritika chachi to Karan
Kyon yad dilaya tune bhool gayi thi na fir se bhaagane lag Gaye donon
Ritika's father hold her arm and stop her
Kya hua kyon lad rahe ho donon batao to sahi
Ritika
Papa is chudail ne hamare body lotion mein shampoo Mila Diya hamen dobara Nahana pada
Everyone start laughing
Hans lo hans lo Mera bhi din aaega koi nahin
After 1 hour everyone was present at hall for going to the respective houses
Ritika's mother
Bahut achchha laga hamen ki aap sab log aaye FIR jarur aaiyega
Everyone said by and left
Singh family
All siblings are in one car and parents are in one car along with Haseena
Siblings car
Naveen
Bhaiya us Ritika Ko dekhkar hamesha karu ki yad aati hai
Anubhav
Aaj to usne Karu ka dialog bhi bilkul same to same bola
Raunak
Aisa lag raha tha jaise khud Karu didi vah bol rahi ho
Tapasya
Bilkul sahi vahi gussa vahi attitude vahi personality per itne sare coincidence kaise ho sakte hain sab kuchh same tu same kaise ho sakta hai aur usne dialog bhi bilkul sem bola aise kaise ho sakta hai itni sari similarities
Naveen
Vahi to samajh mein nahin a raha hai kuchh samajh mein nahin a Raha se Karu sharp shooter thi maarna hota to bhabhi ko tabhi maar deti
Raunak
Aur FIR use dead body ki baat use kisne mara usko bhi to jisne mara I mean bhaiya ne bataya ki goli dur se chalai gai thi
Anubhav
Aisa hamara nahi doctors ka kahana ha jinhone uska postmortem Kiya
Tapasya
matlab jo jitna aasan dikh Raha hai utna aasan hai nahin bahut complicated hai yaar
Anubhav
Kyon Na usi ghar mein jakar dekh dekha jaaye Jahan vah sab kuchh hua tha
Naveen
Han aap bilkul theek kah rahe ho bhaiya koi Na koi to milega na
Tapasya
Bhaiya aap yah pata kar sakte ho ki use aadami ko kiski Goli lagi I mean kiski gun se Goli Chali kuchh Goli ki information vagaira jisse ham pata Laga sake
Ha Raunak yah sab hamen pata hai vah boli kaun se number ki thi our kis Bandhu ki thi
Naveen
Kaun se banduk ki thi vah Goli
Anubhav
Vah Goli ****number ki thi aur uski gandi**** vah boli ISI ghar mein se Chali thi
Ek minute yeh toh karu ki gun ka number tha Karu ki gun ki goli ka number hai
Everyone get shock
Anubhav
Kahin Aisa to nahin karungi Hasina ji per Goli kabhi chalai hi nahin thi
He said with shivering voice
Naveen
Agar aisa hua to bhaiya ham Ek Masoom ke gunehgar ban jaenge
Tapasya
Agar aisa hua to humne Karu ko use chij ki Saja di Jo usne kabhi ki hi nahin thi agar Aisa hua to ham khud Ko kabhi maaf nahin kar payenge
At 4:00 p.m. all siblings along with Haseena reach at the house
And start investigation
Anubhav
Karishma Singh yahan khadi thi Haseena ji vahan thi aur uske piche hamen vah dead body Mili thi
Naveen
Agar vo admi karu ki goli lagna sa mara ha to bhabhi pa Goli ki na chalai
Tapasya
Bhaiya ap us Goli ki bhi information vagaira magwa lo na sab saf ho jai ga
,,_____________sorry_____for boring part_______________&_______
Next
Truth out & guilt
And give your suggestions tooo muja kush samaj nahi aa raha
Ab har roz update mila ga reason mera exam katham ho gya and 5 holidays bhi ha so
Target 30 votes 15 comments
YOU ARE READING
why
Randomkarishma Singh who feels always alone 😔in mpt unmarried stay alone in different house
