leap

766 87 15
                                    


After 1 year

Anuseena enter in thana

Ss, cc, pj- jai hind ms, sir

Jai hind

Ss koi update

No ms

Wow ss impressive ap na sida jawav dia

Hmm mena sida jawaab dia but ap na sida kaam nahi kia

As- hmm janta ss ap ks- ki moat ka karan hma Or hmara priwar ko manti ha

Cc- is ma manna kya ap log hi ho

As- cc hma bhi unka jana ka bohot dookh ha

Bc- acha itna dukh ha ki unha day hua mahina bhi nahi hua or app dono na dhoom dhaam sa shadi kar li thi

As- dakhiya unhone galati ki thi

Ss- karu na kush nahi kiya tha samja ap log

Cc- Or hma ap logo ko koi explanation nahi deni jai hind

At 1:30 pm

Singh family present in thana

Ns- anu bhaiya ab to chacha bna hi da

Ronak, ts- ha or hma bua

All are talking and laughing

Ss- ap sab kitna kush ha na

Js- ara santosh ab us gunaghar ka matam manai

Cc- bs kijia aplag koi gunaghar nahi ha vo samji ap

As- bs cc ss bs kiji kab tak ap unka paksh laga

Ss- sir hamari karu nirdosh thi usa us cheej ki saza mili jo usna ki hi nahi

Ps+ santosh karu hmari bhi beti thi par galti to usna ki thi na

Koi galti nahi ki thi karu na or ya ma sabit jaroor karu gi

Billuji cheeta chaLo

All in mind
Ha janta ha karu na galti ki thi our uski saza bhi usa mili par hmna kabhi nahi chaha ki vo iss duniya se chala jai socha agar usa saza milla gi to kmsa km vo akao ka samna to ara gi par kismat ho kush our hi mazoor tha rooj rota ha karu ko yaad kar ka par apna dukh ma parivaar ko nahi tod sakta

Current track chal raha ha amar vidrohi wala

Av team
Dewaan ji (dj)
Sravani mehta (sm)
Rajveer tomar (rt)
Deepak sharma (Ds)

And new si in mpt team
Rohit agarwal

In ma sa kisi ko ks- ka bara ma nahi pata ha

Av and dj enter
To as- jaihind sir
Jai hind
Ss, cc, ps- jai hind sir

Jai hind

At 2 pm as and sing family present
Ds- sir, hm ya ks kon thi

All get a shock

Hm- kiyu apko kiyu janna ha

Ds- vo mana rr ma unka certificate dekha kitni sharp shooter thi vo akha band kar ka bhi sahi neeshana lagati thi

Ya sun ka sab ko ek our jatka laga

As- hm ya kasa bhool gay ki ks ek sharp shooter ha

Ss- our agar unha ms ko marna hota too goli unka under hoti chu ka nahi nakal jati

Cc- par nahi ap sab ki akhon ma to patti pari thi

Bc- sagi kaha ap to unki family tha par apna to parayo sa bhi bura behave kiya unka sath

Ds- par hua kya

Cc tell the truth

Av- to sir ap unsa maafi mang lo vo ap ki behan ha maaf kar degi

Ss- maaf karna ka lia jinda hona bhi jaroori ha

Dj- matlab

Bc- jis din ya sab kush hua usdin vo hma chod kar jaa rahi thi par itna kaffi nahi tha inlogo ka lia ya log unha arrest karna chahta tha or is lia unha call kia vo ya sab sochta hua drive kar rahi thi tab unhona phone utaya Or in sa bat karta karta unka accident ho gaya or vo hma chod kar chali gai

Dj- sir ma janta ho ya ap ka personal matter ha par vo apki behan thi or behna to bhai ki kushiyo ka lia jaan bhi da deti

Cc- sahi kaha karu na hi ms or sir ka rishta pakka karvaya tha or badla ma inhone na unka dil toda usko itna dukh dia shii

Av- sir kiu na un mujrimo sa push tach ki jai jinko ks na pakda tha

As- sahi kaha

Fir vo 4 man ko thana bulata ha

Pj- aplog 4 kasa ha
Apko to 3 hona chahia kiyu ki hmna 3 ko pakda tha or ek ki dead body mili thi

Man1 - ji madam

As- to ya 4tha vyakti kon ha

Man 4 - sir voo vo

Bolo he shout

Sir mana vo .......

............................................................................


why Where stories live. Discover now