part 5 ( The letter 💌 )

431 75 21
                                    

Ignore mistakes enjoy reading 💖
.
**Continues from previous part**

(Rohan left . There was two big dustbin , nischay and Ani came out from the dustbins )

Nischay : yeh tha tera great idea ? ( With senti face )
Ani : ab aash pash aur kuch nhi tha to main kya karu .
Nischay : kisi din tu mujhe marwa ke hii manega lagta hai 🙃 shuna tha log pyar mai sab kuch kar jate hai par dustbin main chupna what's this ?
Ani : thoda dustbin mai kya chup geya kitna nautanki kar raha hai , main jo tere liye security guard banta hoon uska kya 🌚?
Nischay : uska badla tu ase lega 🙃
Ani : ab jagda karna band kar aur ghar chal yeh jo scent aa raha hai humse wo sehen nhi ho raha
Nischay : ab sehen kyu nhi ho raha ? Aur karo ashiqui
Ani : dimag mat kha aur chal

( They went to home , when they was about to enter kaka stops them )

Kaka : ruko
Ani : kaka kuch kehna hai apko ?
Kaka : yeh kya halat banna rakkha hai tum dono nye apna ? Kitni baadbu aa raha hai chi chi chi , guttar se uthke aaye ho kya? ( Angrily glares at them )
Ani : kaka nischay se puchiye yeh sab usi ke wajeh se huya hai .
Nischay : kya ? ( Looking at anirudh ) mere wajeh se ...
Kaka : ab bolega bhi kya kand karke aaya hai ?
Nischay : wo baba...( He became nervous) hum bas aa hii rahe the aur..aur dustbin humpe gir geya .
Kaka : kya ?
Nischay (became more nervous ) : I mean dustbin aa raha tha hum gir geye.
Kaka : tujhe pata hai tu kya keh raha hai ?
Ani : kaka yeh kehna chahata hai hum gir geye the
Kaka : nalayek !! Jao dono ja ke jaldi nahao
..
( Both went to there respective rooms and took bath  after that Anirudh went to Nischay's room with some books in his hand )

Ani : chal nischay padhai karte hai
Nischay : tabiyat to thik hai na teri ? Tu aur padhai main shapna to nhi dekh raha hu na ?
Ani : ab itni insult bhi mat kar kabhi kabhi main bhi padhai kar leta hoon .
Nischay : theek hai theek hai..

( After studying for a while ani lay on the bed stretching his hand )

Ani : main to thak geya 😩
Nischay : ho geyi padhai ?
Ani : do minute ka break le leta hoon baadme baki ki padhai khatam karunga
Nischay: tera do min pata hai mujhe
Ani : nischay main kya keh raha tha
Nischay : kya keh raha tha ?
Ani : I think mujhe bondita mam ko sorry bolna chahiye isse agar unka gussa thoda sa shant ho jaye .
Nischay : main in sab mai teri koi madad nhi karne wala tujhe jo karna hai kar
Ani : main Jo bhi kand karu tujhe madad karni hii padegi warna tujhe to pata hii hai
Nischay : bhai hai ya dushman 🙃🙃 ?
Ani : dono hii 😁 , chal ab jaldi se kuch idea nikal kese sorry bolu .
Nischay : kese bolu kya ? Muh se bolega
Ani : r a akal ke dushman ase directly ja ke sorry boluga to mujhe thappad paad geya to , ase hii aj class se nikal diya .
Nischay : ek kam kar mam ko ek sorry letter 💌 likhke de shayed kuch kaam ban jaye .

Ani : itni der baad kuch kaam ki idea di hai tu nye (Ani gives him a flying kiss )
Nischay : chi chi dur reh mujhse gf hai meri .

( Ani wrote a letter for bondita )
.
[ Next morning]
.
**At college**

( After bondita's lecture finishes she leaves and Anirudh also follow him )

Ani : ma'am..
Bon : yes
Ani : wo maam
Bon :  jaldi bolo kuch bolna hai to , don't waste my time mujhe dusre classes mai bhi jana hai

( He gives bondita the letter )

Ani : bas yehi dena tha
Bon : what's this ?
Ani : ap check kar lena
( He runs from there )
Bon : ekdum ajib hai yeh ladka, pata nhi kya kya karta rehta hai .

( After finishing her all the lecture she went to officer room and keeps the letter on her table . two boys came there )

Yash : ma'am mujhe kuch topics mai thoda sa problem tha
Bon : konsa topic hai bolo main explain kar deti hoon .
Arman (show bondita book ) : yeh topics

FALLEN FOR PROFESSOR Where stories live. Discover now