SHORT-4 ❤️✨️

1.2K 79 74
                                    

Anuseena are in class Xth.. they have some feelings for each other but are naive to confess!!
Idea by Maryaimaginations

OTHER Characters
1. KARISHMA SINGH (Sister of Anubhav)
2. CHEETAH CHATURVEDI (Best friend of Anubhav Singh.. Likes Santosh Sharma)
3. SANTOSH SHARMA(Best friend of Haseena.. innocent enough to understand her feelings for Cheetah)
4. VEYOM MALLIK (Flirts with Ks)
All of them are classmates
--------------------------------------------------------------

Lunch break is going on and all are sitting in groups to have their lunch..
Ss- cheetah.. Teri mummy ne khane mein kya diya h aaj?
Cc- bhindi laaye h hum santu ji.. aap khayengi kya..
Ss- nhi mujhe pasand nhi h.. tu hi kha.. mujhe toh aaloo gobhi pasand hai..
Cc- achha.. aaj se humein bhi aloo gobhi pasand hai..
To As- le bhai.. yeh bhindi tu kha.. aur apni aloo gobhi de.. (and slides his tiffin towards him)
As- arey.. humein bhindi se..
Cc- pls bhai 🥺
As- achha theek h..

As is about to take a bite when Haseena says..
Hm- Anu.. (all look towards her..).. aah.. Anubhav ..
As- Anu kahiye na haseena.. 😍
Hm blushes- Anu..
As- kahiye na 😁
Hm- chal canteen chalein.. tera fav vada pav mil rha h aaj..
Ks- haww haseena.. sirf bhai ko treat degi tu.. humein bhi leke chal..
Hm- nhi aisa nhi h..
Veyom to Ks- aap kahein toh hum ke aayein aapke liye vada pav 😉
Ks coughs being embarrassed..
Ss- hassu.. mere liye ek cold drink..
Hm- chl chl.. khud le aa..
Ss- haseena.. aisa karegi tu.. kya kuchh nhi kiya meine tere liye.. aur tu ek cold drink nhi laa sakti..
Hm- nautanki 😒 le aaungi.. ab jaaun?
Ks- are sunn na.. mere liye ek chips ka packet le aayio..
Hm- are jaane toh de..
Ss- jaa haseena jaa.. jee le apni zindagi..
Hm- zaroor.. tumhare liye canteen se Saman Lana hi toh zindagi h meri.. chlo Anu.. 😒
As- hn.. chlo..

They r eating vada pav..
As- waise kuchh poochhna tha tumse..
Hm- hmm..
As- mein jab bhindi kha rha tha tab tumne ekdum se kyu poochha vada pav k liye..
Hm- woh..
As- woh?
Hm- woh.. tumhe pasand nhi h na bhindi 👉👈
As smiles at her..
As- thank you 😊
And here Haseena feels butterflies in her stomach..

And suddenly Ss comes huffing..
As- are behen.. kya ho gya.. saans toh le le..
Ss- woh woh.. Priya mam aayi thi class mein.. keh rhi thi ki kal Sab picnic par Manali jaa rhe hain..
Hm excitedly- kyaa 😍😍 bahut maza aayega.. socha nhi tha Xth mein scul picnic organise karega..
As smirks..
As- par mein toh nhi aa paaunga 😔
Hm face falls..
Hm- k..kyu 😟
As- mummy mana kar degi meri..
Hm- are woh tu mujhpe chhod.. janki aunty ko mein mana lungi..
(Ss in her ears- hn hn.. hone wali sasuma ko toh pata hi legi tu..
Hm nudges her- chup reh.. kuchh bhi bolti hai..)
As- phir theek h.. koi tension nhi..

At home..
Ks goes in As room..
All clothes are dumped on the bed and he is looking for something in the almirah..
Ks- ama yeh kya haal bana rakha h aapne kamre ka.. Maa ne dekh liya na toh jo permission mili hai na woh cancel ho jaayegi..
As- chup reh... aur woh laal t-shirt dhoondh..
Ks teasingly- kyu.. haseena ko pasand h..?
As blushes- ai..aisa kuchh nhi h..
Ks tries to tickle him- achha acha..
But he doesn't budge..
Now As starts tickling..
Ks- bh.. bhaiya.. ruk jao pls.. 😂
As- pehle bol dobara chidhaayegi?
Ks- n..nhi 😂😂😂 pls chhod do na..
As- chl theek h..

Next day..
All are boarding the bus..
Cc says to ss in low voice- santu ji.. hum kya keh rhe hai.. haseena ko anu k sath baitha denge..
Ss- woh toh theek h.. par tu merko santu ji kyu bolta h.. mein konsa terse 7-8 saal badi hun.. ya terko mere chehre pe pimples dikh rhe hain.. budhi lag rhi hun kya mein teko.. 😟 par meine toh subah hi vitamin c mask lagaya tha.. 😟😟
Cc- n..nhi nhi.. woh toh hum.. aise hi keh dete hain.. (blushes) 🤭
Ss- toh tu merko sirf santu bol.. Teri dost hu mein..
Cc- (banana toh jeevansathi chahte h) ji ji.. santu 😁

In bus Veyom sits beside Ks.. and before Hm occupies seat beside Ss, Cc runs and sits there.. so Hm sits with As 😁

All were enjoying themselves when a bump came and As held Hm from her shoulder protecting her from getting imbalanced..

The bus crossed Chandigarh in the evening..
As- haseena..
Hm- hn..
As- yeh kambal le lo.. tapman girne wala h.. thand lag jaayegi..
Hm- tumhara kaha h?
As- woh mujhe thand nhi lagti.. (and he sneezed..)
Hm- abhi toh kisi ne kaha ki mujhe toh thand nhi lagti😒
As- woh ek hi kambal tha..
Hm- toh kya hua. Itna bada hai yeh.. share kar lete hain..
As- zyada thand lage toh bata dena.. yahan ka ushmavardhak Yantra chalva denge..
Hm sees him in confusion..
As- heater..
Hm- ohh.. tum sachmein itni achhi hindi bolte ho ya kisi ko impress karne ka irada h 😉
As flirty- tum ho jaaogi kya 😉
Hm- shayad 😉
And both laughed out..

All reach Manali.. they get out of the bus, stretch up themselves and start making the camping tents..
Hm was tying the ends when As noticed that one of the wooden logs was about to fall on her.. He ran and pulled her towards himself.. She collided with his chest, his breaths fanning near her neck..

As- aap theek hai?
Hm- j..ji.. shukriya..
He was about to leave her when he saw a cut on her arm, caused maybe due to the falling of the log..
As- haseena.. yeh khoon.. ru..ruko tum.. mein prathmik upchar peti leke aata hun..
Ks comes towards them..
Ks- are yeh kya hua.. yeh khoon kaise aayaa..
Hm- are kuchh nhi meri Maa.. lakdi gir gyi thi toh shayad usi se laga hoga.. chhota sa toh h..
As- yeh bahut zyada h haseena..hum first aid box lekar aaye..
Ks- bhaiya woh darasal first aid box bus mein tha aur bus chli gyi waapis..
As- a..achha koi nhi.. yahi paas mein jadibuti ya neem ka koi ped hoga.. hum laate hain..
Hm- anubhav.. jungle hai udhar.. mat jaayie pls.. humein darr lag rha h..
As cups her face lovingly with his hands..
As- haseena.. dekho.. Agar iss chot par davai nhi lagayi na toh sankraman ka khatra ho sakta hai na.. tum chinta mat karo.. mein bass Yun gaya aur Yun aaya..
And he goes in search of medicine..

15 mins passed.. All were standing near Hm..
Hm- karishma.. bas.. ab humse intezar nhi ho rha.. hum jaa rhe hain anu ko dhundhne..
Ss- hassu.. meri baat sun.. zidd mat kar.. aa jaayega anu..
Hm- kab aayega santu.. 15 min ho gye.. usne kaha bhi tha Yun gya aur Yun aaya.. m..mujhe jaana h andar..
Veyom- haseena.. ek kaam karte hai mein aur cheetah jaake dhundhte hain use.. tum teenon yahi ruko..
Hm was about to agree when suddenly they hear a growling sound from the jungle..
Hm panics..
Hm- anu..
And runs inside while shouting his name..
Hm- anubhav.. kaha ho tum.. anu..
She hears some sound coming from behind the bushes and gulps her fear..
When suddenly someone keeps his hand on her shoulder and she turns in fear..
Hm- aaahh..
As- haseena.. kya hua.. mein hun.. daro mat.. aur tum yaha kya kar rhi ho.. mana kiya tha na tumhe.. tum..
And she hugs him.. he stops blabbering and hugs her back..
He is lovingly stroking her hair..
As- kya hua hn..
Hm- darr gyi thi mein.. 15 min ho gye the.. tum Bahar hi nhi aa rhe the.. phir ekdum se kisi janvar ki avaz suni toh mein rok nhi paayi khud ko..
As- sab theek Hai haseena.. shant ho jaao.. dekho mujhe yeh neem ke patte bhi mil gye.. aur yaha par ek chhota sa talab bhi hai.. wahi par chlke dawai lagate hain..
But hm tightens the hug..
Anubhav slightly kisses her head to calm her..
Hm- izzhar karna zaroori hai kya anubhav..
As- umhmm.. (indicating no) bilkul nhi.. bolkar izzhar karna toh bilkul nhi.. pata hai kyu..
And hm lifts her head and sees him..
As- kyunki jab dil jude hon na.. tab izzhar karne ki zaroorat hi nhi padti.. dil ki awaz sabkuchh khud-b-khud Bayan kar deti hai..
Hm again keeps her head on his chest..
Hm- pata hi nhi chla anubhav.. kab mein tumse pyar karne lag gyi.. kab tum mere liye itne ahem ho gye.. tumhe khone k darr se mein kaamp jati hun anubhav.. tumhe takleef mein nhi dekh sakti mein.. I love you Anu.. aur jitna tumse pyaar karti hun na utni hi ulfat bhi.. zindagi bhar tumhari hindi jhelne ko tayyar hun mein..
As- hum bhi tumse bahut pyaar karte hain haseena.. dil ki gehraayion se.. hum donon apni zindagi mein Kitna bhi aage badh jaaye.. ek doosre ko.. aur ek doosre ke pyaar ko.. kabhi nhi bhoolenge.. aur hn.. mein bhi tumhari urdu jhelne ko tayyar hun..

And both chuckle slightly with tears of satisfaction and happiness in their eyes, hugging each other..



Anuseena Shorts ❤️✨️Where stories live. Discover now