38

495 58 20
                                        

Now the night before haseena's wedding came and in these 2 to 3 days anubhav tried everything to stop this wedding but none of his plans were being accepted by the seniors and then he tried to convince haseena and his seniors but anything did not work.. And as tomorrow it's haseena's wedding and he was not able to do anything, he got really sad, worried and angry and because of so many emotions together he got frustrated and,

Seniors , haseena & sho shahzeb all were in a meeting talking abt this mission only.. anubhav knocked the door and entered.. he said jai hind to his seniors and haseena, sho shahzeb said him jai hind...

senior : dekho anubhav tumhe iss mission se dur rehne ki warning di gayi thi par phir bhi humare mana krne ke bawajood bhi pichle
2, 3 din se tum lagatar iss shadi ke plan ko kisi aur plan se replace krne ki kafi koshish ki aur hum sab ne suna bhi par approve nahi kiya kisi bhi plan ko aur mana krdiya kyuke humlog koi bhi risk afford nahi krna chahte... aur hum sab tumhare seniors hai humlog jo bhi kr rahe hai sonch samjhkar hi kr rahe hai.. toh agar tum iss shadi ko rokne ke kisi plan ke saath phirse aaye ho toh tum ja sakte ho... kyuke kal toh shadi kisi bhi haal mai hokar rahegi..

anubhav got more sad, angry on hearing that shadi toh kal kisi bhi haal mai hogi, his haseena is going to get married tomorrow and he is not able to do anything this made him moree sad and frustrated but controlled his anger, calmed & composed himself but frustration was still visible in his voice clearly : jii sir ap sab humare seniors hai isliye toh na chahte howe bhi ye order follow krna pad raha hai.. par aplog fikr mat kijiye iss baar hum kisi aur karand se aaye hai...

senior : aur wo kiya hai. ?

anubhav showed a contract : ye contract papers hai ke ye shadi sirf mission khatam hone tak rahegi uske baad divorce.... and then passed it towards hassena and shazeb, ye lijiye ispar sign krdijiye ap dono..

haseena takes the contract and signs it as obviously she did not had any problem because she is doing this marriage only for the mission for her desh farz... but shazeb refused to sign it..

s : sorry sir par hum sign nahi krna chahte.. hum chahte hai ke hj iss shadi ko ek mauka de aur hum hj ke iss shadi ko khatam krne ke faisle ko badalne ki puri koshish karenge par phir bhi agar hj humse alag hona chahengi toh hum unhe rokenge nahi... aur badi mushkil se hj hume ek mauka dene ke liye razzi bhi hgyi thi.. par apne senior mtlb apka order follow krne ke liye unhone sign krdiya par hum iss contract par sign krkr hum dono ke rishte ko shuru hone se pehle hi hargis khatam nahi hone denge...

as angrily but in composed voice : sho shazeb ap bhul rahe hai ke ye shadi sirf aur sirf mission ke liye ki ja rahi hai.. aur hj razzi howi nahi thi apne aur mpt team ne unhe majboor krdiya tha raazi hone par .. aur hum apke senior hai isliye humara order follow krna apka farz hai..

s : sorry sir par hume apka order follow krne ki zaroorat nahi hai kyuke ye mera aur hj ka personal matter hai...

as: kiya bakwas kr rahe hai ap... pehli baat toh ye apke aur hj ka koi personal matter nahi hai arre personal matter kiya ye koi matter hi nahi hai ye shadi sirf mission ke liye ki ja rahi hai aur mission hote hi ye shadi bhi khatam... aur ye jo ap humesha bhul jate hai na ki ye shadi sirf mission ke liye hai issi wajh se ye contract papers hai apko yaad dilate rehne ke liye .. issi liye ispar sign krna hi apke liye behtar hoga...

senior : bass kro anubhav humne pehle hi tumhe iss mission se dur rehne ki warning di thi par phir bhi tum baar baar dakhal de rahe ho par phir bhi humne tumhe abhi tak suspend nahi kiya kyuke tumne iss desh ki hifazat ke liye kayi missions kiye hai, tumhare liye missions humesha tumhari first priority rahe hai par iss baar ye mission tumhare liye tumhari first priority nahi hai pta nahi iss baar tumhe ho kiya gaya ... aur rahi baat iss contract par sign krme ki toh tum sho shahzeb ko sign krne ka order nahi de sakte wo unki marzi hai.... kyuke mission ke liye ki gayi ye shadi ko khatam krna hai ya zindagi bhar nibhana hai.. ye faisla sirf aur sirf sho shazeb aur ms malik ka hai tumhe unke faisle mai dakhal dene ka koi haq nahi hai....

as: par sir..

senior : anubuav uh can leave..

as: sir...

senior : anubhav i said you can leave... so plss just leave...

anubhav angrily left the meeting room..

After sometime the meeting got over and haseena went back to mpt....

haseena was sitting in her cabin ks came with a file that needed to be signed by haseena.... so while signing she said...

hm: aa.. ks apki baat howi kiya aj dsp sir se..

ks: nahi ms par ap ye kyu puch rahi hai?

hm: kyuke i think apko unse aj baat krni chahiye...

ks : wo kyu ms.

hm : wo isliye kyuke aj meeting mai dsp sir ki seniors ke saath behes hgyi thi aur phir wo boht gusse mai chale gaye the..

ks: kiya behes? bhaiya toh apne seniors ka chote se chota order bhi aise follow krte hai jese pta nahi konsa mission dediya ho aur ap keh rahi hai bhaiya ne apne seniors ke saath behes ki...

hm : seniors bhi yehi keh rahe the ke pta nahi iss baar unhe ho kiya gaya hai.. isliye hum apko inform kr rahe hai kyuke wo boht gusse mai nikle the... ap unse ek baar baat
krlijiye ya phir milkar ajaiye..

ks : ji shukriya ms hum dekhte hai bhaiya ko..

hm: ji..

ks : jai hind ms..

hm: jai hind..

Anuseena Broken Love 2 ❤️❤️Where stories live. Discover now