Kaise lagi?

594 63 24
                                    

Please comment and let me know if you all are liking the storyy... Or should I stop?

#Episode 8

After good crying of 10mins

KS (sobbing): aap chali gyi thi....

HM: ab nahi jayenge pakka...

KS broke the hug

KS: ab gyi na toh joote uthake maarenge...

Everyone laughed at it and shared the world famous MPT hug with HM in between.  They started a random conversation when they heard a cry.

HM: ye kaisi aavaz hai...

They all rushed outside. They see the scenario that a boy was crying, his elbows, knees were hurt badly, Muskan was hugging Khushi and standing on one side, another boy was standing on the other side being scared.

HM: ye... Ye sab kaise?

HM picked the boy in her arms in bridal style and took him to gym room.

KS (to MU): Andar aao tum... Aur khelna nhi hoga... Aur tum (to KM)

PJ: Khushi hai ye, MS ki beti, aapki bhaanji

KS (with teary eyes): jii PJ, (to KM) tum bhi andar chalo, tumse Aram se baad mei milte hai hum... Aur tum Ghar jaoo (to the other boy), hum sambhal lenge... Thik hai?

Boy nodded in agreement and left. KS and others went in thaana in gym room where HM had done the bandage of the boy

HM: aapka name kya hai?

Boy: Samar (S)

HM: aapko kaise lagi bacha?

S: hum khel rhe the aur (sobbing)

KS: hum ise jaante hai MS, ye paas vale moholle mei rehta hai, aksar Muskan aur ye saare bache paas vale park mei khelte hai...

HM: acha, humne bandage krdi hai, ab thik hai ye... CC aap ise ghar chodh aaiye...

CC: ji MS

SS: MS ise doctor dikhade kya?

CC: haa... Matlab laga toh jyada hi hai...

HM: nahi, uski zarurat nahi hai, humne saari zaruri dawai laga di hai, humare paas thi... Aap (to CC) bas ye painkiller uske parents ko deke boliye aaj 2 baar de de... Kal tak ekdum fit ho jayega... Kyu Samar... Aap strong ho na

S nodded in yes.

CC and S left. All the others gathered in the main hall of MPT.

SS: MS aapke paas vo dawaiya kaise thi? Aapko bhi kahi chot lagi hai kya?

HM: nahi Santu, vo zarurat padhti rehti hai isliye hum humesha carry karte hai (looking at KM), ab kya kre... Maa jo hai

SS: oh acha

PJ: chalo shukar hai ki use jyada nahi lagi

KS: ka bol rhi hai PJ, aapne dekha nahi kya ache se... Bohot zorr ka laga tha bechare ko... Isliye hum harbaar (to MU) tumse kehte hai ki sambhal ke khela Karo

PJ: areh aap humari poti (grand daughter) ko kyu daat rhi hai, uska kya kasur

KS: humne daata nahi, hum bol rhe hai

PJ: daat hi rhi thi aap

MU: areh mumma, dadi bas bhi karo...

SS: MS aap kya soch rhi hai? Mana kariye na inhe

HM: hum ye soch rhe hai ki S ko badi berehmi se mara hai

KS: mara hai? Par kisne? Vo toh khud gir gya tha na

HM: nhi (glared at KM)

KM: Aap hume kyu ghoor rhi hai, hum...humne k..  kuch bhi nahi kiya

HM: humne toh abhi tak aapka naam bhi nahi liya tha...

KS: areh MS, ye phool jaisi bachi kaise maaregi use... Vo bhi itna

KM: haina choti maa, aap kahiye na ammi se, kaise dekh rhi hume, humne nahi maara

KS: kya kaha tumne (shocked)

KM: ammi se kahiye naa (hiding behind KS)

KS: ama humko kya bulaya

KM: choti maa, kyu? Kuch galat kaha kya humne? Hume ammi ne kaha tha ki aap choti maa hai, kyuki aap bhi ekdum ammi jaise humse pyaar krengi, sab krengi... Ammi yehi hai na vo?

HM: haa, yehi hai

KS looked at HM in questioning manner and HM nodded in yes with a smile, KS hugged KM

KS (with teary eyes): haa, hum hai aapki chhoti maa ekdum aapki ammi ki tarah

KM: ek request hai par...

KS: ab tum 100 request Karo

KM: abhi toh ek hi hai

KS: ama bolo...

KM: yehi ki aap ammi ki tarah daatna mat, gussa bhi mat karna, punishment bhi mat dena, aur maarna toh bilkul bhi nahi

KS: MS aur gussa🤣🤣 ye tum kya bol rhi ho, unse sweet insan toh humne aaj Tak nahi dekha, bohot rare gussa karti hai vo toh...

KM: aur humne khatarnak

HM (sternly): hum sun rhe hai😒

KM: ha toh hum sach keh rhe hai ammi

HM: acha ab ho gya ho toh aap idhar aaiye, baat mat ghumaiye...

KM hesitantly nodded in no and clutched KS's shirt a little in hear of HM

HM: Khushi, idhar aaiye

KM followed unwillingly

HM: abhi sach batao

KM: humm... Vo... Humne nhi...mara... Sa.. sachi ammi

HM (raised her hand): ek thappad lagayenge jhoot bola toh

HM did not slap and controlled herself

Everyone: MS

KM (closed her eyes in fear): humne hi mara thaa

Aajke liye bas itna hi...

Ab kya hoga KM ka?
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

The Angel in Disguise जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें