Convincing Khushi

577 71 17
                                    

#Episode4:

HM: thank you sir, par aapne achanak aaj aise bulaya? Koi khaas vajah?

DSP: jii... Bohot khaas vajah hai... Please take your seat

Both HM and DSP sit

DSP: dekhiye, department ko aapke upar bohot garv hai... Isliye ek case hai... Bohot complicated... Vo aapko saupa jaa rha hai... Aur iske liye aapko Lucknow vapas shift hona padhega... As MPT ke SHO

HM: kya? Par kyu sir?

DSP: ek mahine se waha har hafte 3 bache gayab ho rahe hai... Matlab aap sochiye... 12 bache already gayab ho chuke hai aur unka koi ata pata nhi hai... Clues mil rhe hai, fir destroy ho rhe hai

HM: ek second? Destroy kaise ho rahe hai?

DSP: dekhiye case ki details toh aapko MPT jaake hi milengi...

HM: par sir hum kyu? Aap kisi aur ko bhej dijiye na...

DSP: is case ke vajah se Lucknow ki janta ka ab police se vishwas uth raha hai... Us vishwas ko aap hi vapas laa sakti aur aur barkaraar rakh sakti hai...

HM: par sir

DSP: pls miss Mallik, upar se orders hai... Aapki beti ka bhi school mein admission karva diya hai... Aap ekbaar dekh lijiyega bas jaake

HM: kab Jana hoga hume?

DSP: kal subah ki first flight se hi... Isliye ab aap sidhe ghar jaake packing kariye...

HM: (sighs) uff... Okay sir... Jai Hind.

HM leaves from HQ. Calls her ammi and asks her to return home immediately and then she goes and picks up Khushi from her friend's place..

HM (to herself): ise kaise bataye.... Ye alag bhaukal machayegi

KM: ammi... Aaj aap itni jaldi kaise aa gye... Usually toh aap 8pm tak aate ho jab merko nanno (HM ki ammi) ke paas chodhke jaate ho...

HM: haa vo aaj thoda kaam hai

KM: kaisa kaam?

HM: ghar chalo.... Fir batate hai (smiled nervously)

KM nodded

At Home:
KM and HM went to freshen up and change.

HM (to herself): ek idea toh hai... Kuch socha hai humne... I hope Khushi isse Maan jaaye...

HM makes KM's favourite chocolate shake and they both sit on the sofa.

KM: kya baat hai ammi aaj toh mere bina request kiye aapne shake bana diya...

HM: aise hi bas...

KM: kuch aur baat hai... Batao na...

HM: acha aap vo chodho... Merko aapko ek achi news Deni hai...

KM: kyaa? Batao na... (While enjoying her shake)

HM: aapko KS yaad hai?

KM: vo Lucknow vali? Karu masi? Jinki aap humesha baate karte ho... Aur jinke saath aapki room mein bada sa photo frame bhi hai

HM: ha ha vahi... Unse milna chahoge? Aapne ekbaar complain kiya tha na... Ki aapke choti family kyu hai? Badi kyu nai.... Toh kya aap is badi family, yaani Humare parivaar ke saath rehna chahoge?

KM: ammii sachii? Pura parivaar?

HM: haaa pura ka pura...

KM: haa ammii neki aur puch puch ....

HM: par uske liye kuch karna padega

KM: done done

HM: areh suno toh... Hume ue sheher chodhke Lucknow jana padega... Aap chaloge na

KM pauses all her chehel pehel for a moment and gives a serious look to HM. She pretends all of this and shows fake anger.

HM (cups her face): bache vaha bohot mazza aayega... Vaha pura parivaar hai, naya school, naye dost... Sab kuch...

KM jumps and kisses and hugs HM leaving her in shock.

KM: ha toh thik hai na ammi... Kab Jana hai? Aaj raat ko?

HM: kal subah... Aaj packing krte hai... Aap jao, sab books vagera pack Karo apne... Hum aapke kapde kr dete hai.

KM: okaayyyy

KM runs to her room and packs and sings as she is super excited.

HM sighs in relief and both pack their bags. HM does all the shifting arrangements. HM 's mother denies to accompany them as she doesn't wants to go there again. She runs an Orphanage and says that she has rhe responsibility of so many children whom she cannot leave that way. Next Morning HM and KM leave Kolkata with giving warm hugs to HM's ammi.

At Airport:

HM (hugging her ammi): ammi aate rehna pls... Hum kaise manage karenge aapke bina

Ammi: Pushpee hogi na... Aur hum bhi toh aayenge na....

KM: nanno yaar... Aap bhi chale na humare saath... Aur vaise bhi aapke bina hum bore ho jayenge...

Ammi: meri shehzaadi aap samjho na, ab meri dono bachiya (referring to HM and KM) toh badi ho gayi, ab in bacho (orphanage) ko meri zarurat hai... Aur jaise aapki ammi kehti hai, desh pehle... Toh ye bhi toh hum desh ki madat kar rhe hai na, apne tarike se... Aap bade hoge toh aap bhi toh karengi na ..

KM: haa, ekdum bawal Queen banungi Mai toh 😎😂

Ammi: toh fir ache se padhai krna, humse milte aate rehna, roz call pe baat karna aur ammi ko jyada pareshan mat karna....

KM: ab fir ammi ke daat aur punishments se hume kon bachayega (cutely frowned)

Ammi: vo abhi kar dete hai... Haseena... Meri shehzaadi ko daatna mat jyada...Aur apna bhi khayal rakhna... (Cupped HM's face) apne aap ko bhul mat Jana vaha jaake..

KM: areh nanno, main hu na, mai rakhungi ammi ka khayal...

HM: ji, aur aap bhi apna khayal rakhna ammi, bohot miss karenge aapko..

All the 3 smiled with teary eyes, gave warm hugs and finally parted their ways. Ammi remained their until her daughters were gone, the trio had been together since the beginning... Now let's see how will they manage it all separately?

Aajke liye bas itna hi...

Kaise manage karenge HM aur KM
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

The Angel in Disguise जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें