Chitragupta --- are sir iska toh humesha ka hai...naak mein dam kar ke rakh diya hai...pata nahi kaun si bakwaas ghadi mein maine ise uthwane ko likh diya tha ...iske chakkar mein Aaj Tak 2022 mein paeda hue bachon ki death nahi likhi maine aur dekhte hi dekhte population bhi 8 billion hogayi sab iski vajah se..
Karan---are bas kitni complain karenge...aur tum dekh rahi ho tumhari shaitani ka anjaam ...main maafi mangta hun chitragupta Ji aapse
Chitragupta --- are nahi nahi aap kyun maafi maang rahe ho...bas kuch din aur maine iski kamar kas deni hai
Pihu---(in mind)itne saalon se toh kas nahi pae .bade aaye kuch din aur...hatt..and dad you are so gone after this chitragupta and dad meeting..
Karan--- nahi.... nahi uski koi zaroorat nahi hai..main aa gaya hun na...main kas dunga...aap bas meri thodi madad kar dijiye..
Chitragupta --- are boliye toh sir aap isliye toh maine apke life itni short likhi taki yahan aane ke baad main aapki seva kar sakun
Karan---(in mind)sahi kehte hain log ...jinko bhagwaan pasand karte hain unhe jaldi upar bula lete hain...lo main aa gaya...ughh
Chitragupta --- are ...hichhichaiye mat boliye aapke liye toh apni jaan bhi
Karan--- vapas kar do
Chitragupta ---hain?
Karan--- mujhe aur pihu ko bas kuch pal ke liye hi sahi bas meri patni preeta uske saamne visible kar do bas. .aur kuch nahi chahiye
Chitragupta --- par main kaise
Karan--- aap hi toh kar sakte ho ... please na please kuch toh karo please yaar ....
Chitragupta --- yaar ?(karan sees him with pleading eyes) ok aap bas do minute rukiye main Indra Deva ji se iska ilaaz pooch ke aata hun...dua kariye ki iska koi upay ho zaroor
Karan---ji bilkul
(And chitragupta vanished)
(And pihu ran towards Karan and throws what ever comes in her hands...she throws vase wagerah kept their karan holds her hand and)
Karan---mumma se milna hai na pihu
Pihu---offcourse
Karan---then this will let us she her
Pihu---mujhe daat padva ke aapko kaise fayda hoga
Karan---budhu
Pihu---I'm not that
Karan---ok ok ...par thoda sa makhan lagana padta hai na ... apna kaam nikalvane ko toh vahi tha yeh
Pihu---ok
Karan---but I think abhi aapko Viren ko manane ke liye Jana chahiye
Pihu---uske liye poora samay hai neeche se permanent upar aake usi ke sath toh time pass hoga mera...par abhi mom is more important
Karan---vaise chitragupta vaisa hai nahi jaise tum logon ne bola tha
Pihu---excuse me voh hai voh toh bas aapke fan nikale isliye itni Daya dikhai
Karan--- haan toh the karan luthra hai hi itna famous dharti se lekar swarg tak
Pihu---(murmurs)phir shuru hogaya Inka Tkl puraan..
(Chitragupta enters there with Indra Deva...pihu and karan join their hands and bows towards him..he gives him blessings)
Chitragupta --- haan toh Karan apni icha bolo
Karan---Indra Deva ji...mujhe bas jabtak main prithvi lok pe hun...mujhe bas meri babydoll ke saamne aane ka vardaan de dijiye
(Pihu pulls his shirt...and glares him)
YOU ARE READING
LIFE AFTER DEATH
FanfictionCompleted ✅ The two strengths of preetas life come back but with a twist 🙌 peep in too know