Mumbai, the city of dreams, Gulmohar complex Lokhandwala, Andheri ( west) , this story started from Gulmohar society, all upper middle class family live their. People of all religions have been living together for many years. Always together in each other's happiness and sorrows. Gulmohar society is identity of a living heart like Mumbai.
SHUKLA and KAMAT FAMILY live on the second floor of D wing and GILLS family live on first floor of I wing of the society.
The scene of shukla family.
On a Sunday something like this. A middle age lady is giving breakfast to her husband and two sons on the dinning table, two gentlemen are reading news paper and one is busy chatting on whatsapp.
Ashok Ji - Rita Sidharth aagaya kya?
Rita ji - ha kal raat ko hi aagaya flight thoda late hogai. Mai aapko uthane wali thi par sid ne mana kiya bola raat bahoat hogayi hai subh milunga sab se.
Kushal - bhai aabhi gaye Landon se aur muze kisi ne bataya bhi.
Jay - Tu ghar mai hota kaha hai jo tuze pata chale mai to raat ko hi Monti se milkar aaya.
Kushal - muze bhi pata hota bhai aaya hai mai bhi milkar aata usko.
Jay - ha tuze ye mobile se fursat mile to na, jab dekho mobile mai gusa rahata hai, kuch kaam bhi to kar.
Rita ji - chup karo dono aur shanti se nashta karlo, Sidharth beta aaja nind puri hogayi tumhari.
Sid - ha mom hogayi nind puri, Good morning dad, kaisa hai Jay.
Ashok ji - aaja mera baccha gale to mil itne salo ke baad jo aaraha hai kaise ho tum, safar kaisa raha tera.
Sid - I am fine dad, safar bhi acha raha aap kaise ho.
Ashok ji - mai bilkul thik hu beta abhi tum jo aaye ho to aur bhi accha ho jaunga.
Sid - aur Jay bata kaisa chal raha hai , are mai bhul gaya Congress teri shaadi pakka hogayi , par mom aapne Mahi se pucha tha ki usko shaadi karani hai ke nahi aisa na ho ki Mahi ko force marriage karani pade.
Jay - very funny, Mahi aayegi aaj tuze milane ke liye khud hi puch usko, actually kya hai Monti agar is ghar pe kisi ki shaadi jabardasti se hogi to wo banda tu rahega q ki tere se shaadi ke liye koi ladki tyaar hi nahi hogi.
Sid - abye kuch bhi kya bol ta hai tune abhi tak SIDHARTH SHUKLA ka charm nahi dekha.
Kushal - bhai aap kitne time se yaha baithe ho sab se baat kar rahe ho aap ko bas mai dikh nahi raha hi hello ke liye.
sid - pata hai na kushal tu ghar pe invisible hai, tuze hum ne adop kiya hai.
( Everyone started laughing out loud. Jay and sid give hi-fi with each other, than doorbell rang..........)Scene shifted to Gill's House
Jasbir Ji reading the newspaper rajbeer was watching news on TV, pammi ji and sargun are working in the kitchen, Bobby was reparing his bat, chotta veer was busy in drawing it was Sunday morning as it happens in every houses. At the same time, there is an entry of our princess , she goes to her father and hugs him.
Sana - Good morning papa.
Jasbir Ji - utha gayi meri gudiya.
Sana - hanji papa, Amma Amma muze bhuk lagi hai khane ko do na kuch.
Jasbir Ji - pammi ji gudiya ko nashta to dedo bhuk lagi hai usko
Bobby - Motu good morning mat bol good afternoon bol 11 baj chuke hai aur madam nashte ka order de rahi hai, aisa nahi hai ke chutti ke din jaldi uthkar apne Amma aur bhabhi ki kuch madat kare.
Sana - ha to ek hi Sunday to milata hai muze baaki ke din jaldi uthkar college jaati hu mai aur kal der raat tak mai padhai bhi to kar rahi thi.
Veer - buwa mai bhi to roz subh school jaata hu phir bhi har Sunday ko jaldi utha ke Dada-dadi ke sath Gurudwara jaata hu
Bobby - kuch sikh use chotte bacche se, papa iski exam chalu hai aur ye mast aaram se 11 baje tak soyi thi.
Sana - to teri kya problem hai mera exam hai mai dekhungi tu tension na le.
Rajbeer - Bobby tu usko tang q kar raha hai chup chaap apna kaam kar
Jasbir Ji- aur tuze koi match nahi hai kya jo yaha baithkar mere gudiya ke saath zagada karata hai, putter tu aaram se nashta karale.
Bobby - sab loag sirf muze hi bolo usko to koi kuch nahi bolata. Gaav se leke yaha tak sab uski side lete hai. Har Sunday subha subha chicken ke dukan pe bhej dete ho, aap ke gudiya ko chicken jo khana hota hai.
Sana - wow aaj khane mai chicken hai maza hi aayega.
Veer - buwa mai bhi aap ke saath chicken khaunga.
Sana & ha puttu tu aur mai milke chicken finish karengeScene shifted to Shukla's house
( Than doorbell rang.... hiten, gauri and their son come to Shukla's house hiten and Gauri lived in separate buildings in the same society)
Aaryan - Sidharth chachu.......................
Sid - ohh champ kaisa hai mera baccha
Aaryan - I am fine chachu. how r you, mere liye kya kya leke aaye Landon se.
Sidharth - laya to bhoat kuch hu, par milega tabhi jab tu muze bhoat saari kisses dega.
Hiten - kaisa hai Monty , kaisa chal raha hai kaam tera.
Sidharth - mai thik hu bhai, bhabhi aap kaise ho, kaam to accha chal raha hai, abhi to Mumbai mai transfer huva hai par kuch months ke liye muze puna branch bhi dekhana padega. Waha bhi kuch issue chal rahe hai.
Hiten - to tu abhi Puna jaayega.
Sid - ha Tuesday morning muze puna ke liye nikalana hai
Rita ji - matlab tu phir se hum sab se dur jaayega tune to bola tha tu abhi mumbai mai rahega, jana hi tha aaya kis liye.
Sid - mom aap na shuru hi ho jaate ho. Actually muze to direct puna jaana tha par aap sab se milane ke liye 2 din ke liye sahi mai aagaya,bas 1-2 mahine ki baat hai phir mai yahi hu aap ke pass.
Rita ji- promise na phir yahi rahega hum sab ke saath. Tuze hum bhoat miss karate hai Sidharth.
Sid - mai bhi aap sab ko miss karata hu , chalo ab rona dhona bas karo aaj hum sab lunch aur dinner ke liye bahar jaayenge, nahi to ghar par hi order karenge. Aai- baba aur priya ko bhi bol do yaha aane ke liye.Pata hai thoda boring laga hoga par muze sidnaaz ka family bonding kaisa hai wo dikhana tha. Ghar par aise hi hum normal way mai baat karate hai.
Next part mai sidnaaz ki mulakat ho jaayegi.Story acchi lage to vote aur comments karana.
Thank you.
YOU ARE READING
Pyaar ka duja naam Sidnaaz
Romancesimple love story of sidnaaz, it will be not be as simple as it seems after all this is the story of sidnaaz, nothing will happen if it is easy. This is a love story of our sid and naaz,fire and ice, a mature boy and a childish girl. The story will...