unki pasand ki parwa

2 0 0
                                    

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.



                              Har subah ki shaam hoti h,
                               behayapan ki v had hoti h.
                             Unhone kitne dhokai diye h,
     fir v unhe chodne mai bas sharam ati h.

                        Parwa h to bas inke samajh ka,
jo business k bahane khabar rakhte har lamhe ka.
Jab jidigi ki naiya dub rahi baar mai intezar aur kiska,
unki pasand na pasand mai apni atma ko guzarneka.

Kalpanao k mehfil mai jab unki shaam hoti h,
khud ki soch k lamhe harkat mai aatai h.
Hazaro saal yuhi beet jatai hai hasinao k liye,
inhe chodna bara hi mushkil lagta h.

Bhale diye ho bahoot sarai dhokai aur galia,
fir v baaz nhi aatai unki sari rang ralia.
Ab to chodh k janai se v bajayenge sab taliya,
jesus janai kaise ub jati h baki haram ki salia.

Mehfil mai unke anai se diye bujh jatai h,
fir v hum bas unhi ka intezar karte rehte h.
Dil v pathar k h unke unse jo arzoo h,
bas ab unhi ki raho mai aakhen bichaye h.

Dil v pathar k h unke unse jo arzoo h,bas ab unhi ki raho mai aakhen bichaye h

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Bhav Nadi Ki PanchiWhere stories live. Discover now