Kbi aur kbitaye

1 0 0
                                    

Mujhe kabita likhna bara hi acha lagta hai,  chhando ka Milan maan ko bhata hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mujhe kabita likhna bara hi acha lagta hai,
  chhando ka Milan maan ko bhata hai.
Sath mai bhavnaye v anek jarit hoti hai,
  jinko par k  mera  maan  khusi  pati hai.

Kabitaye kvi sukh to kvi dukh ki hoti hai,
jisme ek kbi apne bhav sondaryo ko deti hai.
Un pangtiyo ko par sabhi anand uthate hai,
aise hi kabita ka bhav  v  mehtawa  hota hai.

Kbitaye maan mijaj ko khush kar deti hai,
    bacho se burai har ek ko kbita bhati hai.
Kbitaye gehno ki tarah humko sajati hai,
    har ek ka maan kbita harbar lubhati hai.

Kbi ka maan  bara  hi  romanchak  hota hai,
kbi k karan hi duniya se dukh dard khota hai.
Kbi apni bhasao se duniya mai swarg lata hai,
kbi aur kabitao ka swarg se v thoda nata hai.

Kbi apni bhasao se duniya mai swarg lata hai,kbi aur kabitao ka swarg se v thoda nata hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Bhav Nadi Ki PanchiWhere stories live. Discover now