ye kiya ho gaya

30 5 0
                                    

bo anirudh hota hain bondita ka diyan anirudh pe jata or bondita shocked
bondita: ap yaha...kiya kar rahe hain
anirudh: bondita meine jaan bhul kar nahi kiya ye pata nahi kese ho gaya
bondita: ha ha koi bhoot aaya hoga or usne shocha hoga is ladke ko kisi or ladki ke saath raat bhit ba deta hu
anirudh: to tumhe lagta hain meine ye sab jaan ke liya hain
bondita: lagta kiya tumne kiya hain
anirudh: thik hain fir tumhe yahi lagta hain na ki meine jaan bhuj kar sudhamini ke saath raat bitai hain to thik hain haa bitayi hain meine raat sudhamini ke saath
bondita heart broken in billion pieces
bondita: agar pyar nahi karte hain to kyu jhutha natak kiya ki tum mujhse pyar karte ho kyu mujhe sadhi se bhaga kar le gaye kyu tumne mujhse badha kiya ki mujhe kabhi nahi chodo ge kyuuuu
Anirudh: tumhe mera pyar natak lagta hain aray tumse achi to sudhamini hain kamse kam bo tumhari jesi to nahi hain bo mere bachpan ki dost thi or tum bhi mere saath bachpan se thi lekin tumhe mujhpar bharosha nahi us sudhamini ko hain tumhse achi to sudhamini hain na tumhari jesi nahi hain jo pyar ko natak kahe
anirudh kheta hain lekin use bura lagta hain
bondita in tear eyes: to yaha kiya kar rahe ho jao na apni mini ke pass
anirudh: mujhe bhi tumhare pass dola re dola karne ka shock nahi hain mein tumhe apni or mini se related breaking news dene aaya tha ki meri sudh..mini ke saath sadhi ho rahi hain to pehla sadhi ka card mein tumhe hi dunga
bondita shocked
bondita: k...y...a
anirudh (rudely):sunai nahi deta koi nahi mein fir se bol deta hu mein or meri mini ek dusre se sadhi kar rahe hain jab bhi card bane ga to tumhare yaha sabse pehla card bhich bau ga
bondita (in tear eyes): jab yahi karna tha to kyu banaya mujhe mein to kar rahi thi na sadhi to kyu roka mujhe kyu confess kiya apne pyar ka bolo kyu mujhe bhaga kar kolkata le kar aaye to bola tha apne hum jiye ge to saath mare ge to saath kyuuuu
anirudh (in tear eyes): mere pass in faltu sawalo ke jawab dene ka koi time nahi hain mein bus yahi khene aaya tha ki meri or sudhamini ki engagement hain to aana jarur
bondita (angry+tears flowing in Bondita eyes): thik haina apse acha insaan hoga jo mujhe kabhi nahi chodega or bo apse bhi jadha mujhse pyar kare ga mein use sadhi ksru gi
anirudh hurt
anirudh: thik hain tumhe jo karna hain karo
anirudh chala jata hain bondita roti hain ye ek admi ye sab dekh raha hota hain
shift
Abhimanyu and akshara room
abhi: mujhe nahi lagta anirudh ye sab kare ga bo esa kar hi nahi sakta
akshu: i agree anirudh kabhi esa nahi kar sakta bondita ko dhokha bo kabhi nahi de sakta itna to trust hain mujhe
Abhimanyu: trust to mujhe us par pura hain mein akhe bandh kar ke khe sakta hu ki anirudh esa nahi kar sakta lekin bondita uske baare mein kiya shoch rahi hogi
akshu: kiya shoch rahi hogi matlab bondu ko....
abhi: haa usne dekh liya subha hi
akshu: kiyaaaa
abhi: anirudh jab baha se gaya tha na to gusse mein apne kamre mein nahi gaya tha bo bondita ke piche gaya tha bondita ko samjhane ab bo pata nahi bondita kuch samji hogi ya nahi
akshu: shit abhi mein apni bondu ko janti hu use apne anirudh pe pura trust hai
abhi: to shit kyu bola
akshu: bo is liye kiyoki jo bondita ne dekha hain uske baad pata nahi mujhe ki bo anirudh pe trust karegi ya...
abhi: hmm
akshu: lekin abhi anirudh ne sadhi ke liye haa kyu ki kyu usne sadhi ke liye bola
abhi: kuch to majburi hogi barna anirudh bondita ko dhokha dene ke baare mein shoch bhi nahi sakta
akshu: hmm

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now