anirudh stand for bondita

60 5 0
                                    

Shift
Anirudh bondita ki baate shoch kar chal raha hota hai
Sompurna: jet ji,anirudh
Kaka: anirudh beta tu yaha se chala ja in ghao balo ko pata chala ki tune bondita ko bacha liya hai to ye pata nahi kiya kiya puche gi
Anirudh: bohot sach se bhag liya ab or nahi bhagu ga kaka(in tears eyes) meine bondita pe yakin nahi kiya mujhe pata tha ki bondita jasus nahi hai tab...tab(breaking voice) bhi mein panchayat mein chup raha or bondita.... Ka meine dil tod diya(crying) tod diya meine apni bondita ka dil or...or pata hai kaka(in tears eyes) bondita ne mujhse sare rishte tod diye
Kaka, Sompurna, harsh, Manjari, som, butuk in tears eyes
Villagers a rahe hote hai ye khe te hue barrister babu ki jai, barrister babu ki jai
Kaka: anirudh tu bilkul chup rahe na
Anirudh kuch bolta tabhi villagers aate hai
1 villager: bhaa barrister babu apne to kamal kar diya apne us jasus ko saja dilba hi di
Anirudh clenches his fist tightly in anger.
2 villager: humhe ab koi dar nahi bo dushman bondita ko saja mil gayi or ab bo dushman log humse dare ge
Anirudh tightly close her eyes
3 villager: bo dushman bondita nahi nahi us saniyasni bondita ko saja mil gayi ab koi nahi dare ga kyu bhai yo
All: villagers: haa haa ab koi nahi dare ga
Anirudh(anger) : bus bus karo sab bondita jasus nahi hai bondita nahi saniyasni hai use koi saja nahi mili or bo barrister babu bondita goenka hai
Villager: ye ap kiya khe rahe hai bo jasus hai humhari usne to apke bade papa ka bhi use kiya tha apko harane ke liye
Tabhi bihari aata hai bo bhi ek admi saath
Anirudh: dekhiye
Bihari: chote malik
Kaka: kiya hua bihari tu chandu ko yaha kyu laya hai
Anirudh to chandu: tum batao ge ya fir mein sach nikal bao
Chandu: nahi nahi...hum bata ta hai mein Krishnanagar ka admi hu humne hi binoy malik ko dara rahe the jisse hum unko mandir la sake jisse barrister babu haar jaiye magar bondita malkin unhe bacha rahi thi or aspatal le ja rahi thi to humne board hi badal diya or hum unhe mandir bhej diye
Anirudh: dekha or hum us bichari bondita ko jasus man rahe the uspe iljam laga rahe the or tho or usse saja dene bhi ja rahe the usse uski abaj chin kar
Everyone silent
Villager bina kuch bole baha se chale jate hai
Anirudh study room mein chala jata hai
Sompurna ko guilty feel hota hai

Vote
Share
Comment
And khubh saara pyaar

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now