engagement

26 5 0
                                    

4 baj tak conection ho jata hai then call ata hai bondita utha ti hai or cc bhi
cc: hello
sudhamini: haa cc aj to hamhe jasn banana chahiye kiyoki bondita anirudh se dur ho gayi ab anirudh mera hoga or
cc: or bondita meri hogi or ab mein use sadhi karna chahata hu agar sadhi kar paya to use tan se apna banau ga
sudhamini: or maine or tumne kitni mehnat ki hai is dushmani ko karane mein
bondita shocked
cc: sudhamini mein tumse abhi baat nahi kar sakta mein abhi kali maa ke mandir ke piche milu ga to tum bahi aao tab baat karte hai
mini: ok
cut call
bondita deeply shocked
flashback end
bondita: sakha babu mujhe laga jaruri nahi bohi sudhamini ho ho sakta hai ki unke naam ki or bhi sushamini ho sakti hai lekin jab mein udhar gayi meine sudhamini or cc ko baat karte hue suna ki boom blast kaane mein jeher or inspector se kaka ko arrest karwana or binoy uncle ki esi halat sirf or sirf cc or sudhamini ke chakkar Mein hui hai
anirudh: ye sach hai bondita
bondita: mein apse jhooth bol sakti hu kiya
anirudh: mein un dono ko choduga nahi chalo hum sabko sach batate hai
bon: or humhare baat ka yakin kon karega
ani: kon karega mtlb hum hi kafhi hai sabko samjaye ge
bon: sakha babu ye asan nahi hai ek gadi apke parivar man bhi jaye lekin mere nahi mane ge vo log cc mein andha bishbash karte hai
anirudh: to tum kiya chahati ho bondita hum ese hi haath mein haath liye bethe rahe
bondita: nahi meine esa kab bola abhi humhe apne ap mein khush rehna jab jaoye ge tab ki tab shoche ge
flashback end
flashback
in party
bondita: sakha babu ab khelne ka samhe suru hua un logo ke saath
anirudh: mtlb
bondita: ya to ap sach mein budhu babu ho ya ap acting karte ho
bondita giggling
anirudh: bondita
bondita: sorry sorry mein khe rahi thi ki ab jo humne plan banaya tha bo suru karte hai
anirudh:are u sure humhe ye karna chahiye
bondita: haa sakha babu ab agar humhe sach sabke samne lana hai to karna to pade ga
bondita
bondita: acha ab mein chalti hu bye sakha babu
bondita ja rahi hoti hai tabhi anirudh bondita ka haath pakad ta hai bondita turn hoti hai anirudh bondita ko apni or khichta hai
anirudh: i love u bondita
bondita: i love u too sakha Babu
anirudh kiss bondita forehead
anirudh: apna diyan rakhna
bondita: ap bhi
bondita
bondita:acha ab mein jao
anirudh: mera man to nahi hai lekin thik hai byee
bondita chali jati hai anirudh khidkhi ki taraf dekhta hai tabhi bondita bhag kar aati hai or anirudh ke cheek pe kiss karti hai
bondita: sab thik hoga tension mat lo love u byee
bondita left
anirudh smile: love u too meri jaan
flashback end
flashback
cc jab chala jata hai anirudh aata hai bondita hug anirudh anirudh also back hug bondita bondita crying silently
anirudh in tear eyes: bondita tumhe bura laga jo meine bola
bondita: haa thoda sa bura laga apko bhi laga jo meine bola
anirudh: hmm thoda sa bura laga lekin hum majboor hai na or yaad rakhna mein humhesha marte dam tak pyaar karu ga to sirf tumse
bondita: or mein bhi sirf or sirf apse hi pyar karu gi or karti rahu gi i love u sakha babu
anirudh: i love u too bondita
anirudh: bondita humhe jo bhi karna hai to sirf engagement bale din sabke samne sach lana hoga
bondita: haa sakha babu
both smile look at eachother
flashback end

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now