Abhi in tears eyes: tum sach mein chahati ho ki humhe ye rishta khatam kar dena chahiye tum ye chahati ho ki mein sagai kar lu
Akshu emotion ko control karte hue
Akshu: haa apko sagai kar leni chahiye is rishte ko bhi khatam kar dena chahiye
Abhi: thik hai mein karuga sagai par tum aaogi meri sagai mein or bole chudiya bole kangana haye mein hogayi teri sajana isme dance karna hoga
Akshu: esa nahi ho sakta
Abhi: to humhara rishta bhi khatam nahi ho sakta or ye sagai to bohot dur ki baat hai mein humhare rishte ke liye tumhare ghar aao ga
Akshu: tum essa kuch nahi karo ge
Abhi: mein esa hi karunga
Akshu close eyes: thik hai mein aaogi tumhari sagai mein or bole chudiya bole kangana mrin dance bhi karungi
Abhi shocked
Abhi: tho thik hai or jab tum aaogi tab hi mein sagai karunga
Akshu left
In other side
Aaru: nile meri baat to suno please nile
Nile: please pareshan mat karo or haa aj se humhara jo rishta tha bo bhi khatam ho gaya hai
Nile ja raha hota hai tabhi aaru bolti hai
Aaru: jab pyar kiya tha to ye dekh ke nahi kiya ki bo dushman hai ya dost pyar to bus ho gaya na
Nile: mein is bare mein kuch nahi sunna chahata bus tum mere liye sirf dushmano ki beti ho or tum mujhse dur raho yaha a rahi ho to apna kam se kam rakho
Aaru: th..thi...thik hai nil...i mean doctor nile roy Choudhary
Aarohi or akshira Krishnanagar chale jate hai abhimanyu or nile tulsipur
Akshu apne room mein hoti hai or ro rahi hoti hai ye chiz bondita dekh leti hai bondita understand situation bondita ko dukh hota hai
Bondita in mind: mujhe pata hai akshu di ap bff nahi nahi abhimanyu ki bajha se ro rahi ho mein unhe kabhi maaf nahi karungi
Bondita left
Bondita aarohi room ke pass aati hai
Aarohi in room
Aaru: kiyu nile kiyu tumne dushmani ke liye mujh se rishta tod diya kiyuuuuu hum to ek du..dusre se pyar karte the na fir kyu is rishte ke liye mujhe chod diya par jesa tum chahate ho vesa hi hoga rishta khatam karna hai na bo mein karungi i promise (in braking voice and started crying)
Bondita in mind: aaru di nile da se pyar karti hai or nile da aaru di ko kese chod sakte hai
In panchayat
Tulsipur mukhi ji: rc hawale mein ye Krishnanagar se goenka ki beti jasusi karne aai thi or isne barrister babu ko harane ke liye unke pita ka istemal kiya or innhe ek baxa bejha jisme talvar baji ka singhar tha usme inhe kuch milaya tha jisse barrister babu ko dekhne mein pareshani ho rahi thi
Krishnanagar mukhi ji: nahi ye jhuth khe rahe hai bondita to kachari mein hi kaam karti thi or iska sabut ye kachari ka chokidar hai
Bondita: nahi ye jhuth hai mein nahi gayi thi kachari mein rc hawale mein gayi thi par mein koi jasusi karne nahi gayi thi or nahi meine binoy uncle ka use kiya binoy uncle ko bachane ke liye mein hospital le ja rahi thi par phoch yaha gayi
Kaka: ae ladki tujhe jhuth bolte hue sharam nahi aati
Bondita: mein koi jhuth nahi bol rahi hu
Bondita anirudh ke pass jati hai ghutne ke bal beth ti hai or anirudh ka haath pakad ti hai
Bondita: sakha babu kiya apko lagta hai ki mein apke pass ek jasus ban kar aai thi kiya apko lagta hai meine binoy uncle ka use kiya hai apko harane ke liye (anirudh kuch nahi bolta) boliye na sakh...(bondita smile) apki chupi ka matlab samaj gayi
Bondita khadi hoti hai
Bondita: to thik hai haa mein aai thi rc hawali jasusi karne (anirudh look bondita in tears eyes) haa meine use kiya tha binoy uncle ka sakh...barrister babu ko harane ke liye(anirudh nodded no)
Mukhi ji: thik hai trilochan ji ap de sakte hai inhe saja
Naira to bondita: ye kiya kar rahi hai mera bacha tu esa kiyu bol rahi hai 😭
Akshu hold bondita hand
Akshu: bondu tujhe kisi ke liye bhi jhuth bolne ki jarurat nahi hai (abhi look akshu)
Tabhi aaru aati hai or bondita ke shoulder pe haath rakti hai
Aaru: haa bondu kisi ke liye bhi jhuth mat bol ye pyar byar kuch nahi hota
Bondita: ab jo galti ki hai meine uski saja to mile gi na
1 villager: isse to jaan se maar dena chahiye( naira nodded no)
2 villager: isse to khai mein dakel dena chahiye (mimi and bm nodded no and crying)
Kaka: bus isse saniyasini banaya jayega
Chandrachur: nahi ye saja mein nahi manta mein kiya ghar bale bhi nahi mane ge mukhi ji itna to pata hi hai na ye saja jab khudh apradhi mane tab hi ye saja ap de sakte hai or bondita ko bhi ye saja manjur nahi hai
Bade papa: haa jamaibabau sahi khe rahe hai bondita ko ye saja manjur nahi hai
Kartik: haa bondita ye saja nahi karegi (to bondita) nahi karogi na beta please mana kar do ye saja karne ki koi jarurat nahi hai
Bondita look anirudh in tears eyes anirudh look down
Anirudh in mind: please bondita mana kar do koi jarurat nahi hai ye sab karne ki mana kar do bondita please
Bondita: na..nahi papa mein is saja ke liye tayar hu (breaking toen) me.. Mein tayar hu saniyasini bane ko
Abhimanyu close eyes, nile look bondita in tears eyes, som look down
Butuk look bondita in tears eyes in mind: bondita abhi bhi nahi badli i am sorry bondita meine hi tumhe galat samja
Anandi look butuk in mind: butuk meri bondu ka diyan rakhna
Butuk look anandi with smile in mind: tumhari dost se pehle meri dost hai mein apni dost or tumhari bondu ka diyan rakhu ga
Anandi smile
Anisha kaka ke pass jati hai and crying toen: kaka please bondu ko itni badi saja mat dijiye (to anirudh) dada please ap kuch khete kiyu nahi bondu dushmani karne nahi aayi thi (anisha guthno ke bal bethti hai or roti hai) please kaka please (anisha crying kaka look there)
Bondita anisha ko shoulder se pakadti hai or khada karti hai
Bondita to anisha: apko kisi ke paro mein girne ki jarurat nahi hai or bhabhi ap na baby ka khyal rakho baby ki bua bohot jalad uske pass hogi
Anisha hug bondita bondita back hug Anisha then broke hug
Bondita to mukhi ji: mein tayar hu saniyasini bane ko
Anirudh in mind: pagal mat bano bondita please mana kar do
Thakur maa: tu nahi janti saniyasini bane ka kiya matlab hai
Chandrachur: haa bondita tum...
Bondita: mein tayar hu
Kaka: thik hai fir hum nimantran bijba dege saniyasini ke liye
Bondita to mukhi ji: mukhi ji meri ek icha hai
Manjari control her tears
Anirudh abhimanyu nile butuk som look bondita in tears eyes
Mukhi ji: hmm bolo kesi icha
Bondita: mein apne parivar se akhri baar milna chahati hu
Mukhi ji: thik hai tum mil sakti ho
Bondita hug aarohi and akshu then naira crying hug bondita
Kartik: bacha apna diyan rakna
Bondita crying and hug kartik
Then bondita hug vansh, vansh back hug bondita then puja and anisha crying they hug bondita one by one bondita also crying then mimi and BM, BP hug bondita one by one
Harsh: milli subse chal ab
Sompurna bondita ko red chunni udha thi hai anirudh bondita ke piche hota hai sub ja rahe hote hai tabhi mukul bondita ka haath pakad ta hai bondita turn
Mukul: tusi ja rahe ho tusi na jao
Sub khush hote hai kiyoki mukul first time bolta hai bondita happily crying and hug bondita
Mukul: please mat jao bua please mein kisse baate karunga ye log apko mar denge mat jao please mat jao
Bondita broke hug
Bondita softly: mukul dekho tumhari bua tumse bohot pyar karti hai or apki bua apke pass bohot jald hogi
Mukul: sachi
Bondita:muchi
Anirudh look bondita in tears eyes
Sompurna: chalo
Bondita khadi hoti hai or ja rahi hoti hai tabhi
Kairav: bondita
Everyone turn and look kairav but bondita nahi mudti anirudh look bondita then Kairav
Kairav: apne bhai se mile bina chali jao gi
Bondita turn with tears eyes: ap to gussa ho na
Kairav: koi bhai apni itni pyari bhen se gussa ho sakta hai kiya jo gussa ho bo hi pagal hoga
Bondita run and hug kairav and crying Kairav also hug bondita and crying
Kairav: bohot ganda bhai hu na jo apni bhen ko rulata hai
Bondita: nahi.....bilkul nahi mere bhai meri fikar karte hai isliye datte hai mere bhai gande nahi hai
Everyone silently crying to see brother and sister bond excepted kaka harsh and chandrachur
Broke hug
Bondita: bus ab koi nahi roye ga na ap or na mein ek achi si smile dedo
Kairav smile: apna diyar rakhna
Bondita: or ap bhi apna bhi or anisha bhabhi ka bhi diyan rakhna
Harsh: chale ya or koi tamasha reh gaya hai
Bondita panchayat se chali jati haiThanks for reading
kesa Laga apko ye chapter?
YOU ARE READING
Ye Rishta Kya kha Lata hai
Fanfiction(✅ complete ✅) Yaha pe three love story abhira Anidita nilrohi or idhar two love stories or hai par bo itni important nahi hai sopur or bundi ki hai or baki introduction mein batai jaiye gi