Chapter 4

232 18 4
                                    

Goenka House Next Morning at breakfast table
Dadi- mujhe kuch kehna hain tum sabse
Manish - kya ma
Dadi - kartik ke Saadi ke bareme
Kartik - meri Saadi
Dadi - haa beta
Kartik - main to abhi bohot chota hoon meri Saadi kaise ho sakti hain
Dada- beta tum chote ho lekin mein to bhudi ho rahi hoon na jane kab chal Basu
Manish - nahi maa ap aisa kyu keh rahi hain
Dadi - mein thikh keh rahi hoon Manish meri umar ho rahi hain.. mujhe jald se jald kartik ki Saadi karani hain aur mere potabahu ko dekhna Hain
Kartik - to aap subham ki Saadi karadijiye meri nahi
Dadi - tum mere bat nahi manoge kittu
Kartik is numb
Kartik smile and said - aj tak maine apki konsi baat nahi mani
Dadi smile
Dadi - dekho agar tumhe koi pasand hai to hume bata sakte ho
Kartik think about naira and smile
Kartik - nahi.. ap jise kahengi mein udise Saadi karunga
Dadi - tumne to mujhe khush kar diya kittu
Surekha - tab to jaldi hi hume ladki dekhni suru karna hoga
Swarna - haa. Meri Bahu ayegi
All are very happy 😊
Other side naira's House
Shorvari- apko nahi lagta ki naira bitiya umar ho gayi Saadi ke liye
Visambar - naira to abhi sirf 20 ki hain bachchi hain ho
Shorvari-lakin hamari financial problem bhi hain na mujhe to lagta hain naira bitiya Saadi Kara Deni chahiye. Kam se kam naira bitiya to khush rahe hum jaise bhi rahe
Visambar - kahi na kahi tum thik keh rahi ho shorvari lekin naira ka rai bhi to Janna hoga na
Shorvari-ha oh to hain . Maine Santi tai ko naira bitiya ki photo di thi agar koi achcha rishta ajaye to badiya hoga..
Visambar - naira kaha hain
Shorvari-apne kamre mein aj to ravivar hain...
Visambar - oh ha achcha

Santi tai in goenka House
Santi - namaste suhasini ji
Suhasini - namaste
Santi - apko badi jaldi hain apki pote ki Saadi karane ki
Suhasini - haaha
Santi - lijiye ye sab tasbire pasand kijiye apni pota Bahu
Suhasini - ha
Suhasini look all the photos
Her eyes stuck on a photo
Suhasini - wow ye to badi sodi kudi hain. Mujhe to yeh pasand hain
This is naira's photo
Santi - thik hai phir main ladki ke gharwalo ko bataungai
Suhasini - thik hai

Let's see how kartik reacted.....

pyaar Where stories live. Discover now