Chapter 8

180 18 6
                                    

Next day in college
Kartik see naira
Kartik - hii
Naira-hello
Kartik - kaise ho
Naira-thekh hoon kyu
Kartik - nahi bas aise hi
Naira( smile)- hmm
Kartik - tumhare Ghar me Saadi lekar baat nahi ho rahi
Naira-ho to rahi ha
Kartik - mere yaha to jab dekho wahi baat (giggle 🤭)
Naira also laughing
Kartik - tum sach me ready ho na Saadi ke liye kyunki mujhe lagraha hai gharwale bohot jald hamari Saadi karane bale hai. Maine suna dadi ko phone pe baat karte huye
Naira-actually sach kahu to pehli nahi  thi par ab sure hoon ( smile look at him)
Kartik smile and nodded
Raghav see naira and kartik and feel jealous
Raghav - hii naira
Naira faintly smile - hi
Raghav - kaha baithi ho
Kartik - tumhe usse kya
Raghav - maine naira se pucha hai kartik tum kyu bhadak rahe ho
Kartik - kyunki...
Naira-main kartik ke se baithi hoon
Raghav - tum roj uske saath kyu baithti ho aj mere saath baith jao
Naira-nahi raghav main kartik ke sath theek ho mujhe koi problem nahi hoti
Kartik- ab khush
Raghav gets angry and goes away
Kartik - main karta hai iska muh tod du
Naira-aap kyu uske muh lagte ho
Kartik - to aur kya karoon woh baat aisa karta hai
Naira-chaliye chodiye is baat ko hume padhai me dhyan dena chahiye
Kartik - hmm
After college
Kartik - bye kal milenge ( smile)
Naira-haa
They go home
Kartik entered home thinking about naira and smile
Kirti - wo ho badi smile kar Rahi hai
All laughing
Kartik - nahi to main smile kaha main to bas aise hi
Dadi-haha hume sab pata hai college to tu padhne jata nahi hai
Kartik - nahi dadi main college padne hi jata hoon
Kirti - thik hai hume sab pata hai
Swarna - beta hume tumse kuch baat karni hai
Kartik - ha ma boliye na
Swarna look at suhasini
Dadi - beta tum Saadi ke liye tyar ho na
Kartik - ha dadi maine kaha to tha
Dadi- ha woh hum keh rahe the ki
Kartik - dadi kahiye na
Dadi - woh humne tumhari aur naira ki kundli pandit ji ko dikhayi thi unhone kaha ki tumhari Saadi is mahine me Kara de to subh hoga nahi bad me adchan aasakti hai
Kartik think
Swarna - beta kya kare hum haa karde
Kartik think about naira's word
Kartik smile - ha ma
All are happy
Dadi - hum abhi shorvari ji se baat karte hai
Kartik - dadi naira se bhi
Dadi- ha beta hum thodi na uske marji ke Bina kuch karenge
Kartik nodded
Kartik went to his room
Naira's side
Shorvari - naira beta suhasini ji ka phone aya hai woh tumse baat karna chahte hai
Naira come
Naira- mujhse
Shorvari - haa beta
Naira take the phone
Naira- namaste dadi
Dadi- khush raho beta. Beta hum keh rahe thi ki tumhe kartik pasand hai na
Naira- ha dadi( blushing)
Dadi ( smile) - toh beta kya tum Saadi ke liye tyar ho
Naira-dadi ap ye sab firse Mera matlab
Dadi- woh beta maine tumhari aur kartik ki kundli Panditji ko dikhayi thi to unhone kaha ki Saadi is mahine me kar de toh subh hoga. Beta hum yeh sab sirf tum dono ki valayi ke liye hi kar rahe hai
Naira think sometime
Dadi-toh beta agar tum ha kardo toh hum Saadi ki tyari suru kar denge
Naira look at shorvari
Shorvari suggest her to say yes
Naira- mujhe koi problem nahi hai dadi ap Saadi ki tyariya suru kijiye
Dadi( happily) - tumne to man khush kar Diya beta. Thik hai shorvari ji hum rakhte hai ab to bohot Kam karne padenge
Shorvari - haa ji
They ended the call
Shorvari - beta tu khush hai na
Naira-haa ma mein bohot khush hoon
Shorvari - mein tere bauji ko ye khabar sunake aati hoon
Naira- haa
She went
Naira smile to herself
Naira-kartik achcha ladka hai main bohot khush hoon bas is chiska dar hai ki kya main itni badi jimmedari lene ke liye tyar hoon . Main pori kaushish karoongi ki kartik aur pore parivar khush rakhu
Other side
Dadi- sab niche aao khuskabhri hai
All come
Kartik - kya dadi ( curiously)
Dadi-naira Saadi ke liye tyar hai aur pandit ji ne Saadi ki date nikal Li hai
Kartik is happy inside
Swarna - kab ki maaji
Dadi- is mahine ki last tarikh ko
All are happy
Manish - fir to jyada samay nahi ha humare paas
Dadi - ha lekin main to badi khush hoon meri potabahu Anewali hai
Kirti - aur meri eklauti bhabi
Swarna - aur meri eklauti bahu
Surekha - meri bhi
Manish and akhilesh - humari bhi.
Kartik is very happy to see his family so happy but he also happy for himself
Other side
Shorvari - naira beta visambar ji suniye
Visambar - kya hua shorvari
Naira-haa ma
Shorvari - suhasini ji ka phone aaya tha unhone kaha ki Saadi ki tarikh is mahine ki last tarikh hai
Naira is very happy inside but doesn't show it
Visambar - fir to humare paas jyada samay nahi hai shorvari
Shorvari - haa ye to hai pata nahi sab kaise hoga
Visambar - chinta mat karo shorvari sab ho jayega
Naira-ha ma sab kuch thik hoga
Shorvari - ha beta. waise tu to bada khush najar arahi hai
Naira blushing and went to her room
In her room
Naira-main Sharma kyun Rahi hoon Sayed mujhe kartik pasand hai woh hai hi itne achche kisiko bhi pasand ajayenge
She smile think about kartik
Kartik in his room at night
Kartik - number to mil Gaya usse baat kaise karu. Lekin baat to karni hai
Don't worry kartik just call her
Kartik call naira
Naira pick it
Kartik - hello naira main kartik
Naira-kartik aap( happily)
Kartik - haa
Naira-apko Mera number kahase Mila
Kartik - dadi se
Naira-oh
Kartik - tumhe pata hai Saadi ke bareme
Naira-ha kartik
Kartik - tumhe koi problem nahi hai na
Naira-nahi kartik
Kartik smile
Kartik- I think sab kuch bohot jaldi ho raha hai
Naira-ha woh to hai par lekin kabhi kabhi jaldibazi achchi hoti hai
Kartik - haa. Waise tum abhi tak soyi nahi
Naira-nahi gharme Saadi ko lekar baat ho rahi thi
Kartik - woh. Kal college chalogi
Naira-ha
Kartik - thik hai phir kal milenge good night
Naira-ha good night
They ended the call
They slept with a smile think about eachother...

Thank you for loving my story ❤️
From - Ipsita...

pyaar Where stories live. Discover now