Chapter 13

170 19 2
                                    

After 1 month

All are in breakfast
Naira served breakfast to all
Suhasini - beta aj Tera college nahi hai
Naira- dadi aj toh Sunday hai
Suhasini - achcha achcha mein na aj kal chize bhulne lag gaya hoon
Lekin kittu tu kyun vul raha hai
Kartik lift his head
All look at kartik
Kartik - mein kya vul raha hoon dadi
Suhasini - tere Saadi hoke kitne din hogaye
Kartik - 1 month ( look at naira)
Suhasini - ha 1 mahina aur tu abhi tak naira ko gharme bitha kar rakha hai
Kartik - matlab
Kirti - are buddhu dadi tum donoki honeymoon ki baat kar Rahi hai
Kartik shocked
Naira blushed
All smile seeing them
Swarna - kuch socha nahi kya beta abhi tak
Kartik - o actually ma sach kahu to nahi
All laughed
Suhasini - to ab sochle
Surekha - haa.waise bhi naira ka bhi to man hoga na kahi ghumne Jane ka
Kartik look at naira
Naira smile kartik smile back
Naira's pov
In ek mahine mein humari dosti bohot gehri ho gayi hai . Kartik meri ek ek baat ka khyal rakhta hai mujhe koi problem nahi hone deta kahi na kahi mujhe achcha lagta hai uske saath. Mujhe Jana hai uske saath ghumne ho sakta hai yeh honeymoon humare liye koi surprise le aye
No one pov
Kartik - thik hai dadi mein ek acchisi jagah choose karta hoon
Suhasini - haa
Kaira are in their room
Kartik - naira
Naira-haa kartik
Kartik wearing his shirt
Kartik - bolo tumhe kaha Jana hai
Naira look at him
Naira-mein kya bolu kartik
Kartik - tum nahi to kaun bolega.mere saath Jana kise hai
Naira-mujhe is sabke bareme jyada pata nahi kartik
Kartik - ok. Toh tum ye batao tumhe kaisi jagah pasand hai Mera matlab beach, hill aur kuch ( combing his hair)
Naira think
Naira -beach mujhe bohot pasand hai
Kartik smile
Kartik - ok toh phir mein aisihi koi jagah dekhunga jaha beach hai
Naira happily - ha
Kartik - abhi mein office chalta hoon agar Jana hai abhi sab Kam niptana hoga
Naira-koi jaldi nahi hai kartik tum Aramse sab intejam karo
Kartik - nahi jaldi hai waise bhi mein bhi bohot bore ho raha tha gharpe achcha hoga hum kahise fresh hoke aye toh . Chalta hoon mujhe late ho raha hai
Naira- jaldi aana dost
Kartik - nahi aj soch raha hoon ek male client ke saath dinner pe jau
They laughed
Kartik - bye pagli
Naira-bye
He went
Naira smile at him
At noon
Naira was doing her work in her room
Suddenly
Kartik - bhooh
Naira afraid
Kartik laughing
Naira-kartik (angrily)
Kartik control his laugh
Kartik - ha. Sorry
Naira-mein kitna dar gayi thi tumhe pata hai
Kartik - sorry mein majak kar raha tha
Naira-it's ok.phir kabhi mat karna
Kartik nodded
Naira - tum abhi Ghar kyun aye kuch Kam tha kya
Kartik - ha bohot jaruri Kam
Naira-bolo
Kartik - maine humari ghumne ke liye destination thik kar Li hai
Naira-itni jaldi
Kartik - kaha itni jaldi maine kitna research kiya phir Jake mujhe koi proper place mili
Naira-par kartik
Kartik - koi par bar nahi actually kya hai na bohot din ho gaye mein bhi kahi gya nahi. Mujhe traveling ka bohot shauk hai toh mein ye moka chodna nahi chahta.
Naira nodded
Naira-par Jana kaha hai
Kartik - surprise
Naira-yeh thik nahi hai kartik batao na
Kartik - no. Jis din jaunga us din pata chalega
Naira being sad
Kartik - jitna bhi patane ki kousis karo mein nahi patne Bala
Naira-thik hai mein bhi pata karke rahungi
Kartik - dekhte hai
Naira-achcha woh sab bate chodo. Tum abhi wapas office jaoge
Kartik - nahi man nahi ja Raha bohot garmi hai. Mujhe thoda Sona hai
Naira-phir khana khalo. Sabka launch ho gaya hai
Kartik - tumhara ho gaya
Naira- nahi mein abhi khane wali thi
Kartik- chalo saath me khate hai
Naira-ha
They went down
Naira served kartik
Naira- kartik dekho maine tumhare liye tumhara favourite halwa banayi hai
Kartik - thank you naira
Naira-ha to phir tumhe bhi to mujhe kuch Dena chahiye na
Kartik - bolo kya chahiye
Naira - hum kaha ghumne jarahe hai
Kartik - tum kuch bhi Karo mein nahi bataunga.
Naira-tum bohot bure ho
Kartik - bachpan se hi lekin kabhi gamand nahi kiya.
Naira-kya Karu mein tumhara
Kartik - ice cream khane chalogi
Naira-ab itni dhoop me
Kartik - garmi meinhi thanda khaneka maja aata hai madam
Naira-thik hai (smile)
Kartik - toh phir jaldi lunch Karo
Naira-ok

Precap - kaira's day out
Sorry for late update and the boring chapter

pyaar Where stories live. Discover now