Naira is calling kartik
Kartik pick up
Kartik - hello
Naira-ha kartik
Kartik - haa bolo naira
Naira-kartik woh actually mujhe kuch chahiye
Kartik - ha bolo na
Naira-ap Ghar ate vakt meri do books le ayenge
Kartik - nahi
Naira confused
Naira-thik hai kartik koy baat nahi main batme kabhi le aungi
Kartik - suno toh meri baat. Mein le ayunga lekin pehle tum mujhe ap kehna band Karo hum almost same age ke hain right tum to pehle mujhe tum kehti thi ab ap bol Rahi ho
Naira-woh actually
Kartik - mein tumhe ap bolo toh achcha lagega nahi na toh phir
Naira smile
Naira-thik hai. Toh tum le aaoge
Kartik - haa le ayunga. Lekin kaisi books
Naira-kartik actually
Kartik - naira kaho na
Naira-matlab hum college se pass out ho Gaye hai and mera bachpan sapna ha mein ek doctor Banu toh mein age padna chahti hoon main pad sakti hoon na
Kartik - obviously naira tumhe Jo Banna ha Bano tum jaha padna chahti ho pado isme mujhe kya problem hoga naira
Naira is very happy
Kartik- tum mujhe book ki details share kardo mein le aunga
Naira-ok kartik
Kartik - bye rakhta hoon bohot kaam hai
Naira-ha
They ended the call
Naira smile think that how understanding kartik is
At night
It's time for dinner
Naira served food
Suhasini - beta kittu aya nahi abhi tak
Meanwhile Kartik came
Kartik - aa gya dadi apka kittu
Suhasini - beta itna late abhi abhi Saadi hua hai teri aur tu kaam pe laga hua hai
Kartik - sorry dadi mein abhi aata hoon change karke
Suhasini - haa beta ja
Kartik came and all starting eating
Dinner was doneKaira room
Kartik - yeh raha tumhara books dekho thik hai na
Naira see and check the books
Naira-haa kartik yehi hain . Thank you
Kartik - dosti mein no thank you no sorry
Naira-sorry firse nahi hoga
She realised she said sorry
They laughing
Meanwhile bua dadi passing by there and she hear all this
Bua dadi-ab kittu ki bahu parayi bhi karegi kya bahu laya hai suhasini ne
They she went
Scene Shift to kaira
Kartik - woh mein kehna vul Gaya ma se tumhari baat Hui unhone call Kiya tha mujhe
Naira-haa kartik Hui hai
Kartik - hmm
Naira-kartik
Kartik - hmm
Naira-kartik kal xyz medical College entrance ki form diya jayega mein fill up kardoon
Kartik - tumhe us medical college mein padna hai
Naira-haa. Mujhe wohase medical ka course complete karna hai
Kartik - toh fir varti ho jao. Maine pehle bhi kaha hai ab bhi keh Rahi hoon tum Jo karna chahti ho karo I am always support you
Naira-tum bohot achche ho
Kartik - badmas bhi hoon mom kehti hai
Naira laughing
Kartik - chalo so jate hai
Naira-haa
They lay on bed after some time
Naira-kartik tum so Gaye
Kartik - nahi. Bolo
Naira-kal tum mere saath form lene
Chaloge
Kartik - kab Jana hai bolo
Naira-subha 10 baje
Kartik - tum ready rehna mein ajaunga
Naira-ok. Tum sachme bohot achche ho kartik
Kartik- Tum kya kam achchi ho
Naira fake smile
Naira in mind - tum humesha mujhe support karte ho kartik maine tumhare liye kuch nahi kiya. Main tumhe woh sab kuch nahi derahi Jo Sayed ek patni ka farz Banta hai.
Naira's thought broke when kartik says
Kartik - kya hua. Kya soch Rahi ho
Naira-kuch nahi. So jate hai kartik late ho raha hai.
Kartik - haa. Good night.
Next day
They get up and ready and come down
Naira did aarati and took blessings from all
Then she serve food everyone they all eat
At 9:30
Kartik come home from office
Suhasini - are beta tu ab gar aya
Kartik - haa dadi. Woh naira kaha hai
Suhasini - kitchen Swarna aur surekha ko madad kar rahi hai. Kyun kya hua beta
Then naira came and saw kartik and suhasini and bua dadi also
She realised the matter
Naira-woh dadi mujhe apse kuch kehna tha
Suhasini - haa bol na beta yeh kittu bhi ab ghar aya hai kuch hua hai kya
Naira-dadi darshal mujhe mujhe na aapni padhai age badhani hai
Suhasini - haa yeh toh achchi baat hai. Tu iske liye itna dar kyun Rahi hai. Hume to khusihi hogi agar humari Gharki bahu naam kamaye
Naira and kartik look at each other and smile
Naira-toh isiliye aj medical ki form lene jaraha hoon kartik ke saath
Suhasini - tu doctor Banna chahti hai
Naira-haa dadi
Suhasini (happily)- fir toh aur bhi achchi baat hai humari Ghar ki bahu doctor banegi
Kartik and naira's happiness has no bound
Bua dadi(angrily )- Tera kya dimag ghash charne gya hai suhasini.ghar ki bahu ab padne jayegi pure din Ghar ke bahar rahegi pata nahi aur kya dekhna parega fir doctor banke raat din pata nahi kaha kaha ghumti rahegi
Suhasini sighs
Naira was looking down sadly
Her eyes almost filled with tears
Kartik - mein bhi to pure din gharke bahar rahti hoon dadi
Swarna and surekha come from kitchen hearing their conversation
Swarna - kya hua hai kartik tum ab gharme
Bua dadi-Tera kartik tere haath se jaraha bahu. Ab woh apne biwi ki hi sunega
Swarna - buaji ap Aisa kyun keh rahi hai hua kya hai
Bua dadi- are Tera beta ab apni biwi ko aur padhaiga usse doctor banaiga
Swarna - doctor?
Kartik - haa ma naira doctor Banna chahti hai ap boliye isme kya galat hai
Swarna - yeh to achchi baat hai buaji naira aur padna chahti hai
Bua dadi-tum sab ko is ladki mein pata nahi kya dikhta hai. Main nahi rahungi aur yaha
Kartik - jaldi jaiye
Kartik rocked bua dadi shocked
She angrily went to her room
Kartik look at naira
Kartik - hey ro kyun Rahi hoon are unki baaton ka kon bura Manta hai naira
Swarna - ha beta tum socho mat us bareme hum sab hai na tumhare saath.
Suhasini - haa bahu. Ja tu tyar ho ja aur form leke aa
Naira happily nodded
Naira went to her room
Suhasini - kittu
Kartik - ha dadi
Suhasini - naira bohoti seedhi hai beta usko humesha khush rakhna
Kartik - obviously dadi
Kirti - haa dadi maine ye baat kartik ko pehle hi keh chuki hoon ki naira bohoti inocent hai aur sabse bohot pyar karti hai( I am forget about kirti 🤭)
Suhasini - ha beta
Naira come
Kartik - chalo naira
Naira - ha
They went to college and take the form
Kartik fill it up and submit
And they come home
All are very happy for nairaDays passing like this
Slowly kaira' bonds grew very much
They share many memorable moments with each other. And they are very happy together. But they don't realise their love for eachother......Thank you for reading ❤️
![](https://img.wattpad.com/cover/318273832-288-k923440.jpg)
YOU ARE READING
pyaar
FanfictionIt's a kaira love story.. Kartik a college student loves his family very much respect girls Naira a shy girl loves her family alot. Belong from a middle class family.