Let's start
Naira- bachpan se ma , papa mujhe bohot pyar se pala hai kabhi mujhe kisi chizki Kami mehsoos nahi hone di main kabhi unke khilaf nahi jata aur mein biswas rakhti hoon ki woh log mere liye jo bhi decision lenge woh kabhi galat nahi ho sakta
Kartik - hmm
Naira- agar tumhe koi problem hai to tum keh sakte hoon
Kartik - jaha tum ho wahan mein... Main bhi kabhi apni dadi ki baat nahi taalta woh mujhse bohot pyar karti hain
Naira - main is Saadi ke liye tyar hoon kartik... Tum?
Kartik - main bhi
Naira smiled
Kartik - chalo niche chalte hain
Naira nodded
They come down
Suhasini - kya hua beta baatchit ho gayi
Theke nodded
Manish - kya decision liya tum dono ne
K&N- hum is Saadi ke liye tyar hain
All are very happy
They congrats each other
Kartik and naira happy to see their family
Manish - chaliye ab hum chalte hai waise bhi bohot raat ho gaya hai ab to aana jana lagahi rahega
Visambar - ab raat hohigayi hain to Humare yaha khana khake jaiye
Suhasini - are nahi nahi ap logoko bekarki takleef hojayegi
Shorvari - isme takleef kis baat ki agar aplog rukenge to Hume bhi achcha lagega
Suhasini agreed
They all sit and chitchatting then
Shorvari - bohot raat hogayi hai chaliye khana kha lete hain bachcho ko bhi bhuk lagi hogi
Shubham- sachme aunty mujhe to bohot bhuk lag rahi hain
Shorvari - haa ha chalo beta
They all went
All sit
Naira and shorvari serve them
Suhasini - are ap logbhi bethiye na hum lelenge... Naira beta tum bhi kartik ke paas betho
Naira nodded and sit beside him
They all eat
Suhasini - chaliye ab Hume Jana chahiye waise bhi bohot raat ho chuki hai
Shorvari - ap log ruke bohot achcha laga
Manish - ab hum aatehi rahenge
Visambar - jarur
Kartik to naira slowly
Kartik - bye
Naira- bye
They go home
Naira go to her room
Naira to herself - kartik achcha ladka ha par mein kya uske liye theek hoon mujhe kuch samajh nahi aaraha Maine ha to keh diya hai par main ek middle class family ki ladki aur kartik itna bade khandan se bhagwan mujhe rasta dikhaye
Otherside kartik to himself
Naira bohot simple hai kya mein use khush rakh paunga kya mein naira ko deserve karta hoon mujhe ap pe bharosa hai Krishna ji ki aap jo karenge sahi karenge......

YOU ARE READING
pyaar
FanfictionIt's a kaira love story.. Kartik a college student loves his family very much respect girls Naira a shy girl loves her family alot. Belong from a middle class family.