Part-2

850 132 130
                                    

Mahila Police Thana, Lucknow

"Sach sach bataiye KS aap janti hai Anubhav ki body kaise gayab huyi ya aapne hi ki hai?" Haseena asked questioningly.

"Maddam sir aap hum par sandeh kar rahi hai...(disbelief)?"

"Nhi..Karishma Singh hum bas puchh rahe hai.. Kyunki hume goli lagi thi aur aap hi thi jinhone sab handle kiya..!"

"Hume yaad maddam sir, jab humne ambulance  bulayi thi tab do ambulance aayi thi....ek mein hum aapko lekar gaye aur dusri wali main....ek minute humne toh unhe bataya hi nhi tha ki hume kitni ambulance chahiye...(she said as the point clicked in her mind).

"Iska matlab dusra ambulance aapne nhi bulaya tha?" Haseena asked. "Nhi...balki phone toh ammi ne kiya tha aur hume jahan tak yaad hai unhone  sirf ambulance bola tha...!" KS said thinking something.

"Aap hospital se pata kariye " Haseena ordered. KS dial hospital's landline number and after few questions she hang up. "Unhone nhi bheja tha dusra ambulance...!"

"Hmm...matlab koi pehle se hi janta tha yeh hone wala hai isliye woh mauke ka fayda utha kar aaya aur Anubhav ki body ya Anubhav ko lekar chala gya..!" She said last line in suspicious tone.

"Matlab?"  "Matlab yeh KS ki shayad Anubhav Zinda hai....shayad jis aadmi ke liye woh pendrive ke pichhe pade the woh aadmi unhe le gya ho...!" Haseena said looking at the map.

"Maddam sir teen goli lagi thi unko ko...agar maan lete hai koi unhe le gya hoga par woh zinda hai iee kaise kah sakti hai aap?" KS asked.

"Hume bhi teen goli hi lagi thi Karishma Singh aur hum toh khai se bhi gire the phir bhi hum bach gaye...toh Anubhav kyun nhi...!" She said letting a deep breath.

"Aapka matlab hai Anubhav zinda hai aur shayad us insaan ke paas hai jinhone unhe bheja tha..!"

"Ek kaam kariye pure UP mein ek news  faila dijiye Anubhav ki picture ke saath ki..ki Anubhav ke baare mein kuch bhi batane wale insaan ko hamari taraf se inam diya jayega...!" She suddenly said.

"Maddam sir..koi purana khabar le aaya toh?"

"Toh kya...hume kuch toh pata chalega ki aakhir Anubhav Singh cheej kya hai tab tak hum jara pata karte hai ki Mira ko hack karne mein kitna time lagega..!" She said smirking.

Two days later....

Banaras, Uttar Pardesh

"Yahi address bola tha na Rajesh ne...?" Haseena asked Karishma, looking around themselves.

"Ji MS, ab yahan un ko kahan dhundhe....!" She said searching for her brother. "Puchhte hai kisi se...!" Haseena said. "Excuse me suniye...(she  calls out a man from behind) aapne is shakhs ko kahin dekha hai? She asked, the man turned towards them and looked at the picture.

"Yeh...yeh toh apne Sarkar bhaiya hai...!" The man replied with a smile. Kareena looked each other and then that person. "Sarkar (Haseena said)... Bhaiya....(Karishma said)"

"Aap sure hai ki yeh Sarkar hi hai?" Haseen asked questioningly. "Sau takka sure hoon, Banaras ka baccha baccha janta hai unhe...!" The man said proudly. "Abhi kahan milenge iee?" Karishma asked. "Abhi...abhi toh Chauki gaye hai...!"  He answered. Karishma and Haseena raised their brows questioningly at him. "Chauki kis liye?"

"Hamare bhaiya ka roj ka aana jana hai...police wale chai ke liye bula lete hai kabhi kabhi...waise aap dono kaahe puchh rahi hai kauno kaam hai unse?" He asked suspiciously. 

Mohra Where stories live. Discover now