Arsa

1 0 0
                                    

Ek arse baad nighahon ko sukoon mila hai,
Saalon baad chehre pe rangat badli hai

Uske chehre ke noor mein ek alag hi baat hai,
Log to yunhi khoye hai dunia ke mele mein.

Hum numaish mein bhi unke hi deedar-war hai.

Khamoshi mein paal rahy hai ehsaas,
Ankhon mein shor hazar hai.

Ek arse baad uski muskurahat dekh khud ko hasta mehsus kiya,
Saalon baad apni saanson pe se kabu khoya hai.

everything written Where stories live. Discover now