Sab theek ho jaayega na?

939 83 33
                                    

After reading Rudra's message aaru stood confused: shud I go? Gosh waha pe poora Birla hospital rahega .. woh mahan couple (abhira) bhi rahega .. mushkil se shaanti mili hai leave it..

Aarohi leaves the text on seen and leaves for her hostel.. by the time she reaches back it is already dinner time.. she sat in the canteen, all awkward due to her bad socialising skills and looked around where everyone had their own groups

"It's okay Aarohi, abhi tujhe time hee kitna hua hai yaha aaye.. Dheere Dheere friends ban jaayenge"

Aaru Tried comforting herself but deep inside she hated being isolated but was always scared of initiating any conversation . Her eyes turned heavy with tears
"No no ismei rone wali kya baat hai.. dekhna ek do hafte mei sab theek ho jaayega.. waise bhi mei yaha socialise karne Thodi aayi hu.."

Aaru was having her dinner when she gets a call from kairav
With a lot of hesitation aaru picks up the call
Kairav : Beta, kaisi hai tu?
Aaru: I'm fine bhaiya.. aap sab kaise hai?
Kairav : tujhe lagta hai hum theek hai?

Aaru: Haa mei Udhar nahi hu toh I'm sure kuch log toh bohot relieved honge kyuki meri existence se hee unko problem hai
Kairav : Aaru bas bhi kar.. kitni galatfehmi paalegi.. tujhe pata hai mimi ka ro ro ke bura haal hogaya hai.. din bhar tere baarei mei hee puchti hai..

Aaru's eyes get wet again, her throat gets heavy : aur mei jo rote rote aayi thi? Chodiye na bhaiya ye sab baato ka kuch matlab nahi hai
Kairav : okay fine.. mujhe bata ki tu kab ghar aari hai waapis

Aaru : not any soon.. atleast ek saal tak toh nahi
Kairav : bakwaas bandh kar aaru
Aaru : aapne pucha toh meine bola.. anyways mera dinner thanda hora hai .. good night
Kairav  : Aaru sun toh.. *Aaru cuts the call*

Manish heard everything since he forced kairav to keep the phone on speaker .. he  was extremely upset ... he turned around and looks at Aaru's photo: apne bade papa se Itna naraaz hogayi meri bacchi?

Meanwhile aaru finishes her dinner and returns to her room
She takes Kartik and Sirat's photo from her desk and hugs it tightly: maa , papa I miss you each and every day.. sab theek toh hojayega na? Mei aapki strong princess hu na.. ye loneliness door ho jaayega na ...
She hugs the frame tightly and sleeps

Meanwhile at Birla house everyone at dinner table
Aanand : Arre Neil Aaj tu woh ladki se milne Gaya tha na .. kya hua uska
Manjari (annoyed) : Kya hona tha bhaisaab.. reject hoke aagaya mera beta
Neil : Arre maa yaar.. reject nahi hua it was mutual... usse bhi abhi koi interest nahi hai aur mujhe bhi!
Manjari: ye mutual Jaise bade shabd use karke baat mat ghuma... aur jo meine laddoo diye the uska kya
Neil gives a blank look
Manjari: neil tu saare kha Gaya?

Abhimanyu laughs
Neil: Arre nahi maa woh meine Aarohi ko de diye
Akshara: Aaru ko?
Neil: Haa woh actually Jis cafe mein mei Nandini se milne Gaya tha usi cafe mei Aarohi bhi aayi thi.. and mei nandini ko laddoo dena bhul gaya tha so I ...
Manjari: chalo ek Kaam toh Acha kiya tune.. Aarohi ko waise bhi woh laddoo ache lagte hai

All elders go to their respective rooms
Akshara: Neil Aarohi waha kya kar Rahi thi
Neil: bhabhi woh actually apni college research kar Rahi thi
Neil to himself : bhabhi ko agar zyaada kuch bataya toh chipkali chodegi nahi mujhe
Abhimanyu: Acha anyways humei woh rudra ki party ka invite aaya hai and dad is forcing us to go
Neil : Arre yaar woh rudra bada hee creep banda hai
Abhimanyu: there's no option... we have to go
Parth : it's fine guys.. Thodi der ke liye chalei jaayenge then we'll come back
Neil: hmmmm

Sorry guys for the filler chapter .. wrote it cuz kaafi time se update nahi kiya tha.. next chapter would be post my exams ie 17th July 🫶

Woh ek saalWhere stories live. Discover now