Just chill

735 74 13
                                    

It's a new morning
Aaru wakes up with a severe headache caused due to a huge waterfall from her eyes last night
She checks her phone and whattt? It's 11:30 am already?
Itna late uthi mei??? Goshhhhh ... ye time pe toh hostel wala naashta milne se raha.... Ye Anisha aur Devyani ka kya problem hai... utha nahi sakte the kya?
Waking up this late wasnt Aaru's thing.... For a girl who would wake up at 6:00am and study , 11:30 was nothing less than scary... waking up this late would make her uneasy and quite angry

She storms into Anisha's room in a messed up state .. hair tied in a messy bun , white T-shirt and blue shorts and starts screaming: Kya problem hai teri.... Utha nahi sakti thi?

Kairav and Neil were also present in Anisha's room
Anisha : Aarohi calm down! Chilla kyu Rahi hai ?
Aaru : kyu na chillau... aur kairav bhaiya aap kya kar rahe ho?
Neil : Arre mei bhi hu
Aaru : tum toh ho hee jobless!
Neil gets offended

Kairav : Aaru mei tujhse aur Anisha se milne aaya tha .... Dekh naashta bhi laya hu
Aaru screams : Arre toh mujhe kyu nahi uthaya
Kairav : Aaru pehle toh tu chillana bandh kar
Anisha : Aarohi meine aur Devyani ne tujhe subah bohot uthane ki try ki.... But trust me tu bohot gehri neend mei thi.... Hamne assume kiya ki tu padh Rahi hogi puri raat Isliye abhi neend nikaal Rahi hogi
Kairav : aur tu mujhe bata teri aankhe itni puffy kyu ho Rahi hai

Aaru knew that this was the result of her crying last night
Aaru : bhaiya actually mera bohot Zor se headache ho raha hai
Anisha : bhook lag rahi hogi tujhe ... aaja idhar sandwiches rakhi hai tere liye bacha ke
Aaru screams again : but mujhe sandwiches nahi khaana
Aarohi storms back to her room and pushes herself on the bed

Anisha : ye itni irritate kyu ho Rahi hai?
Kairav : ye pakka kal raat ko bohot royi hai
Neil : kaisa pata ?
Kairav : uski aankho se hee pata Chal raha hai ... utna Zor ka headache usse rone ke baad hee aata hai... and Anisha tum usse mind mat karna.... Woh Sirf max 5 ghanta sone wali ladki hai... agar zyaada so jaati hai toh irritate ho jaati hai
Anisha : yeah don't worry about it... Acha guys mera office ka call aara hai so...
Neil : seedha seedha bolo na get out
Anisha : get out!!

Kairav goes ahead
Neil Goes to Anisha again : Di kal rakhi hai
Anisha : Haa toh?
Neil: toh matlab? Aapko ghar toh aana hee padega .. atleast Abhi bro ke liye... Shaadi ke baad unki pehli rakhi hai
Anisha : mei two saal se nahi gayi hu .. kal bhi nahi aaungi...aur jo abhi bro ki Shaadi mein nahi gayi toh uski first Raakhi pe kyu jaau?
Neil : Di yaar kab tak aise karoge aap?
Anisha : Neil! I don't wanna argue Pls leave!
Neil leaves disappointedly and goes to kairav

Neil : kairav bro I think you shud check on aarohi... actually kal raat ko Aarohi and Akshara bhabhi ended up in an argument... mujhe baadmei maa se pata chala
Kairav : what? Akshu didn't tell me about this
Neil : actually bhabhi and maa had video called her to speak to her ... phir baadmei bhabhi and Aarohi were on the call and it ended up with Aarohi bringing up the past activities again... after the call ended bhabhi also cried a lot

Kairav : ohhh gosh mujhe Samajh nahi aa raha ki kaise handle karu inn Dono ko ... Dono hee bohot zyaada sensitive hai past ko lekar ... akshu toh phir bhi uss baat se move on karne ki koshish karti hai... but aaru Wahi par atki hui hai ... uss ek accident ne Dono ka bachpan spoil kardiya aur ab aage bhi kar raha hai

Neil recalls his childhood being traumatising as well ... he recalled how Manjari had raised him with Harsh constantly torturing her and him ... he recalled how he was being labelled as an orphan by his own father until the truth came out... he recalled harsh not giving him the amount of Love he deserved as much as Abhimanyu got

Kairav : Neil?
Neil : ahh kuch nahi... aap Aarohi ko dekho I have to go to the hospital ...
Neil leaves

Kairav goes to Aaru's room
He softly touches her head .. Aaru knew it was kairav and immediately hugged him
Aaru : I'm sorry bhaiya
Kairav : it's okay beta... Acha Chal bata tu kya khaayegi? Kahi bahar chalegi? Pura din tu issi chote se room mei rehti hai... Chal aaja Dono bhai behen kahi lunch karke aate hai
Aaru : nahi bhaiya I haven't even taken a bath... aur aapko office ka kaam hoga na?

Kairav : Haa but pehle tu Bata tu kya khaayegi... aaru : bhaiya trust me ... I'll manage
Kairav : Are u really sure?
Aaru : yes bhaiya...
Kairav : Acha apne bhai ka kehna maanegi?
Aaru : okay..?
Kairav : kal rakhi pe ghar aayegi?

With so much things going on in her mind, aaru had completely forgotten about rakhi , a festival which she always cherished celebrating with her siblings

Aaru : bhaiya...
Kairav : I know tu ghar nahi aana chahti but kal ke liye aaja? Vansh bhaiya ka bhi bohot mann hai ... aur ye toh akshu ki Shaadi ke baad ki pehli rakhi hai... Pls aaja ?
Aaru : matlab birlas bhi honge?
Kairav : Haa .. aaru Pls mana mat kar ... plss
Aaru : bhaiya I can't promise but I'll try
Kairav : pls aaja aaru

Meanwhile Neil reaches Birla hospital
Neil looks at Harsh and tries to cover his face

Harsh observes Neil coming in and calls him in the sweetest manner possible : Arre Neil Beta idhar aana zara 
Neil was shocked with his tone and goes to him : yes dad?
Harsh keeps his hand on Neil's shoulder: bhaisaab dekha mere bete ko .... Kitna sincere hai Kaam ko lekar ... din bhar hospital ko better banane ke liye mehnat karta hai
Neil starts flexing
Harsh : bete tumhe Kaam karne ki koi zarurat nahi hai theeke ? Tum kal se hospital mat aana ... I think u need a permanent break
Neil realises Harsh's sarcastic tone
Neil : dad....
Harsh : Arre nahi beta ... hospital late aane se toh Acha hai ki tum naa hee aao (tone changes into anger) ... Mera toh kya hai... baap hu.. badbad karna mera Kaam hai... tum karo beta jo tumhe karna hai

Harsh leaves in anger
Neil stood still
Anand: don't mind him... kuch time baad birla hospital ki 30th anniversary aa Rahi hai toh Thoda stress mei hai... already founder's day pe bohot tamsasha hogaya tha (Neil's identity reveal happened that day in the actual episodes )

Aanand: but bete he isn't wrong... you shud be on time... agli baar don't repeat it okay? Chalo get back to work!
Anand leaves

Neil to himself : yaar Aaj har Koi itne gusse mei hai.. pehle Anisha di , phir Aarohi and ab dad... why can't they all just chill?

Later in the evening
Aaru was still in a mess.. she didn't feel like taking a bath although she ensured filling her stomach with whatever the hostel had in as their menu
Aaru was again staring at her white board where she had written the budget for the month

Yaar how could I forget that it's rakhi tomorrow... bhalei hee na jaau but gift toh khareedna hee padega kairav bhaiya , Vansh bhaiya bhaiya and Aksha...
She recalled hurting Akshara last night and had to make an apology for it.. it was obvious that she wouldn't apologise verbally, so getting a gift was the ultimate solution she thought
Aur Akshara ke liye
Budget poora Hilne wala hai yaar Aarohi 😭 abhi tak toh MS ke entrance ki books bhi order nahi kari hai meine ... kitna kuch karna tha iss month mei ... ugghhhhhhh ... part time job dhundna hee padega

Meanwhile in Goenka house

Mimi : kal akshu ki Shaadi ke baad pehli rakhi hai ... birlas bhi aane wale hai ... Manish , dhyaan rahe sab theek se ho jaaye

Manish : Haa maa ... par Aaru ke Bina Acha nahi lagega... kairav tune baat ki usse ?..

Kairav : bade papa meine bola toh hai usse .. but aap bhi jaante hai usse... aur joki birlas bhi aane wale hai toh uska aana toh mushkil hee hai

Swarna : woh aayegi toh bohot Acha lagega Manishji

Sorry guys this was more like a filler chapter so high chances you might've gotten bored while reading it 😅😅... Thankyou for reading <3
Pls vote and comment ❤️

Woh ek saalWhere stories live. Discover now