Ignore the typos...
SP - yaha hai, advocate Shivani Pawar
KS - Shivani tum?
SP - hmmm... ye mere client hai
AB - * nods*
AS - aap agar inke vakeelon se baat karna chahta hai toh kar sakte hai kyuki baaki aage ka investigation hume mil kar karna hai
HM - ji sir... sabse pehle aap Mr. Dev
ND - ji
*HM and her team with ND went to gym room*
KS - kya aapke paas ab tak koi thos suboot hai ki aapke client Ramit Vyas begunah hai
ND - ji haa
HM - aur kya hai vo
ND - ji vo toh mai court me hi pesh karna chahunga
HM - *nods* achhi baat hai... aur agar hum kahe ki humare pass Mr. Vyas ke khilaaf pukhta suboot hai toh?
ND - aur kya hai vo?
HM - ji vo toh hum court me hi pesh karna chahenge.
ND - ye bhi theek hai aur aisa toh ho hi nahi sakta madam ki mere client ke khilaaf koi suboot ho kyuki mere client poori tarah se begunah hai
HM - dekhte hai... Karishma Singh inhe bahar bhejiye aur Rachna Agarwal ko andar bhejiye
KS - ji Madam sir * takes him out and brings Rachna Agarwal*
RA - puchhiye madam kya puchna chahti hai
KS - Tumko kaa lagta hai ki tumhara client begunah hai kya koi thos suboot hai tumhre paas
RA - ji nahi madam suboot toh hai par thos nahi par vo bhi jald mil jayenge
KS - Lakin humare pass bhi kuchh suboot hai tabhi toh tumhare client humare teen sandigdh me se ek hai
RA - jaanti hoon
HM - phir bhi ye case le liya
RA - ji kyuki sach ko suboot se zyada himmat aur sachai ki zarurat hoti hai agar himmat aur sachai hai toh suboot apne aap mil jayega
HM - * smiles* theek hai tum jaa sakti ho Karishma Singh Shivani ko buliye
KS - ji madam sir
*Shivani comes*
SP - *smiles* phir se mil kar achha laga
HM - * smiles* hume bhi
SP - puchh jo puchha hai
KS - tumko kya lagta hai kya Bakshi sir begunah hai
SP - tum logo ne unke sath kaam kiya hai tumhe zyada pata hoga lekin vo mere client hai toh vo mere liye begunah hi hai
HM - lakin agar vo mujrim nikle toh
SP - toh mai tumlog ka saath dungi agar mai ye ek case haarti hu toh mere career par zyada kuch farak nahi padega lakin agar koi desh drohi police ke haath se nikalta hai toh humare desh ke security ko bahut farak padega
HM - tumse issi jawaab ki umeed thi lakin kya tumhare pass koi suboot hai jo ye saabit karta hai ki Bakshi sir begunah hai
SP - hai toh lakin utne pakka nahi hai
HM - theek hai tum jaa sakti ho
*Shivani left*
KS - aapko kya lagta hai madam sir inme se kaun hoga gaddaar?
HM - abhi kuchh keh nahi sakte dekhte hai ye investigation kaha le jati hai
KS - ji
CC - madam sir aaj night duty humara hai aap log bahut thak gaye honge aap log jaaye aaram se ghar...
HM - hmmm, bahut late ho chuka hai hum sab ko chalna chahiye
Pj - ji madam sir... toh hum chalte hai Jai Hind
KS - jai hind madam sir
HM - jai hind
KS - * while going* aaj raat ka khana aap banayengi
Pj - huh bilkul nahi aur bhuliye mat ab hum aapke senior hai *they left while continuing their argument on raat ka khana*
HM - hum bhi chalte hai
CC - ji madam sir jai hind
HM - jai hind vaise kal aapke liye ek surprise aana vala hai
CC - kaa madam sir * excited *
HM - vo toh kal hi pata chalega humne bhi aur aapko bhi
CC - matlab?
HM - matlab dekhiyega... Jai hind
CC- jai hind madam sir * confused but excited*
HM - * smiles and leaves*So, that's it for this part. I thought of uploading this part tomorrow but I uploaded it today as one of this story fan commented to upload next part but I am very dejected and unhappy by the response of my last part only one person commented on that part but I am uploading this 'cause "One fan is enough for me" but please it's not done there are 100+ views but not even 15 vote WHY? am I such a bad writer? I have seen soo good writers deleting or stop writing their stories because of terrible response after so much of effort ever in exam times. Please if you don't want me to stop writing then vote and comment on this part I will be watching your support and keeping an aim let's see how fast you complete it so my aim is vote 20+ and comment 5+. Next part will be coming soon till then stay tuned. (I almost wrote the description longer than this part 😅)
YOU ARE READING
Just Another Day in MPT
FanfictionEvery msian is missing maddam sir alot and waiting eagerly for season 2 ... nd I'm one of them for whom Maddam sir not just a show but an emotion and I am writing this story to console myself. So, bahut bakaiti ho gaya ab story k baare mein - So, th...