Ignore the typos
HM - kayn hai vo?
SS - Sajan vo Mumbai wala jo phool aur mala bechta tha
(Note- Sorry guys thoda zyada hi hi hype creat kar diya and it was surely a BADA PACKET CHHOT DHAMAKA but Sajan is a very good actor and I wanted Haseena Malik ka Urmila wala roop for the one last time so... Yup! here you go)
HM - kya vo yaha kya kar raha hai?
SS - pata nahi...mujhe vo bas raaste me dikha vo kisi se baat kar raha tha ki uska luggage chori ho gaya hai aur vo yaha aa raha hai complain likhwane
HM - hume kuchh toh karna hoga kyuki agar usse sach pata chal gaya ki hum Urmila nahi Haseena Malik hai toh use bahut bura lagega
AS - *starts speaking an SS notices him* lakin Miss Malik hume lagta hai ki aapko usse sach bata dena chahiye kyuki hume lagta hai vo yaha bhi Urmila se milne hi aaya hai
SS - *shocked till core* e-ek minute ye yaha kya kar rahe hai
CC - are Santu ji aap aise jaldi jaldi me aai aur itna ghabrai hui thi ki humlog aapko batana hi bhul gaye
SS - kya!?
KS - yehi ki ye nirdosh hai abhi kuchh dino pehle aaye hai hume abhi sab kuch nahi pata hai ki kya kab aur kaise hua lakin investigation abhi chalu hai ye nirdosh saabit ho gaye hai laki asli mujrim abhi tak pakda nahi gaya hai baaki ka details tumko baade de denge
AS - ji
HM - *to AS* ha sir aap sahi keh rahe hai hume Sajn ki sab bata dena chahiye lakin hume thoda samay chahiye jaise hi mahol theek hoga hum use mauka dekh kar sach bata denge but sir tab tak ke liye please co-operate
AS - ji jaisa aapko uchit lage
HM - thank you sir *smiles*
AS- *looks into her eyes*
Pj - ahem ahem... vo aata hi hoga
HM - ji Pushpa ji
*Sajan arrives* ( short form for his name will be S)
S - are Urmila tera dhyan kidhar hai ye tera Sajan idhar hai. Laga na shock. Dekh tu mere se nahi aai milne Mumbai toh mai aa gaya tere se milne . Lakin mujhe philhal tere is thaane se kaam hai vo mere ko report likhwane ka hai mera saman chori ho gya
HM - a-are Sajan tu idhar
S- ha toh tu toh mere ko udhar Mumbai me bhul kar aa gai laki mai tere ko nahi bhula ab jaldi se mara report likh na
HM - h- ha ha likhwate hai a chickne chal iska report likh
CC - ha ha likhte hai na Umrila ji. Ha toh boliye aapka kya complain hai
S- ha toh mai just station se nikla hi tha tab ek gunda aata hai aur mere se mera luggage chhenta hai aur bhag jata hai
SS - ek minute luggage tha ya lollypop jo aise hi chhen ke bhaag gaya
CC - uff ye aate ke saath wala masumiyat
KS - lakin Santu ne baat toh sahi bola aise kaise luggage chhen k bhag gya tumne usse apne saman wapas lene ka koshish nahi kiya
S- kiya tha lo lakin peeche se ek aur gunda aa gaya mere jaan par ban aai aur jaan hai toh Urmi *HM glares* mera matlab jahaan hai toh mai jai vithala bol kar bhaag aaya
CC - theek hai tumhara report likh liye hai tumko jaldi tumhara luggage mil jayega
S- theek hai... Urmi chalti kya pichle baare toh tu seher ghumaai nahi mere ko iss baar ghuma de
HM - vo mai aa jatai lakin abhi mere ko thoda sa kaam hai... toh phir kabhi*his face drops*
Pj - *in HM's ear* chali jaaye na madam sir ek teer se teen nishane lag jayenge dekhiye dsp sir kaise jal rahe hai unko aur jalane ka mauka mli jayega *HM looks at her* aur bhi suniye toh vo bechara kab se aapke saath ghumne ke liye tadap raha hai vo bhi khush ho jayega aur shayad aapko bhi kahi mauka mil jaye usko sach batane ka.
HM - theek hai mai chalti hai tere saath
S- *smiles*
(They visited a couple of places there and they are now in a garden)
S- aaj bahut maza aaya na
HM - haa aaya toh achha sun na mere ko tujhe kuchh batane ka hai
S - ha bol na
Word count - 729
So that's it for this part. Sorry I was very late this time but someone once said that good things take time to come 😉😆. WILL SHE BE ABLE TO TELL HIM what do you think do tell me in the comments and please vote aap logo ka vote ka quantity hi kame hota ja raha if I ever think ki jab tak mera target achieve nahi hota tab tak hum koi part nahi upload karenge toh mera story toh vahi khatm ho jayega khe no body cares. So next part will be uploaded soon till then stay tuned.
YOU ARE READING
Just Another Day in MPT
FanfictionEvery msian is missing maddam sir alot and waiting eagerly for season 2 ... nd I'm one of them for whom Maddam sir not just a show but an emotion and I am writing this story to console myself. So, bahut bakaiti ho gaya ab story k baare mein - So, th...