Ignore the typos ( as I am ignoring wattpad these days 😅😏)
S- ha bol na
HM - nahi chhod rehne de mai kal milti hai tujhse...
S - but Tu kuchh bol rahi thi bol na meri haa hai * insaan se kekda bante hue*
HM - itna daant phadne ka jarurat nahi hai jaisa tu samajh raha hai vaisa kuchh nahi hai... chal bye
S- are lakin ye toh bata k ja ki mai rahunga kaha
HM - jab idhar ko aa raha tha tab nahi socha
S- nahi vo jaldi jaldi me bhool gaya...
HM - ye kabhi jaldi jaldi me mujhe kyu nahi bhool jata *mummers*
S - Tu kuchh boli kya
HM - h-ha mai bol rahi thi ki tu vo chickne k saath reh lena
S - kaun vo Anubhav
HM - hmmm....
S - nahi nahi mere ko uske saath nahi rehna mai footpath par reh lunga bus adde par reh lunga tere ghar par bhi *HM looks at him* mera matlab hai mai kahi bhi reh lunga bas uske sath nahi...
HM - kyu lakin? *something clicks in her mind* oooo are usse darne ka jarurat nahi hai vo kuchh nahi karega
S - agar kiya toh yaad hai na pichhli baar toh maar- maar ke mera handsome face bigad diya tha
HM - are vo kuchh nahi karega mai guarantee leti hai uska
S - pakka na
HM - are ab kya stamp paper pe likh k du tere ko
S - are Tu gussa kahe ko karti hai theek mai reh lega uske saath but tu usse baat kar na ki vo mere ko rakh le
HM - ab isme mai kya baat karu
S - please urmi mere liye itna toh kar hi sakti hai na tu varna pata nahi vo mere ko rakhega ki nahi lakin tu bolegi toh man jayega
HM - achha theek hai chal Tu bhi kya yaad rakhega *smiling*
S - *smiles* chal
Both reached to AS's house
HM - *press the door bell*
So that's it for this part. And I know bahut din k baad aa raha hai part but mere half yearly exams start hone wala hai so hum bhool bhi gaye the that I use an app named wattpad. Studies ka bahut pressure hai so please please please cooperate. Next part will be uploaded soon till then stay tuned.
YOU ARE READING
Just Another Day in MPT
FanfictionEvery msian is missing maddam sir alot and waiting eagerly for season 2 ... nd I'm one of them for whom Maddam sir not just a show but an emotion and I am writing this story to console myself. So, bahut bakaiti ho gaya ab story k baare mein - So, th...