~•6•~

987 142 42
                                    

No Proofread

The day afterwards.

Today Kareena and Cheetosh were going to shopping.

But as always our workaholic KS forgot about that but remembered about his meeting today. He woke up freshen up got ready goes downstairs for having breakfast in formals.

PS -- Are are Raja sahab banke kaha chale.

KS -- Maa bataya to tha aaj ek meeting hai.

PS -- Meeting ka yaad hai lekin ye yaad nahi hai shopping par Jana hai.

KS stopped munching on his bread and looked at PS with wide eyes. He mentally smacked himself as now he can't even postpone or cancel the meeting.

KS -- Maa 12 ke baad jaye to chalega. Pakka sirf 2-3 ghante Mai kaam hojayega humara.

PS -- Hey shiv ji kaisa ladka hai ye apni meeting ke baare mai yaad hai lekin apni sagai ke liye shopping par Jana bhool gaye.... Beta shadi ke baad Haseena ko toh nahi bhool jaoge na.

KS (low tone) -- Unhe kaise bhool sakte hai. Vo toh har waqt humari dil-o-dimag mai rehti hai.

PS -- Kya bol rahe ho khud me.

VS came and saw the scene.

VS -- Kya baras rahi ho subah se uspar.

PS -- Kaam hi aise hai iske. Aaj sagai ke liye shopping karne Jana tha lekin inhe kaam ke aage kuch yaad bhi rehta hai.

VS -- Krish ye koi bhoolne ki baat hai. Fake anger.

KS -- Dad hum pakka aajayenge 12 ke pehle lekin ye meeting bohut zaroori hai or hum cancel bhi nahi kar sakte.

VS -- Keh raha hai toh AA hi jayega na Pushpee jane bhi do ab mat daanto use.

KS -- thanks dad.... Chalte hai ab.

PS -- Agar 12 ke pehle nahi aaye to ghar ke andar hi mat aana rehna bahar.

VS -- Shaant ho jao.

KS gave a smile and ran away saving himself.

NM -- Haseena 12 ke pehle agar tumhari meeting nahi khatam hui to tumhe Ghar mai nahi ghusne denge hum.

HM -- Ammi pakka aajayenge hum.

She picks her cap sat on her Jeep and drove away.

At 11:30 AM.

KS still in meeting. He's so desperate to leave this meeting but the client is not leaving him.

KS -- Mr. Gupta we'll handle this project you don't have to worry. He said in urgency.

G -- I trust you Mr. Singh that's why I am here.

KS -- So now may I take leave. I have some important work.

G -- Sure why not.

KS shook hands with him and left immediately.

KS -- Aaj to maa hume maar hi dengi 15 min bache hai 12 bajne mai.

PS called him and he picked it up fearfully.

PS -- Kaha ho.

KS -- bas Ghar ke pass hai nikal hi Gaye hai.

PS -- Agar 5 min mai cheetah ke leke Haseena ke ghar nahi pahuche toh.

KS -- Toh aap hume ghar mai nahi ghusne dengi.

PS -- Chalo ab jaldi pahucho.

HM also came out of HQ sitting in her Jeep when her phone rang ammi called her.

ULFAT ft. KAREENAWhere stories live. Discover now