Chapter 11

989 106 37
                                    

Naira : (signing) Thik hai tum Kia ko apne saath office lekar jaa sakte ho.

Kartik : Yeh Hui na meri sherni wali baat.
Chalo ab jaldi se mujhe Kia ka bag dedo.

Naira : Bag ke saath iska carrier bhi lekar aati hu.

Naira went in their room to bring Kiara's bag and carrier and helped him to wear it. Kartik took Kiara's bassinet too, so that she could sleep comfortablely.

Kartik : Chalo baby aaj papa aur princess ka day out hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Kartik : Chalo baby aaj papa aur princess ka day out hai.

Naira : Apna dhayan rakhna aur Kia ko time se cereal khila dena.

Kartik : Haan meri sherni aur tum bhi time se khalena. Aur Kia ki tension mat lena wo uske papa ke saath hai. (To Kiara in baby tone) Chalo baby mumma ki byy bolo.

Kiara : Mum..ma (waving her hands)

Kaira chuckled at her. Kartik hugged Naira and kissed her forehead before getting on his bike. Kartik left with Kiara and Naira to start getting ready for her day.  The ride to the office was never so special for Kartik as it was today. He was talking to Kiara animatedly and Kiara was giggling. As Kartik entered the office with Kiara the whole office was shocked but Kartik being obvious to it right away went to his cubicle.

Kartik : Chalo baby ab aap apne bassinet main rest karo main papa ko bahut kaam hai.

Kartik started doing his work while Kiara was playing with her fingers and was making a giggling voice to gain Kartik's attention. Naitik and Naman enter the office and are surprised to see Kiara there. They came near Kartik's cubical.

Naitik : Are wah aaj toh humari chotu princess aai hui hai office mein.

Naman : Haan koi khas wajah.

Kartik : Are nahi sir wo Tina ko jaruri kaam se bahar jana tha waha Kia ko nahi le ja sakti thi toh main isse apne saath le aaya.

Naman : Are wah tum toh bilkul Naitik sir ke kadmo par chal rahe ho. Bhaiya bhi aise hi karte the. Jab bhi bhabhi bahar jati thi toh bhaiya teeno bacho ko sambhalti thi.

Kartik :(acting confused) Teen bache? Par ma'am aur sir ke toh do hi bache haina, Naksh aur Gayu.

Naitik :(to divert the topic) Ab Kartik bura na mano toh main Kiara ko godi mein le sakta hu. Dekho sagai Wale din bhi isse mil nahi paya.

Kartik : Try kar sakte hai. Kyuki yeh subh Tina ke pass bhi nahi jaa rahi thi.

Naitik picked her funny faces and Kiara happily went to him.

Naitik : Dekha choti princess ko mere pass and acha laga. Ab tum kaam karo tab tak main iske saath khelunga.

Kartik : Rehne dijiye sir aapko pareshani hogi.

Naitik: (to Kiara) Baby papa se bolo ki wo apna kaam kare abhi aapka aur nanu ka khelne ka time hai. (He said nanu unknowingly)

And Naitik went from there while Kartik and Naman chuckled behind.

Naman : Aaj itne saalo baad maine bhaiya ko itna khush dekha hai. Thank you Kartik Kiara ko laane ke liye.

Kartik : Koi baat nahi sir.

With this all of them got back to their work while Naitik was busy playing with Kiara. Naitik felt connected with Kiara. After lunch Gayu came to the office for the meeting and was surprised too, to see Kiara. Kartik made her sleep after feeding her cereal. Kartik was tensed as to where he will keep Kiara during the meeting as he can't take her with him. Gayu suggested Kiara can sleep in Naitik's cabin and they can monitor her from the CCTV.

The meeting was 2 hours long. Kartik was relieved that Kiara didn't wake up. That the kartik left for home early as his work was finished and Kiara had started missing Naira as she started calling her.

Kiara : Papa.. mumma.

Kartik : Haan baby bas abhi Ghar pahuch hi rahe hai. Mujhe pata hai aap mumma ko miss kar rahe hona.

Soon they reached home, but by that time Kiara had started crying. Naira ran to her daughter after listening to her cry. Kiara snuggled into her mother feeling warmth. Kaira smiled at their daughter's antics.

Naira : Isne jyada pareshan toh nahi kiya?

Kartik : Nahi nahi yeh bahut ache se thi. Aur pata hai Naitik sir ke saath aise khel rahi thi ki jaise unhe pehle se janti ho.

Akshara : Sachi Naman?

Naman : Haan bhabhi aaj toh bhaiya ne bas Kiara ke saath khelne ka kaam kiya hai.

Singhania's were sitting in their living room having their evening tea and Naman was narrating to them the office happening along with Gayu. 

Gayu : Haan mumma aur agar meeting ke waqt Kiara soi nahi hoti na toh pakka papa usse bhi apne saath meeting mein le aate ya bol dete. (Mimicking Naitik) Tum log jao meeting mein aaj main apni choti princess ke saath khelunga.

Akshara : Choti princess?? Yeh kaise naam hua Naitik.

Naitik : pata nahi Akshara par usse dekh kar yehi naam mere maan mein aata hai.

Akshara : Aapki baatein sun ka na mujhe bhi bahut maan kar raha hai uske saath khelne ka.

Bhabhima : Pata nahi kyun usse dekh kar na mujhe Naira ki yaad aati hai. Usse nain naksh bhi aise hi the.

Hearing her all of their smiles faded. Gayu saw this and tried to cheer them up.

Gayu : Mere pass na ek idea hai.

Akshara : Kya Gayu?

Gayu : Kyun na hum log Kartik aur Tina ko thode din ahi rehne bula de. Abhi toh waise bhi Yash bhaiya aur Rose bhabhi ki shadi hone wali hai. Toh unhe bolenge ki jab tak shadi nahi ho jati wo log humare saath yahi rahe. Isi bahane hum sab ko Kiara ke saath khelne ka muka mil jayega.

Akshara : Idea toh acha hai beta par are you sure? I mean...

Gayu : Main samjhti hu Mumma and trust me main bilkul thik hu.

That's it for today.

How was the chapter??

Goals :- 110 votes and 40 comments.
(Only 2 comments of one person will be counted)

Love you all
Riya

Aashiya kaira ka Where stories live. Discover now