Chapter 12

959 111 34
                                    

Next day, Sunday Morning.
At Kaira ka ashiyana.

It was a usual Sunday morning for Kaira. They woke up a little later than usual. Right now Naira was in the kitchen making her mendak's favourite kachoris. Kartik was in the living room playing with Kiara.

Kartik : Jaan main bol raha tha ki bahut time nahi ho gaya hum log family picnic par nahi gaye?

Naira : Haan mendak warna toh rishikesh mein toh har Sunday jate the.

Kartik : Toh kyu na aaj park chale. Picnic bhi ho jayegi aur Kia khel bhi legi.

Naira : Not a bad idea, mendak. Chalo ab dining table par aao kachori tayar hai.

Kartik :(picking Kiara up) Chalo baby mumma ke saath ka tasty tasty nashta karte hai.

They had their breakfast on a happy note. Kartik was making sandwiches while Naira was giving Kiara a bath.

Naira : (making her wear a cute frock) Aaj toh meri baby is dress mein bahut cute lagegi.

Soon they got ready and went to the nearby park.

Thoda hum bhi khelenge..
Thoda hum bhi kudenge..
Hum bhi tere jaise ban jayenge.

Kartik made Naira sit in the swing with Kiara in her lap and was gently pushing it. Naira and Kiara were laughing, making Kartik's heart burst with happiness.

Ghoda banke tera hum..
Sair tujhko karayenge..
Tere naaz saare hum uthayenge..!
Har pal Naya aur naya sa lage!

After swinging for a while Kartik took Kiara from Naira and took her towards the slides. He was making her slide while Naira was recording their video.

Tu har ghadi..
Ab hai palko tale...!
Dil Teri atkheli mein khoya..
Sang hass dil..
Dil sang tere roya...
Oh ho ho ho
Jaadu tera chal gaya.

Kartik buys lots of balloons for Kiara and tie it with her pram. Naira was making funny faces to make Kiara laugh and Kartik was taking their pictures. Then they took couple and family selfies. Kaira's heart was filled with bliss.

After playing they felt tired and decided to take a break and have their lunch. Naira laid down their lunch on the mat near the tree. Kartik was throwing Kiara in the air , making her laugh loudly. Naira smiles seeing them. This was witnessed by two more people and they approached Kaira.

People: Hello Kartik and Tina.

Kaira turned and saw Naksh and Gayu standing there.

Kartik : Are Naksh Gayu aap log yaha?

Naksh : Wo hum yahi se guzar rahe the toh tum logo ko dekh liya.

Gayu : Aur soch aap logo se mil le, I hope humne disturb nahi kiya.

Naira : Nahi nahi... Hum log bas lunch karne hi wale the, please join us.

Naksh : Actually hum logo ne lunch kar liya tga toh please you guys carry on.

Gayu : (taking Kiara from Kartik) Aaja beta Massi pass aa ja.

Naira : Kya kaha aapne??

Gayu : (hesitate) Massi... Yeh mujhe maasi bula sakti haina?

Kartik : Bilkul ab tum Jaan.... I mean Tina ki badi behan jaisi ho toh ofcourse tum Kia ki Massi hui.

Naksh and Gayu smile at it while Kartik nervously chuckles. Just then Gayu remember something and turn to Naira.

Gayu : Tina mujhe tumse kuch puchna tha.

Naira : Gayu di boliye na...(pausing) Main aapko di bula sakti hu na??

Gayu : Ofcourse jaisa abhi Kartik ne bola ki main Kiara ki Massi hu toh obviously tum mujhe di bula sakti ho.

Naira : Thank you so much... Waise aap kya bol rahi thi di?

Naksh : Haan actually baat yeh hai ki papa ne ghar par bataya ki kal kaise wo Kiara ke saath khel rahe the. Unki baat sun kar hum sabka ka bahut man tha ki hum log bhi Kiara ke saath khele.

Kartik : Yeh toh bahut achi baat hai hum aaj sham ko hi ghar aa jate hai jisse sab Kiara ke saath time spend kar sakte hai.

Gayu : You are most welcome but actually baat kuch or hai.

Naira : Kya baat hai di??

Gayu : Actually hum log chahte the ki tum log shadi Tak humare saath matlab Singhania Sadan mein raho.

Naira : Par Gayu di..

Gayu : Please Tina mana mat karna. Hum sabka bahut man hai Kiara ke saath tumhare saath time spend karne ka.

Kartik : Huh matlab mujhe bhul gaye na tum log.

Naksh : Nahi aisi baat nahi hai. Hum log Tina aur Kiara abhi abhi mile hai aur tumhe toh hum kitne time se jante hai. Isliye hum log chahte hai tum log kuch din hamare sath raho.

Naira : Par hum aise kaise...

Kartik : Tum log tension mat lo hum log aa jayenge kal sham ko aur shadi tak udhar hi rahenge.

Naira : Par Kartik.

Kartik blinks his eyes telling that he will explain later. Naksh and Gayu were very happy.

That's it for today.

How was the chapter?

Any suggestions?

Goals :- 110 votes and 40 comments
(Two comments from one person) please complete the goals of this as well as previous chapter.

Love you all 😘

Aashiya kaira ka Where stories live. Discover now