Chapter 1

492 9 18
                                    

Ek ladki apne room mein bed pe aalsiyon ke tarah padi hui thi (nobita ka female version 😂) aur yeh koi nahi apni y/n hai

Y/n- Hmm bohot bore feel ho raha hai kya karein.....umm 🤔........afla ko call karein kya? Nahi nahi shayad busy hogi toh phir jaani (darishta) ko? Nahi thodi der pehle hi toh uss se baat ki thi........💡idea mahira appi ko call karte hain, haan yeh hi sahi rahega.

Woh apna phone uthati hai aur apni cousin mahira ko call karti hai par phone bandh aata hai

Y/n- Yaarrrrr yeh appi bhi na...jab baat karni hoti hai toh hi pata nahi inka phone kyun bandh rehta hai hmph 😤 ...... Ek minute unhone apna ek aur number diya tha humein uss hi mein call karke dekhte hain.

Aur woh phir mahira ka doosra number dial karti hai aur ring baj rahi thi

Otp

Y/n- Haan hello mahira appi.

??- Kaun?

Samne se ladki ki awaz aani chahiye thi na......par nahi samne se kisi ladke ki awaz aati

Y/n- Umm...ek minute aap mahira appi ke boyfriend ho kya?

??- Kaun mahira? Kiski baat kar rahi hain aap? Aur aap hain kaun?

Y/n- Ab hum..- pehle bataiye aap kaun hain?

??- Phone pehle aapne kiya hai toh aap bataiye aap kaun hain?

Y/n- Hum y/n hain y/n mirza ab aap kaun hain aur humari appi ka phone aapke paas kaise aaya.

??- First of all aap jinki dhoondh rahi hain unko main jaanta tak nahi hoon and second mera naam naseem hai.

Y/n- Aap sacchi mahira appi ko nahi jaante?

Naseem- Nahi jaanta.

Y/n- Accha thik hai.

Aur phir y/n phone rakh deti hai

Y/n- Appi koi phone kyun nahi dene maang raha tha woh? Shayad usse woh chor hoga hmm aur appi ki phone chori kar liya hoga hmm.......(Abe pagal yeh tu kya bol rahi hai 🤦🏻‍♀️).

Phir y/n ki mummy usse bulati hai toh woh unke paas jaati hai

Time skip
At night

Y/n iss waqt apni bed pe baithke afla aur darishta se phone pe baat kar rahi thi

Otp

Y/n- Yaar pata nahi kis chor ne mahira appi ka phone chori kar liya hai.

Afla- Kyun kya hua?

Y/n- Arre mat puch humne aaj jab shaam ko mahira appi ko call kiya tha..............

Y/n unko saari baatein batati hai

Darishta- Arre baba mujhe toh lagta hai ke woh unka boyfriend hi hoga.

Y/n- Par ussne na kaha toh.....

Darishta- Kya pata mahira appi apne aur usske baare mein abhi kisi ko kuch batana na chahti ho?

Afla- Arre chupo tum dono, yaar y/n mujhe toh lagta hai tune number hi galat dial kiya hoga.

Y/n- Arre nahi nahi I know hum bhulakkad hain par itne bhi nahi aur haan humare chashme ka bhi number bilkul sahi hai.

Afla- Tu jo bhi bol mujhe toh ab yeh pakka lag raha hai ki tune galat hi number dial kiya tha.

Darishta- Mujhe bhi aisa hi lag raha hai ab.

Y/n- Kya yaar tum log bhi....accha thik hai woh sab chhodo (yawn) accha thik hai ab humein neend aa rahi hai baad mein baat karte hain ok bye....

Rab Ne Bana Di JodiWhere stories live. Discover now