07

665 50 55
                                    

Har cheez me jeet to y/n ki hi thi, par itna lalch bhi insaan ko kabhi khushi nhi deta

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Har cheez me jeet to y/n ki hi thi, par itna lalch bhi insaan ko kabhi khushi nhi deta. Veer y/n ke paas aata h or usse puchta h.

Veer: ky hua h? Khana to khalo, humesha  akele khati ho is baar mere liye...

Y/n internally smirk karke nod kar deti h.

Y/n: theek h jesa aap kahe...

Veer halka sa muskurakar waha se chal deta h par wo use rok kar uske aage chalti h.

Y/n: aap mere saath chaliye...

Wo uska haath pakad kar kehti h, veer just notice karta h ke wo esa kyu kr rhi h.  Y/n waha aati h or veer apni chair par bethta h, y/n bas idhar udhar dekhti h tabhi veer ke baju wali seat use khali dikhti h wo waha jaakar beth jati h, naa jaante huye kuch bhi, sabhi use dekhte h or wo bas haskar kehti h.

Y/n: hehe maine galti kardi yaha bethkar?

Dipali: haa bohot badi ye-

Bhakti: dipali muh band rakho, nhi beta tumne koi galti nhi ki...

Wo fake smile ke saath kehti h or dipali bas y/n ko glare de rhi thi, veer smirk karta h y/n ko dekhkar jiske irade veer ko nek nhi lag rhe the.

Veer: ye sab tum kar rhi ho jaanbujhkar haina?

Y/n: me kabhi koi cheez ko chahu to shiddat se chahti hu, yu hi nhi ke use phek du...or agar us cheez ko chaha hi nhi ho to phek deti hu...

Wo apne khane se uske taraf muh karke kehti h baarik aawaz me jisse kisiko sunai na de par dipali sab kuch sun rhi thi being innocent.

Veer: to iska matlab tum hume shiddat se chahti ho?

Y/n: ye to wakt hi batayenga..

Wo apna khana khane lagti h or veer bas confusion me use dekhta h 'wakt hi batayenga' se ky matlab tha uska? Ky wo chhod kar chali jaayengi veer ko? Nhi wo nhi jaayengi, ya shayad?

IN EVENING~

Y/n apne kamre se bahar aati h only to see ke veer kisike saath betha tha, wo uske paas jaati h. Wo bageeche ki sabse khubsurat jagah thi jo veer ki pasandida thi. Wo akar usse kehti h.

Y/n: veer ji aap-

Uski nazre idhar udhar mandrati hui veer ke saamne bethe huye person par padti h or y/n shock ho jati h use dekhkar, par wo chup rehti h.

Veer: ky hua rajkumaari ji? Kuch chahiye aapko?

Y/n: nh-nhi bas e-ese hi aai thi...

Veer: wese miliye hamare dost, javin singh chauhan se, ye purva rajya ke maharaj banne wale...bas humse milne aaye the...

Y/n javin ko dekhti h jo use smile se dekh raha tha. Wo bhi smile karti h, javin or y/n acche se samajh gye the waha ke maahol ke hisab se rhe to zyada fayde me rahenge.

-𝐏𝐫𝐞𝐦 𝐤𝐢 𝐩𝐚𝐫𝐢𝐛𝐡𝐚𝐚𝐬𝐡𝐚. [kth ff]Where stories live. Discover now